Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Spiritual Wilderness

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Spiritual Wilderness

    asslamoalikum respected members :rose

    hope u wl b fine shine :toini:

    apnay ird gird hum bohat se log dekhtay hain har trah k wasayel honay k bawjood wo disturbed hain...
    log samjhtay hain wo barray ralaxed hain ... sehat k lihaz se paisay k lihaz etc etc
    kehtay hain hum yeh b krtay hain wo b krtay hain phir b unn ki zindagiyon me sakoon nae hai...

    kabhi kabhi yoon lagta hai hum log multiplicity ka shikaar hain... ''kasee ul maqasad'' bana liya hai hum ne apni zindagi ko ....
    • aap na kabhi ghor kiya hai k aap ki zindagi me kintay maqsad hain???
    • aur yeh b bataiye aap k khyal me spiritual wilderness ki kya kya wajoohaat hain?
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Spiritual Wilderness

    Originally posted by saraah View Post

    Walaikum Assalam....
    waisi mujhay topic samjh nahi aya lekin kher

    mere 3'4 bare bare maqsad he....per mujhae wo yaad hi nahi rehte... ....kabhi kabhar dosre kamo me itna lug jata ho k wo bhool hi jata ho

    aur shayd peace of heart ka na hona isi waja se he k humara eman kamzor ho gaya he:mm:... dunyawi zindagi me lug gae he
    deen se doori may be

    Comment

    • #3

      ji Allah ka shukar hia k wo is ki toufeeq deta hia... or mere nazdeek zindgi ka maqsad pehley Allah k bandon or phir Allah ko razi karna hai...

      is ki sirf or sirf ek wajah hia k ham ney apney Khaliq ki zaat or us ki taleemat ko pas-e-pusht daal kar sirf or sirf dunia kamaney ki thaan li hia...

      Comment

      • #4

        tum ne aaj kul falsfa perhna to nahi shuru ker diya :khi:

        aa ke jawaab deta hoon :pagal:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Spiritual Wilderness

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          tum ne aaj kul falsfa perhna to nahi shuru ker diya :khi:

          aa ke jawaab deta hoon :pagal:
          pehley kisi sey poochh aaoun keh Saraah ney poocha kya hai 372-haha
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Spiritual Wilderness

            Originally posted by MSA View Post
            Walaikum Assalam....
            waisi mujhay topic samjh nahi aya lekin kher

            mere 3'4 bare bare maqsad he....per mujhae wo yaad hi nahi rehte... ....kabhi kabhar dosre kamo me itna lug jata ho k wo bhool hi jata ho

            aur shayd peace of heart ka na hona isi waja se he k humara eman kamzor ho gaya he:mm:... dunyawi zindagi me lug gae he
            deen se doori may be

            Originally posted by Darwaish View Post
            ji Allah ka shukar hia k wo is ki toufeeq deta hia... or mere nazdeek zindgi ka maqsad pehley Allah k bandon or phir Allah ko razi karna hai...

            is ki sirf or sirf ek wajah hia k ham ney apney Khaliq ki zaat or us ki taleemat ko pas-e-pusht daal kar sirf or sirf dunia kamaney ki thaan li hia...
            bohat shukria aap k jawaabaat ka :)

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            tum ne aaj kul falsfa perhna to nahi shuru ker diya :khi:

            aa ke jawaab deta hoon :pagal:

            Originally posted by Masood View Post
            pehley kisi sey poochh aaoun keh Saraah ney poocha kya hai 372-haha

            lagta hai abhi koi mila nae batanay wala :lol
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Spiritual Wilderness

              Originally posted by saraah View Post
              asslamoalikum respected members :rose

              hope u wl b fine shine :toini:

              apnay ird gird hum bohat se log dekhtay hain har trah k wasayel honay k bawjood wo disturbed hain...
              log samjhtay hain wo barray ralaxed hain ... sehat k lihaz se paisay k lihaz etc etc
              kehtay hain hum yeh b krtay hain wo b krtay hain phir b unn ki zindagiyon me sakoon nae hai...

              kabhi kabhi yoon lagta hai hum log multiplicity ka shikaar hain... ''kasee ul maqasad'' bana liya hai hum ne apni zindagi ko ....
              • aap na kabhi ghor kiya hai k aap ki zindagi me kintay maqsad hain???

              • aur yeh b bataiye aap k khyal me spiritual wilderness ki kya kya wajoohaat hain?
              walaikum salam!
              aap na kabhi ghor kiya hai k aap ki zindagi me kintay maqsad hain???
              Yep! aik baar bohot sara time tha tau mey ney socha k note down kerna chahiye k meri zindagi ka maqsad kya hai... aik line, doosri line, tessri line, magar her baar yahi mehsoos hota k nahi ye nahi hia...like something is missing.... finally I wrote:
              Purpose of my life: "....bilkul akhri lamhey pe mey aik pursakoon neend sona chahun gi..."

              strange isn't it?

              aur yeh b bataiye aap k khyal me spiritual wilderness ki kya kya wajoohaat hain?
              Aik waja jo mujhey samaj ati hai wo ye hai k jab tak aap ko ye nahi maloom ho ga k aap zinda kyun hein? saans kyun le rahey hein? kaam kyun ker rahyey hein? hass kyun rahey hein? ro kyun rahey hein? you know iss tarhan k saarey chotey barhey "kyun" jo aap ko her waqt pareshan kertey chaley jatey hien .. jin mey sey baaz ka jawab aap ko mil jata hai aur baaz ka nahi .... hmmm
              do lafzoN mey : Aik pursakoon zindagi guzarney k liye zindagi ka Ba-maqsad hona bohot zaroori hai.
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              Working...
              X