Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Muhabbat..!!!

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam

    zabardsti mohabbat nahi hoti....lakin ALLAH k liye kuch mushkil nahi
    agr nikaah k 2 bol se allah dilon me mohabbat daal sakta hai tou kesy mumkin nahi bhala...
    so agr aap iss niyyat k sath kuch waqt bitatay hoi kisi k sath.ya kuch aur.. tou bohat mumkin khuda aap k dil me mohabbat daal de


    aur wo shyd hadees hai suni hogi uss me zikar hai k ALLAH k liye mohabbat krna aur ALLAH k liye nafrat. so pehlay yeh dekho... k base kya hai... agr ALLAH k liye hai tou kuch bayeed ne k ''zabardasti'' b hojaye'''

    khair yeh mera nuqta nazar hai ... zaroori nahi koi agree kre :thmbup:
    ab msa he bata sakta hai 372-haha

    wesay is thead ka maqsad woh wali muhabbat nahe tha 372-shock yeh hazrat "ishq-e-haqiqi" ki baat karna chah rahay thay :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #32
      Re: Muhabbat..!!!

      mohabbat aik haseen jazba he

      mohabbat zabardasti nahi ki ja sakti likin jaise arrange marriages me hota he .. mohabbat with the passage of time khud hi hojati he :donno: or aisa is lye hota he kyu ke ap sab kuch accept kar lete hein or care karna seekh lete hein :donno:

      mohabbat ke lye kisi ko dekhna pehle zaruri nahi he :no: mohabbat ankhon se nahi dil se shuru hoti he


      to be contd..

      Comment


      • #33
        Re: Muhabbat..!!!

        Originally posted by mano_billi View Post
        mohabbat aik haseen jazba he

        mohabbat zabardasti nahi ki ja sakti likin jaise arrange marriages me hota he .. mohabbat with the passage of time khud hi hojati he :donno: or aisa is lye hota he kyu ke ap sab kuch accept kar lete hein or care karna seekh lete hein :donno:

        mohabbat ke lye kisi ko dekhna pehle zaruri nahi he :no: mohabbat ankhon se nahi dil se shuru hoti he


        to be contd..
        :lahoul
        That's Enough...!!

        Comment


        • #34
          Re: Muhabbat..!!!

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          may be
          :)

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          ab msa he bata sakta hai 372-haha

          wesay is thead ka maqsad woh wali muhabbat nahe tha 372-shock yeh hazrat "ishq-e-haqiqi" ki baat karna chah rahay thay :lpop:
          nae uncle aap b bata saktay hain

          welllll.... me ne kisi makhsoos mohabbat ki baat tou ki hi nahi... sirf mohabbat ki baat ki hai :)..
          aur muje nae laga k uss ne ishaq e haqeeqi ki baat ki ho :mm:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #35
            Re: Muhabbat..!!!

            hi hi aada itna dokhi dard bhera thread laga diya muhabat hhhiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
            me k dimag main dard shoron ho gai hain
            :kr::kr::kr:
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: Muhabbat..!!!

              Originally posted by msa View Post
              assalam o alaikum....!!


              agur app ko kisi se zaburdust(intentionally) muhabbat kurni ho....kurna mujbori nahi zarori ho...to kaise kurein ge:donno:

              in short apne dil me kisi k lie kaise muhabbat paida ki jae:donno:...aisi muhabbat jis ko koi differentiate na kur sake k yeh baad me khud se ki he ya built in thi...:mm:...aur app ka dil bhi saaf ho koi dikhawa na ho:donno:


              kia aisa posible he:donno:
              تمہارا سوال کافی الجھا ہوا ہے اور میرے پاس وقت کی شدید کمی لہذا تم پہلے یہ بتاؤ کہ محبت ہوتی کیا ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟ پھر میں آپ کو جواب دینے کی کوشش کرتا ہوں ۔ ۔ ۔
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Re: Muhabbat..!!!

                Originally posted by aabi2cool View Post
                تمہارا سوال کافی الجھا ہوا ہے اور میرے پاس وقت کی شدید کمی لہذا تم پہلے یہ بتاؤ کہ محبت ہوتی کیا ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟ پھر میں آپ کو جواب دینے کی کوشش کرتا ہوں ۔ ۔ ۔
                mein u se msn pe kabhi discus kur lo ga
                btw thanks:phool:

                @ all....
                thank u logo for ur jawab'aat

                @ thread
                The End :bhago:

                Comment


                • #38
                  Re: Muhabbat..!!!

                  Originally posted by MSA View Post
                  mein u se msn pe kabhi discus kur lo ga
                  btw thanks:phool:

                  @ all....
                  thank u logo for ur jawab'aat

                  @ thread
                  The End :bhago:
                  bachayyyyyyyyyyyyyy ghabraaooooo naheen agar aap sawal ki wazhat naheen bhi kartay to tab bhi main jawab day dayta hon magar is waqat anheen is waqat zara jaldi main hon . . . main chah raha tha k u se sawal kar kar k hi u k sawal ka jawba wazeh kardon magar . . .kahir bad main ajwab don ga :salam:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Re: Muhabbat..!!!

                    walaikum salam Mr. ""bhai

                    Aur bhi Gham hein Zamaney mey Muhabbat k siwa
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #40
                      Re: Muhabbat..!!!

                      Originally posted by MSA View Post
                      Assalam o Alaikum....!!


                      agur app ko kisi se zaburdust(intentionally) muhabbat kurni ho....kurna mujbori nahi zarori ho...to kaise kurein ge:donno:

                      in short apne dil me kisi k lie kaise muhabbat paida ki jae:donno:...aisi muhabbat jis ko koi differentiate na kur sake k yeh baad me khud se ki he ya built in thi...:mm:...aur app ka dil bhi saaf ho koi dikhawa na ho:donno:


                      kia aisa posible he:donno:
                      mohabbat apne rastay khood bana laiti hai bacha:D:is liye doosroo se mat pooch :D:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Muhabbat..!!!

                        Originally posted by Xai View Post
                        walaikum salam Mr. ""bhai

                        Aur bhi Gham hein Zamaney mey Muhabbat k siwa
                        gham

                        Comment

                        Working...
                        X