salam g pouchna yeh hain k ap ka apne bozurgo k sath kaysa behave hota hain kia ap un ko smajty hain kitna ? aur aj kal k advance door main ap apne bozurgo k bataye howay resty per kitna amel kerty hain aur dekha gaya hain k america aur dosery advance countries even ab pk main b old house k naam sy bozurgo ko wahan byj diya jata ahin to kia waja hain k hum jeb parents bhory ho jaty hai n un ki adeton ko berdasht nhe ker paty? ap ka apne gher aur baher k bozurgon k sath kaysa taluk hain freely ya reserve? :tasali:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
bozurgon k sath taluk
Collapse
X
-
Re: bozurgon k sath taluk
Originally posted by zoniash View Postsalam g pouchna yeh hain k ap ka apne bozurgo k sath kaysa behave hota hain kia ap un ko smajty hain kitna ? aur aj kal k advance door main ap apne bozurgo k bataye howay resty per kitna amel kerty hain aur dekha gaya hain k america aur dosery advance countries even ab pk main b old house k naam sy bozurgo ko wahan byj diya jata ahin to kia waja hain k hum jeb parents bhory ho jaty hai n un ki adeton ko berdasht nhe ker paty? ap ka apne gher aur baher k bozurgon k sath kaysa taluk hain freely ya reserve? :tasali:
Bohat acha topic hai. Humare Buzurg humare Ghar ki Barkat hain aur Khuda ki bohaat Badi Nemaat hain. Humai inki Qadar kerni chahiye.
Jo log Badou ko boj samjhte hain... aik din wo Khud sab per Boj ban jaate hain. Khair.. allah tallah ki yeh Nemaat jis Ghar mai hoti hai... wo Ghar bohat si Buri baatou se Paak rehta he.
Kiouke Baare apne poori zindagi ke tajurbe se humko guide kerte hain. Aur humare liye dherooo Duain bhi kerte hain.. to kiya hume itne Naa-shukre hoker unko apne Gharo se nikaal dena chahiye?
Zaroori nahi hum barou ki bohat si baatou se itefaq kerain.. lekin unki Baatou ko respect kerna humara farz hai.
aik misaal bhi bataiye jaati he iss baare mai.. ke aik buzurg ko wazu ka tareeqa nahi ata tha.. to 2 bachou ne unko baghair izhaar kiye... khud aapis mai aik doosre ko Dikhaa ker un buzurg aik tarah se wo Tareeka sikhaa diya. :) kitni pyaari baat he.
I feel mai buzurg logou ki dil se bohaat ziada Izat kerti hoon. Chahye wo mere apne hou yaa koi ghair.. mera andaaz unke saath bohat mohabbat wala hota he.. mujhe to aisa lagta he ke mai unke pass bhi bethoongi to mujhe wo koi Dua de dain. Iss umer mai her Insaan yeh Khawahish kerta he ke uske pass koi ho aur us ka khiyaal kere aur ehsaas kere.Last edited by *Samra*; 30 June 2009, 17:47.
-
Re: bozurgon k sath taluk
Originally posted by zoniash View Postsalam g pouchna yeh hain k ap ka apne bozurgo k sath kaysa behave hota hain kia ap un ko smajty hain kitna ? aur aj kal k advance door main ap apne bozurgo k bataye howay resty per kitna amel kerty hain aur dekha gaya hain k america aur dosery advance countries even ab pk main b old house k naam sy bozurgo ko wahan byj diya jata ahin to kia waja hain k hum jeb parents bhory ho jaty hai n un ki adeton ko berdasht nhe ker paty? ap ka apne gher aur baher k bozurgon k sath kaysa taluk hain freely ya reserve? :tasali:
Main Bazoorgoo kaayy sathh Freely Gupshup karrnnnay
kii try karrtaa hoo butt akssarr iss Free honnayy kayy chakkar main
Danntt hii parrtii haiii.....:D"Can you imagine what I would do if I could do all I can? "
Comment
-
Re: bozurgon k sath taluk
Originally posted by zoniash View Postsalam g pouchna yeh hain k ap ka apne bozurgo k sath kaysa behave hota hain kia ap un ko smajty hain kitna ? aur aj kal k advance door main ap apne bozurgo k bataye howay resty per kitna amel kerty hain aur dekha gaya hain k america aur dosery advance countries even ab pk main b old house k naam sy bozurgo ko wahan byj diya jata ahin to kia waja hain k hum jeb parents bhory ho jaty hai n un ki adeton ko berdasht nhe ker paty? ap ka apne gher aur baher k bozurgon k sath kaysa taluk hain freely ya reserve? :tasali:That's Enough...!!
Comment
-
Re: bozurgon k sath taluk
Walikumsalam
Nice topic !
Mujhe sab se ziadah company bachon ki aur burhe logon ki pasand hai wo isliye bache bht sweet batien karte hain aur burhon ki company mei beth ke apko kuch na kuch zaroor seekhne ko milta hai..
Ilsiye mujhe to burhey logon ki compnay bht pasand hai...aur mei jab bhi pk jati hun to apne grandmother aur grand father ke sath bht time spend karti hun...i love to listen them to talk with them
Aur beshak koi jaan pehchan wala bhi na ho but i really respect my elders..:rose
Comment
Comment