Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

property

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • property

    salam pegham aj ka mera topic bohat he sanjeeda hain is liya is main koi bonghi nhe marni kisy ny werna main na khafa ho jaon g \
    han to main keh rahi the k yeh jo property hoti hain is ki waja sy itne fights kiyon hoti hain jaidaad k chaker aur lalch main bhai bhai ka khoon ker deta hain even father ka b aysa kyon hota hai kia dolet he seb kuch hoti hain . me ko pata hain k jeb mery baba jani bemar thay hospital main to agaly he din un k bahi yani humre chacha jaan agye thay abu sy kisi property k page per sign kerwany itna b wait nhe kia tha k wo gher jaye theakh ho ker khair aysa seb k stah hota hain kahin na kahin hain na? me ka kiyal main property nhe honi chaye .372-shed372-shed
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: property

    buhat acha swal hy lakin abi etini mahloomat nahi hay meri pass
    Very Happy in my heart dil dance mare Vy.

    Comment


    • #3
      Re: property

      Originally posted by SimranKhan View Post
      buhat acha swal hy lakin abi etini mahloomat nahi hay meri pass

      hi ap kitne masoom hain
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: property

        Dear Zono!
        Very nice topic...............Zindgey k hain 2 jahan....ek yeh jahan ek wo jahan....in doonoo jahnooo k darmyain Fasla hai bas ek saans ka jo chal raha to yeh jahan jo ruk gaia to wo jahan......


        Nabi Kareem(SAW) ka isshad hai k Her umaat ka ek fitnaa hota hai aur meri umaat ka fitna maal hai

        To jab tak hamri saans chalti rahey gey hum isey fitney k peechey bagtey rahyin geay......

        Proprety bahi...... behan.......Maa baap jasey Muqdas rishtooo sey be aggey hai to is key waja yeh hai k Hum jasey Maada Parast insaan yeh khyal kartey hain k hum ney kon sa marna hai to jitnz kaama saktey hain utna kaama lo ager akhrat ka khyal ho to kon is be maani cheez k peechey kisi ka gala katey
        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

        Comment


        • #5
          Re: property

          zur, zun, or zameen pay laraaiyan hoti hi rehti hai
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: property

            wa lekum salam...

            Hadees Nabvi (S.A.W) hai k Zarr, Zameen or Zann k liye log aapas me laren gey...
            jo baat Aap (S.A.W) ney keh di us me shak-o-shubbey ki gujaish baqi nahi rehti... :tasali:

            Comment

            Working...