Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Arooj ko Zawal..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Arooj ko Zawal..

    Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
    Assalam o Alaykum pG ...
    ummid ha sab khairiat say hongay
    aik bata bataain ...kissi bhi arooj (Peak) ko Zawal ( Downfall) kab hoti ha ...only general answers required ..not specific .....!
    thanks
    Wa salaam

    Jab arooj apni intihaa ko pohanch jaey usko zawal hai...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Arooj ko Zawal..

      har cheez ani jani ....pehlay ibteda hoti hai ...pher arooj....pher .zawal
      apnay arooj kay dooran jo qualities hoti hain wo kho jaian to pher zawal a jata hai
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: Arooj ko Zawal..

        Originally posted by Aanchal View Post
        har cheez ani jani ....pehlay ibteda hoti hai ...pher arooj....pher .zawal
        apnay arooj kay dooran jo qualities hoti hain wo kho jaian to pher zawal a jata hai
        aap to philosopher ho gaii ho - yeh inqilaab kaisey aaya? :D
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: Arooj ko Zawal..

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          bakiyaan de koolon v pooch 372-shed
          hosla ker ...372-shed...

          Comment


          • #20
            Re: Arooj ko Zawal..

            Originally posted by Masood View Post
            Wa salaam

            Jab arooj apni intihaa ko pohanch jaey usko zawal hai...
            achaa:embarasse ..thora detail main bataain naa..reasons point out kerain

            Comment


            • #21
              Re: Arooj ko Zawal..

              Originally posted by Aanchal View Post
              har cheez ani jani ....pehlay ibteda hoti hai ...pher arooj....pher .zawal
              apnay arooj kay dooran jo qualities hoti hain wo kho jaian to pher zawal a jata hai
              ..goodi good
              one more reason pointed out ...! loss of nature or peak qualities with the passage of time.

              so far two conclusions being made out:
              1:time factor
              2: loss of peak qualities with the passage of time.

              Comment


              • #22
                Re: Arooj ko Zawal..

                Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                Assalam o Alaykum pG ...
                ummid ha sab khairiat say hongay
                aik bata bataain ...kissi bhi arooj (Peak) ko Zawal ( Downfall) kab hoti ha ...only general answers required ..not specific .....!
                thanks
                gaflat, behisi, aysh parsti, na-insaafi, haq talfi, takbur, ghoroor etc etc.... Quraan ka tarjuma nahi parha kya?

                waise Ali.... yeh sawal you apni knowledge check karne ke liye karte ho ya hum logo ki... :lol

                Quomo ke zawal ki saari haqeeqat Quraan mein hai.... ke woh kyun or kub tabah hoi....

                Insaan ka zawal do sense mein liya jaa sakta hai ek tu physical appearence mein I mean life stages ke hisab se or ek sucess ya other materials ke hisab se.....

                Nature ke hisab se dekho tu suraj chand ka ghoorb hona or tolo hona, bahar or khizaaan etc etc.... is mein bhi Allah ne nishaniyaan rakhi hai, sumjhne waalo ke liye..... yeh apni manzilein tay karte hain... (sur-e-yaasin mein hai yeh baat shaid)... so her kisi ko ek particular time, limit or golas diye gaye hain.... pehle yeh sumjhne ki zaroorat hai ke zawal masbat hai ya manfi.. yaani kisi qom, shaks ya nature mein aane waala zawal kya asrat chorta hai... us ke kya imapct hai us per khud per or aane waale palo'n per ya generation per... ya yun keh lein ke kisi cheez ke zawal ke baad ek nai shorwat ho..jaise me ke baba kehte hain "jo dobega nahi woh ubhrega kaise?" ya phir bus woh zawal aakhri ho... for eg: qom-e-loot ki basti per jo azab aaya wahan ab koi abadi nahi hai (dead sea)...
                got me????

                and yeah... why is a multifactor answer... jo humara observation hai, ya jo kuch hum ne parha hai us ke bases per answer diya hai... go ahead or khud pata karo... for sure you will get an answe... be blessed...

                Comment


                • #23
                  Re: Arooj ko Zawal..

                  Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                  Assalam o Alaykum pG ...
                  ummid ha sab khairiat say hongay
                  aik bata bataain ...kissi bhi arooj (Peak) ko Zawal ( Downfall) kab hoti ha ...only general answers required ..not specific .....!
                  thanks
                  Jabbb inssann main gharroorr aaa jaattaa haii Tazz ziwalll shoorroo hoo jataa haiii,,,,its my observation
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  Working...
                  X