Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

...Zidd!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ...Zidd!!

    sirf zid khatarnaak hoti hai, zid karnay walay to masomiyat maiN aisa kartay haiN :embarasse
    That's Enough...!!

    Comment


    • #17
      Re: ...Zidd!!

      Originally posted by Xai View Post
      Salam!!
      Yun tau bachey bhi zidd kertey hein aur barhey bhi. Bachey zidd kertey hein jab un ko apney parents sey kuch chahiye hota hai jaisey chotey bachey barish mey khelney ki zidd karein gey, koi khilona, dher ssaari icecream, non stop cartoons deykhney ki zidd etc etc
      Aur barhey yani parents ya khandaan k aur barhey bhi baaz auqaat zidd kertey hein bachon sey apni baat manwaney ki ...

      Aap logon sey ye poochna tha k in dono mey sey kis ki zidd ziada khatarnaak hoti hai..bachon ki ya barhon ki?
      Bachhoo kii Ziidd khatrrrnnak hootii haii kiunkehh bachhayy Massoom aoor naaa samjh
      hoottay hain unn ko samjhannaa mushkill hootaa haiiii.....
      jabkehh barray aassani sayy samjh aoor maann jattay hainnn
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #18
        Re: ...Zidd!!

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        sirf zid khatarnaak hoti hai, zid karnay walay to masomiyat maiN aisa kartay haiN :embarasse
        Masssoomiatt nahii Dimaghh kaa khallallall hootaa haiii.....
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #19
          Re: ...Zidd!!

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          Masssoomiatt nahii Dimaghh kaa khallallall hootaa haiii.....
          woh to ishq hota hai uncle yahaN masomiyat ki baat ho rahe hai :embarasse
          That's Enough...!!

          Comment


          • #20
            Re: ...Zidd!!

            Originally posted by *Samra* View Post
            bachou ki kiouke wo hi bache zid poori kerwa kerwa ker aik din bare hoker kharab hojate hain aur apni zid poori naa hone per janooni pagal ban jate hain.
            hai na :d

            Originally posted by MSA View Post
            aik party ko na'khush kia
            aur phir un ko maanya kaisey?
            Originally posted by saraah View Post
            YESSS MOST OF THE TIMES they think so.... aur agr unn ko yeh samjanay ki koshish ki jaye tou chotay batmeez qarar paatay hain
            poor kids :$
            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            sirf zid khatarnaak hoti hai, zid karnay walay to masomiyat maiN aisa kartay haiN :embarasse
            yeah yeah...wateva :P
            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Bachhoo kii Ziidd khatrrrnnak hootii haii kiunkehh bachhayy Massoom aoor naaa samjh
            hoottay hain unn ko samjhannaa mushkill hootaa haiiii.....
            jabkehh barray aassani sayy samjh aoor maann jattay hainnn
            ops...
            ye kidher hota hai :O
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: ...Zidd!!

              Originally posted by Xai View Post
              Salam!!
              Yun tau bachey bhi zidd kertey hein aur barhey bhi. Bachey zidd kertey hein jab un ko apney parents sey kuch chahiye hota hai jaisey chotey bachey barish mey khelney ki zidd karein gey, koi khilona, dher ssaari icecream, non stop cartoons deykhney ki zidd etc etc
              Aur barhey yani parents ya khandaan k aur barhey bhi baaz auqaat zidd kertey hein bachon sey apni baat manwaney ki ...

              Aap logon sey ye poochna tha k in dono mey sey kis ki zidd ziada khatarnaak hoti hai..bachon ki ya barhon ki?
              meri zid ziada khatranaak hoti hai :D

              Comment


              • #22
                Re: ...Zidd!!

                Originally posted by BUS U HE View Post
                meri zid ziada khatranaak hoti hai :D
                aur aap ko bacha considerk iya jaye ya barha :P
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: ...Zidd!!

                  Originally posted by Xai View Post
                  aur phir un ko maanya kaisey?
                  wo abhi tuk naraz hi he is bat pe :D...ajj bhi kabhi is topic pe bat hoti he to kehte he tum ne meri bat nahi mani...buhat bare ho gae ho

                  Comment


                  • #24
                    Re: ...Zidd!!

                    Originally posted by MSA View Post
                    wo abhi tuk naraz hi he is bat pe :D...ajj bhi kabhi is topic pe bat hoti he to kehte he tum ne meri bat nahi mani...buhat bare ho gae ho
                    awww :d

                    good for you n them :P
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: ...Zidd!!

                      Originally posted by xai View Post
                      awww :d

                      good for you n them :p
                      :d

                      Comment


                      • #26
                        Re: ...Zidd!!

                        Originally posted by Xai View Post
                        aur aap ko bacha considerk iya jaye ya barha :P
                        na bacha na barha:D

                        Comment


                        • #27
                          Re: ...Zidd!!

                          Originally posted by BUS U HE View Post
                          na bacha na barha:D
                          lol okay :-)
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #28
                            Re: ...Zidd!!

                            Originally posted by BUS U HE View Post
                            na bacha na barha:D
                            yani k manjhalein hue na :donno:

                            Comment

                            Working...
                            X