Aslam o alikum wa rehmat ALLAH wa barakat.
mera naam simran hy aur main pakistan ke khobsurat distt. jhelum kee hun.
aur main Standerd Charter bank main job kerti hun.
aur sath main study b karti hon
urdu search karty huy yehan per agai aur forum buhat acha laga.
bilkul meri adatoon jaisa forum hay
simple natural and funny.
main ny yehan kafee kuch read kia hay aur kar rahi hun.
.
yehan merey likhny ka makasad kuch yeh hain
awal to main jan'na chahti hun k yeh forum kon handle kar raha hun. waja yeh ke buhat hee mazy ka hay
aur apna tuha;raf likhna taka loag muj ko jaan sakain aur main ap sab ko.
aur tesra yeh ke yehan koi aisa section hy jis per payment dy ker jaty hain.
apna khiyal rakhain

PG per koi paisa nhi daina parhta :khi:kesi section mai janay kay lia .sab free of cost ha apna hi ghar samjhay apna hi maal samjhay....ap kahan jana chahti hain wasay pg per?

most sariyal Admi372-haha
...app is ka na'jaiz faida na uthae...app chilli milli khaein aur khush rahein (372-haha)
...jbkisi ka nikka para hua kurta tha...to us waqt sahi tha:slap:...ab me bara ho gaya ho
Comment