Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Critical Situation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Critical Situation

    asslamoalikum respected members

    aaj hum log bahasiat qoum jiss critical situation se guzar rahay hain.. yeh muje aapko batanay ki chandaan zaroorat nahi....

    tou sawaal mera yeh hai k aap iss tabahi iss critical situation ...ka zimedaar kisay thehratay hain?
    • kya taqdeer me likha hai sab?
    • wo jinon ne pakistan banaya?
    • hamaray hukamraan?
    • awaam?
    • hamaray amaal?
    • ya kuch aur?jis ka ahaata iss waqt mera dimagh nae kr saka ..!
    in me se jo b aap samjhtay hain.... uss k sath tojeeh b pesh kijiye k
    kiyon?

    aur sath yeh b bataiye ka iss situation me hum kya kar saktay hain....?
    kya hall hai?
    jo b hall hai wo kon karay ga?
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Critical Situation

    kuch roz pehle... behas w mubahisa mein ek artical share kiya tha hum ne...

    "dusham ne seekh li..or hum???"

    humare hisaab se us artical mein bauaht se sawalo ka jawab mujood hai.... :rose

    Comment

    • #3
      Re: Critical Situation

      awwal mera ye khayal hai k ham nakam qoum nahi hain... :s agar'cheh ham mushkil dor, or mushkil halat sey guzar rahey hain...
      • kya taqdeer me likha hai sab?

      sab to nahi keh saktey, lekin kisi na kissi had tak taqdeer ka amal dakhal zaroor hia is me...
      • wo jinon ne pakistan banaya?

      Pakistan bananey waley qatan is baat k zimey dar nahi hain... un becharon ney to hamarey achey k liye socha tha or azadi ka khawb konsee qoum nahi dekhti...!
      • hamaray hukamraan?

      bahut hadd tak hamarey hukamraan is k zimey dar hain... kyon k unhon ney hamesha apney mafad ko mulk-o-qoum k mafad per fouqiat di...
      • awaam?

      kehtey hain k jis mulk k awam jaisey hotey hain ussi tarah k hukamraan b un per musallat kiye jatey hain...
      is me koi shak nahi k ham ney kabhi ba'hasiat qoum ek honey ka muzahira nahi kiya...sabr-o-bardasht, tahamull mizaji, or khud inhesaari jaisi khoobian hamey choo kar b nahi guzrin... or sab sey barh kar hamney bajaye mashreq ban'ney k maghrib ko foqiat di...

      • hamaray amaal?

      amaal to dunia bhar jahan k musalmanon k utha kar dekh len ham jaisey hi hongey... lekin farq shayed amal ka nahi... hamari soch ka hia...

      Comment

      • #4
        Re: Critical Situation

        Originally posted by saraah View Post
        asslamoalikum respected members

        aaj hum log bahasiat qoum jiss critical situation se guzar rahay hain.. yeh muje aapko batanay ki chandaan zaroorat nahi....

        tou sawaal mera yeh hai k aap iss tabahi iss critical situation ...ka zimedaar kisay thehratay hain?
        • kya taqdeer me likha hai sab?
        • wo jinon ne pakistan banaya?
        • hamaray hukamraan?
        • awaam?
        • hamaray amaal?
        • ya kuch aur?jis ka ahaata iss waqt mera dimagh nae kr saka ..!
        in me se jo b aap samjhtay hain.... uss k sath tojeeh b pesh kijiye k
        kiyon?

        aur sath yeh b bataiye ka iss situation me hum kya kar saktay hain....?
        kya hall hai?
        jo b hall hai wo kon karay ga?
        Wa salaam Sirni jii

        Ab agar main ney lab-e-goyaiii ki koshish ki to Watniyat ka dukh'dard rakhney waley tarraptey huwey mujhey tarha tarha key khitabaat sey nawazney aa jaein gey - so bhali hai chup
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Critical Situation

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum respected members

          aaj hum log bahasiat qoum jiss critical situation se guzar rahay hain.. yeh muje aapko batanay ki chandaan zaroorat nahi....

          tou sawaal mera yeh hai k aap iss tabahi iss critical situation ...ka zimedaar kisay thehratay hain?
          • kya taqdeer me likha hai sab?
          • wo jinon ne pakistan banaya?
          • hamaray hukamraan?
          • awaam?
          • hamaray amaal?
          • ya kuch aur?jis ka ahaata iss waqt mera dimagh nae kr saka ..!
          in me se jo b aap samjhtay hain.... uss k sath tojeeh b pesh kijiye k
          kiyon?

          aur sath yeh b bataiye ka iss situation me hum kya kar saktay hain....?
          kya hall hai?
          jo b hall hai wo kon karay ga?
          Walaikum Assalam

          Afrad k hatho me aqwam ki taqdeer
          har fard he millat k muqaddar ka sitara

          afrad mein to sab hi ajate he....awam,leader sub..pakistan bunne k kuch arsae baad hamare leader kharab hue un ko dekhte dekhte pori qoumhi kharab ho gai....abb agur mulk ko sahi hona to sirf leader ko hi sahi hona ho ga....benevolent dictator bunna ho ga..abb awam ko sahi kurne ka aur koi rasta nahi

          Comment

          • #6
            Re: Critical Situation

            Originally posted by MSA View Post

            ab kaho ke u baray ho ke president bano ge :slap:

            Comment

            • #7
              Re: Critical Situation

              Originally posted by mano_billi View Post
              ab kaho ke u baray ho ke president bano ge :slap:
              is me kehna kia bacha bacha janta he :kr:

              Comment

              • #8
                Re: Critical Situation

                Originally posted by MSA View Post
                is me kehna kia bacha bacha janta he :kr:

                chaye wale ko bara admi banne ke khawab :slap:

                Comment

                • #9
                  Re: Critical Situation

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  chaye wale ko bara admi banne ke khawab :slap:
                  dekh lena bacha dekh lena::slap:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Critical Situation

                    Originally posted by MSA View Post
                    dekh lena bacha dekh lena::slap:

                    dekh lu gi bacha dekh lu gi :slap: magar kis ko dekhu

                    Comment

                    • #11
                      Re: Critical Situation

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      dekh lu gi bacha dekh lu gi :slap: magar kis ko dekhu
                      jub me president bano ge

                      Comment

                      • #12
                        Re: Critical Situation

                        Originally posted by MSA View Post
                        jub me president bano ge

                        raat ko khawab me bano ge phir subah chaye wale ban ke uth jao ge :lol

                        Comment

                        • #13
                          Re: Critical Situation

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          raat ko khawab me bano ge phir subah chaye wale ban ke uth jao ge :lol
                          mano billi jao ja k ding dong khao:slap: yeh thread kharab na kuro:slap:warna admin uncil marein ge:slap:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Critical Situation

                            asslamoalikum respected members
                            وعلیکم السلام
                            • kya taqdeer me likha hai sab?
                          • تقدیر ہمارے ہی اعمال کا نتیجہ اور حقیقت میں علم الٰہی کا نام ہے لہزا سب کیا دھرا اپنا ہی ہے
                          • wo jinon ne pakistan banaya?

                          انکا تو احسان اتارنے کے بھی ہم قابل نہیں اورنہ کبھی اتار سکتے ہیں
                          • hamaray hukamraan?
                        • بڑی حد تک مگر حقیقت یہ ہے کہ وہ ہمارے اعمال کی شامت کے بطور ہم پر مسلط ہوئے
                        • awaam?
                        • hamaray amaal?
                        • ان دونوں سوالوں کو ایک ساتھ اس لیے کوٹ کیا انفرادی طور پر ہر فرد کے اعمال اجتماعی طور پر پوری قوم کا رویہ بنتے ہیں اور میری نظر میں موجودہ صورتحال میں سب سے زیادہ قصور ہم عوام کا ہی ہے ۔۔ ۔ ۔لہذا موجودہ صورتحال کی سب سے زیادہ زمہداری عوام پر ہی عائد ہوتی ہے ۔ ۔ ۔
                            • ya kuch aur?jis ka ahaata iss waqt mera dimagh nae kr saka ..!
                            in me se jo b aap samjhtay hain.... Uss k sath tojeeh b pesh kijiye k
                            kiyon?

                            Aur sath yeh b bataiye ka iss situation me hum kya kar saktay hain....?
                            Kya hall hai?
                            Jo b hall hai wo kon karay ga?
                          میری نطر میں اس سب صورتحال کا واحد حل انفرادی سطح سے لیکر اجتماعی سطح تک قومی و ملی شعور کی بیدارگی ہے اور اپنی اپنی سوچوں کو بیدار کرکے فکر کی ان منزلوں تک لے جانا ہے کہ جہاں جاکر ملت واحدہ کا احیاء ہوسکے ۔ ۔ ۔ ۔اور رنگ و نسل ،لسانیت ،صوبائیت و قوم ،برادری ذات پات اور اس قسم کے دیگر لاکھوں بتوں کا قلع قمع ہوسکے ۔ ۔ ۔۔ ۔جب ہماری سوچ ہمارے پیٹوں سے آگے بڑھ کر فقط سوچ تک محدود نہ رہی بلکہ ایک فکر کی صورت اختیار کرگئی تو میری نطر میں وہ سب کچھ ہوسکتا ہے کہ جس کا ہم نے ماقبل میں ذکر کیا ۔۔۔۔۔۔
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                        • #15
                          Re: Critical Situation

                          Walekum Salam

                          Awaam Khud Kharaab Hai Awaam Sahi Ho Pakistan Ka Koyi Baal Bhi Baaka Nahin Kar Sakta

                          Nice Tharead

                          Comment

                          • Working...
                            X