Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Celebrate kesey kren

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Celebrate kesey kren

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post


    kasoor aapka bhi hay

    kiun k me khud bhi yehee likhnay waali thi k ye kaunsee tukk hay k andha dhundh firing ki jaey ....kisi ki jaan bhi jaa saktii

    to main nay kab kaha k andha dhund firing ke jayyyyy main to faqat masood bhai ko puri qoom ko jali katti sunanay per roka :embarasse:embarasse:embarasse
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Celebrate kesey kren

      likin jo bhee he puri dunya humein watch rahi thi :lahoul: inhe yu firing kar ke darana nahi chahye tha apna aslah show karwane ka kia faida 372-shed

      Comment


      • #18
        Re: Celebrate kesey kren

        walaikum salam sarah
        merey ghar pe tau pehley sey hi in advance party ho gai :$ friends k sath inshAllah this tuesday
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Celebrate kesey kren

          Originally posted by Fairy View Post
          mai abhi assignments bana kar kal teachers ko do gi yahi celerations ha372-haha
          awwww :comfort:
          good luck larki :-)
          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          Wa Alaikum Assalam

          dear aap hee nhin sab hee bht jazbati huey hain is waqtteddyteddy u knw me k ghar me k hubby k frnds un ki family k sath subha se aey huey hain ....

          aur subha se hum logoN nay petriotic songs lagaey huey hain full volume may aur abhi pakistan k win karnay k baad me nay sab se kaha k ZOHAR k sath nawafil perhnay hain sab nay shukranay k dua
          us k baad achha sa lunch hoga , chaey hogi phir ye toliyon ki shakal gariyoN pe nikleiN gay halla machanay :dance2::dance2:

          lekin pehlay shukar ada karna hay Allah ka us k baad ye sab teddyteddy

          wo kya hay na me shukar :alhamd:zinda dil bandii hoon teddy me aissay events bht jaandar tareeqay se celebrate kartii hun (Eid , baqar Eid , independence day ) ...aur ye saree planing bhi me ki hee hay
          same here ...
          balkey aaj friends k sath hang out day tha aur waheen match deykhna tha magar merey mehmaan :@ ...you know being a good girl i had to cancel everything and got to stay at home .... ab Ammah k saamney tau mey ney koi ghussa nahi ker sakti iss liye khuli choot honi chahiye mehmano pe ghussey kerney per ... :embarasse

          magar I had fun...nice cuto shararti bachoN k sath ... and aunties ki chit chat and sath cricket match..tom n jerry...khana banana..her cheez enjoy ki 372-shock :d
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Celebrate kesey kren

            Originally posted by Masood View Post
            Wa salaam sirni jiii

            aap log sar per haath rakeh ker sayapa na karney beth jana - aap auraton ka koi bharosa nahin :khi:

            Celebrate karney ka sab sey achha tareeqa Allah Tala ka shuker ada karna hai - first of all thanks to Allah :khi:(like the boys said)

            Ham to jaisey bhi celebrate karein, yeh hamari zaat tak rehta hai. Magar woh log jinhein poora mulk TV per dekh raha hota hai, unkey celebrate karney ka andaaz intihaii dehshatgardana hai. Afridi key bhaii keh andha'dhund firing is baat ka saboot hai keh hamari qaum intihaii dehshatgard hai - sorry my wordings. Magar kisi bhi qaum ki pehchan uskey leading tabqey sey hota hai - abhi meri Pakistan baat hui hai, merey cousins btaa rahey hain keh har tarf firing, gola bari ho rahi hai - yeh hai celebrate karney ka dehshatgardana andaaz!!!! Mujhey is jeet sey ziyada in logon ki zehniyat per afsos ho raha hai jo bandooqein ley ker aisey firing kartey hain keh agar koi aik goli kisi be'gunah ko lag jaey to????????? Terrorism hamarey gharon mein parvarish paa rahi hai!
            main yeh kiya sun raha hoon boss.......?:(esa nahi karna chahiye tha..........Allah Ka shukar ada karna chaiye isse mokon per.

            Comment


            • #21
              Re: Celebrate kesey kren

              Originally posted by Xai View Post
              awwww :comfort:
              good luck larki :-)
              thankeww teddy

              same here ...
              balkey aaj friends k sath hang out day tha aur waheen match deykhna tha magar merey mehmaan :@ ...you know being a good girl i had to cancel everything and got to stay at home .... ab Ammah k saamney tau mey ney koi ghussa nahi ker sakti iss liye khuli choot honi chahiye mehmano pe ghussey kerney per ... :embarasse

              magar I had fun...nice cuto shararti bachoN k sath ... and aunties ki chit chat and sath cricket match..tom n jerry...khana banana..her cheez enjoy ki 372-shock :d
              Ahan coool

              haan yahan bhi hubby k friend ki mrs: nay khoob chit chat lagaey rakhi :eye:
              me ko ziada mazza isliey bhi aaya k aaj Bar B Q ki responsibility hubby nay lay lii 372-shock
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Celebrate kesey kren

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                thankeww teddy


                Ahan coool

                haan yahan bhi hubby k friend ki mrs: nay khoob chit chat lagaey rakhi :eye:
                me ko ziada mazza isliey bhi aaya k aaj Bar B Q ki responsibility hubby nay lay lii 372-shock
                so you are having a BBQ party .. thats cool :D:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: Celebrate kesey kren

                  Originally posted by Xai View Post
                  so you are having a BBQ party .. thats cool :D:
                  yep :lpop::eye:
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Celebrate kesey kren

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    thankeww teddy


                    Ahan coool

                    haan yahan bhi hubby k friend ki mrs: nay khoob chit chat lagaey rakhi :eye:
                    me ko ziada mazza isliey bhi aaya k aaj Bar B Q ki responsibility hubby nay lay lii 372-shock

                    ya xeni ko maina thanko kahna tha372-shock


                    Asif bhai kay hatho kay tikkay

                    Comment


                    • #25
                      Re: Celebrate kesey kren

                      Karachi mein hawaii firing sey kaii log zakhmi huwey - la'nat hai aisey celebrations per jo doosron key liyey jaan ka khatra baney!! Insaan ko khushi aur gham mein apni hadon sey bahir nahin nikalna chahiyey - magar Pakistan meins ab kuchh jaiiz hai - insaan ki jaan ki hifazat key elawa
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: Celebrate kesey kren

                        Originally posted by MSA View Post
                        ham logo ka pehle hi kal k khapae ka plan he
                        achaa ab zayda shokhay na ho tum
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Celebrate kesey kren

                          Originally posted by *ASK* View Post
                          isay celebrate karana chahiye.............



                          :khi:

                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Celebrate kesey kren

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Wa Alaikum Assalam

                            dear aap hee nhin sab hee bht jazbati huey hain is waqtteddyteddy u knw me k ghar me k hubby k frnds un ki family k sath subha se aey huey hain ....

                            aur subha se hum logoN nay petriotic songs lagaey huey hain full volume may aur abhi pakistan k win karnay k baad me nay sab se kaha k ZOHAR k sath nawafil perhnay hain sab nay shukranay k dua
                            us k baad achha sa lunch hoga , chaey hogi phir ye toliyon ki shakal gariyoN pe nikleiN gay halla machanay :dance2::dance2:

                            lekin pehlay shukar ada karna hay Allah ka us k baad ye sab teddyteddy

                            wo kya hay na me shukar :alhamd:zinda dil bandii hoon teddy me aissay events bht jaandar tareeqay se celebrate kartii hun (Eid , baqar Eid , independence day ) ...aur ye saree planing bhi me ki hee hay
                            v good esha aap se mil k khushi hui :D:

                            aur me ne sab se pehlay shukranay k nawafil parrhay:alhamd:

                            yupppp me b chotti chotti khushiyon ko barray zoq o shoq se manati hoon :ANYWORD8

                            aur yeh tou phit khushi si khushi hai :alhamd:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Celebrate kesey kren

                              Originally posted by Fairy View Post
                              mai abhi assignments bana kar kal teachers ko do gi yahi celerations ha372-haha

                              yani tum itni excited hogayi k jo kaam tou maheenon na ekr paati wo ek din me kar lou gi 372-haha
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Celebrate kesey kren

                                Originally posted by Masood View Post
                                Wa salaam sirni jiii

                                aap log sar per haath rakeh ker sayapa na karney beth jana - aap auraton ka koi bharosa nahin :khi:

                                Celebrate karney ka sab sey achha tareeqa Allah Tala ka shuker ada karna hai - first of all thanks to Allah :khi:(like the boys said)

                                Ham to jaisey bhi celebrate karein, yeh hamari zaat tak rehta hai. Magar woh log jinhein poora mulk TV per dekh raha hota hai, unke
                                y celebrate karney ka andaaz intihaii dehshatgardana hai. Afridi key bhaii keh andha'dhund firing is baat ka saboot hai keh hamari qaum intihaii dehshatgard hai - sorry my wordings. Magar kisi bhi qaum ki pehchan uskey leading tabqey sey hota hai - abhi meri Pakistan baat hui hai, merey cousins btaa rahey hain keh har tarf firing, gola bari ho rahi hai - yeh hai celebrate karney ka dehshatgardana andaaz!!!! Mujhey is jeet sey ziyada in logon ki zehniyat per afsos ho raha hai jo bandooqein ley ker aisey firing kartey hain keh agar koi aik goli kisi be'gunah ko lag jaey to????????? Terrorism hamarey gharon mein parvarish paa rahi hai!
                                sir ji aap mere sath hamesha mathaa na laaya kren 372-shed
                                bongiyaan maarnay me tou aap ka koi sani hi nae :ANYWORD4

                                hmm ji beshak sab se pehlay shukar ada krna chahiye :thmbup:

                                dehshat gardana celebrations... ..... hmmm..wht shud i say ....!
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X