Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dukh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dukh

    Aslamoalikum friends:)
    ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......

  • #2
    Re: Dukh

    Originally posted by unity View Post

    wa.alaikum asalam.

    very nice topic
    shuro mai'n lagta hay k ye hamai'n kamzoar kar'rahay hai'n magar baad mai'n jab ham iss mushkil marhalay say guzar jaatay hai'n to' pata chalta hay k dukh nay hamai'n mazboot kar dia hay.

    mai'n dukh ko abb as a test laiti hoo'n, kyun k Allah nay har musalmaan ko test karna hay, so I take it as a challenge...and dua karti ho'on k mai'n iss 'test' ko easily paas kar loo'n..keep reminding myself about the blessings...

    ye to' mai'n apni baat kar'rahi thi...generally waisay dukh kuch loago'n ko ulti taraf lay jaata hay...aisay loag asal mai'n bohat weak hotay hai'n, to' hamain buss aisay loago'n ki madad karni chahiye kyun insaan honay k naatay 'weak moments' sab k aatay hain...

    dukh sirf unn loago'n ko torta hay jo loag issay tornay dai'n...aaj kal loag choti choti baato'n say 'dukhi' hojaatay hai'n..even mai'n khud bohat jaldi upset hojaati hoo'n but I think ye sab ghalat hay...dukh unko karna chahiye jo Musalman na ho'n...ham Musalmano' ko to' dukh sehnay par bhi sawab milay ga...to' chahay jo bhi ho, hamara har haal mai'n faida hay...to' buss shukar karna chahiye aur apnay aapko Allah ko khush karnay mai'n busy kar laina chahiye:rose
    Last edited by Almas; 10 June 2009, 06:40.
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment

    • #3
      Re: Dukh

      Originally posted by unity View Post
      Aslamoalikum friends:)
      ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: Dukh

        wa lekum salam...
        nice topic...

        Dukh! ye lafz jab zehn me aata hai to be'ikhtiar ek aah nikal jati hia...
        Dukh ki ek qisam nahi hia... lekin her dukh waqt k sath kam hota chala jata hia...ye nahi maloom k is me fitrat ka kamal hia ya Qudrat ka... behr haal dukh milna isliye acha hota hia k ye insan ko mazboot bananta hia...or is baat per yaqeen mazboot ho jata hai k koi zaat hai jo khushi k baad dukh deney per qadir hia...

        phir ye soch kar b insan ka dukh kam ho sakta hia k jisney dukh diya hia wo khushi deney per b qudrat rakhta hia... or jis ka Allah per jitna mazboot yaqeen hia wo us k dukh ka ehsas utna hi kam hia...

        mere nazdeek dukh ka dard tab ziada hota hia jab na chahtey howey b dil andar hi andar jalta or kurhta hia... :s

        Comment

        • #5
          Re: Dukh

          Originally posted by Almas View Post
          wa.alaikum asalam.

          very nice topic
          shuro mai'n lagta hay k ye hamai'n kamzoar kar'rahay hai'n magar baad mai'n jab ham iss mushkil marhalay say guzar jaatay hai'n to' pata chalta hay k dukh nay hamai'n mazboot kar dia hay.

          mai'n dukh ko abb as a test laiti hoo'n, kyun k Allah nay har musalmaan ko test karna hay, so I take it as a challenge...and dua karti ho'on k mai'n iss 'test' ko easily paas kar loo'n..keep reminding myself about the blessings...

          ye to' mai'n apni baat kar'rahi thi...generally waisay dukh kuch loago'n ko ulti taraf lay jaata hay...aisay loag asal mai'n bohat weak hotay hai'n, to' hamain buss aisay loago'n ki madad karni chahiye kyun insaan honay k naatay 'weak moments' sab k aatay hain...

          dukh sirf unn loago'n ko torta hay jo loag issay tornay dai'n...aaj kal loag choti choti baato'n say 'dukhi' hojaatay hai'n..even mai'n khud bohat jaldi upset hojaati hoo'n but I think ye sab ghalat hay...dukh unko karna chahiye jo Musalman na ho'n...ham Musalmano' ko to' dukh sehnay par bhi sawab milay ga...to' chahay jo bhi ho, hamara har haal mai'n faida hay...to' buss shukar karna chahiye aur apnay aapko Allah ko khush karnay mai'n busy kar laina chahiye:rose
          ji theek kaha ap ne...thanxx 4 ur kind reply:)

          Comment

          • #6
            Re: Dukh

            Originally posted by unity View Post
            Aslamoalikum friends:)
            ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
            Dukhhh yanii Prblmzz Pareshaniann jabb insan face karttaa haii too sabb sayy pehhllay inssann koo Khudaa yaadd aataa haoo Wahii Khudaa jissayy hamm khushii main bhooll jattayy hainn,,,,,,
            so it is part of life,,,
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Dukh

              Originally posted by unity View Post
              Aslamoalikum friends:)
              ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Dukh

                Originally posted by unity View Post
                Aslamoalikum friends:)
                ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
                Dukhh Dukhh hootaa haii,,,,, aoor takklleeff main rahhat kaa ahhssahh sirf aoor sirrf Duaa hii haii

                Comment

                • #9
                  Re: Dukh

                  bilkul theek kaha:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Dukh

                    Originally posted by Darwaish View Post
                    wa lekum salam...
                    nice topic...

                    Dukh! ye lafz jab zehn me aata hai to be'ikhtiar ek aah nikal jati hia...
                    Dukh ki ek qisam nahi hia... lekin her dukh waqt k sath kam hota chala jata hia...ye nahi maloom k is me fitrat ka kamal hia ya Qudrat ka... behr haal dukh milna isliye acha hota hia k ye insan ko mazboot bananta hia...or is baat per yaqeen mazboot ho jata hai k koi zaat hai jo khushi k baad dukh deney per qadir hia...

                    phir ye soch kar b insan ka dukh kam ho sakta hia k jisney dukh diya hia wo khushi deney per b qudrat rakhta hia... or jis ka Allah per jitna mazboot yaqeen hia wo us k dukh ka ehsas utna hi kam hia...

                    mere nazdeek dukh ka dard tab ziada hota hia jab na chahtey howey b dil andar hi andar jalta or kurhta hia... :s

                    right:)

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    Dukhhh yanii Prblmzz Pareshaniann jabb insan face karttaa haii too sabb sayy pehhllay inssann koo Khudaa yaadd aataa haoo Wahii Khudaa jissayy hamm khushii main bhooll jattayy hainn,,,,,,
                    so it is part of life,,,
                    ye to he:)
                    ameen:dua

                    Originally posted by Najee View Post
                    Dukhh Dukhh hootaa haii,,,,, aoor takklleeff main rahhat kaa ahhssahh sirf aoor sirrf Duaa hii haii
                    :dua

                    Comment

                    • #11
                      Re: Dukh

                      Originally posted by unity View Post
                      Aslamoalikum friends:)
                      ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
                      uncle Asif Ali Zardari ka farmaan hai :embarasse

                      "gham ko az'm maiN badal do"
                      Last edited by RulzZ; 11 June 2009, 15:08.
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: Dukh

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        uncle Asif Ali Zardari ka farmaan hai :embarasse

                        "gham ko az'm maiN badal do"
                        aur Azm ko ???????
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: Dukh

                          Originally posted by Masood View Post
                          aur Azm ko ???????
                          yeh unhoN nay nahe farmaya jab farmaiN gaiy to hum b'ja laiN gaiy 372-haha
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Dukh

                            Originally posted by unity View Post
                            Aslamoalikum friends:)
                            ye jo dukh hote hen zindagi me...kia ye hamen mazboot karte hen ya tor phor dete hen?kabhi kabhi ehsas nahi hota k ye ye jo dukh ke toofan ka samna ham kar rahe hen is me se kese guzar paen ge ya is k baad kia ham baki bhi bachen ge ya nahi....dukh Allah se qurbat ka sabab bhi bante hen lekin kabhi kabhi dua ko uthe hath thakne lagte hen......
                            waalikum asslam

                            torr k mazboot krta hai aur wo jorr phir pakka hota hai phir
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Dukh

                              Originally posted by saraah View Post
                              waalikum asslam

                              torr k mazboot krta hai aur wo jorr phir pakka hota hai phir
                              dukh na howa magic epoxy steel hogaya :embarasse
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X