Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

salam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: salam

    Originally posted by Masood


    ... aur aap ki kanjoosiyon ki woh misaal hai goya makhi bhi choos kar bjaa kar rakh leti ho keh kal kaam aaey gi
    Woh bhi me aap jeso'n ke liyeh rakhti hoon, kya pata aap ko kab phir pyas lag jayeh :lol
    sigpic

    Comment


    • #77
      Re: salam

      Originally posted by Masood
      chalein theek hai - main spy ki bhi zimmedari leta hoon aap log btaein kya khaein ge - ham uski tarkeeb yahan likhein gey - kya khiyaal hai???
      hmmmmmmm ........ yeh to ab humari chief guest hi btaye gi :khi:
      sigpic

      Comment


      • #78
        Re: salam

        Originally posted by Saima Shaheen
        Woh bhi me aap jeso'n ke liyeh rakhti hoon, kya pata aap ko kab phir pyas lag jayeh :lol
        pyaas lagey to makhi choostey hain :hathora woh to aap key liye hai jo din mein na'janey kitni baar bar-b-q ki talab karti hain. To makhi bhi to aap ko spicy lagti ho gi na :kr:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #79
          Re: salam

          Originally posted by Masood
          pyaas lagey to makhi choostey hain :hathora

          Yeh idea pyaso'n ke liyeh hai yaani aap ke liyeh :lol
          sigpic

          Comment


          • #80
            Re: salam

            Originally posted by Saima Shaheen
            yeh to ab humari chief guest hi btaye gi
            to apni chief guest sey kahein keh jaldi sey aaey warna cook ka mood badal jaey ga, ham aisey hi mehrbaan nahin hotey

            Originally posted by Saima Shaheen
            Yeh idea pyaso'n ke liyeh hai yaani aap ke liyeh
            .... aur agar pyaas bharti gaee to???
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: salam

              Originally posted by Masood


              .... aur agar pyaas bharti gaee to???

              to makhion ki kami to nahi duniya main
              sigpic

              Comment


              • #82
                Re: salam

                Originally posted by Saima Shaheen
                to makhion ki kami to nahi duniya main
                lagta hai keh Saima ji ka bohat tajarbah hai makhyaan marney mein aur unka juice nikalney mein - yeh to main janta hoon keh saima almost every second day juice bnaney per lagi hoti hai - chalein aap key liye aik special award annouce karta hoon:

                SAIMA JI PEGHAM KI MAKHI MAAR CHAMPION HAIN :kr:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: salam

                  Originally posted by Masood
                  lagta hai keh Saima ji ka bohat tajarbah hai makhyaan marney mein aur unka juice nikalney mein - yeh to main janta hoon keh saima almost every second day juice bnaney per lagi hoti hai - chalein aap key liye aik special award annouce karta hoon:

                  SAIMA JI PEGHAM KI MAKHI MAAR CHAMPION HAIN :kr:

                  G nahi me ko makhiyan marne ki zarorat kabhi nahi pari ........ :hathora :hathora :zuban:


                  Me ke offic emain kabhi makhian hoti nahi, pehley thi sab ko Denmark bhej diya hum ne, ab wo DK main rehti hain Dk ke pyaso'n ke liyeh :zuban:
                  sigpic

                  Comment


                  • #84
                    Re: salam

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    Me ke offic emain kabhi makhian hoti nahi, pehley thi sab ko Denmark bhej diya hum ne, ab wo DK main rehti hain Dk ke pyaso'n ke liyeh
                    Isi liye to kah raha hoon keh aap bhi idher hi aa jao kam az kam mujhey itna to ilam ho ga keh koi hai jo makhi maarney mein mahir hai :zuban: - waisey badi dheet makhiyaan hain aap ki tarha baat hi nahin maantin :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #85
                      Re: salam

                      Originally posted by Masood
                      Isi liye to kah raha hoon keh aap bhi idher hi aa jao kam az kam mujhey itna to ilam ho ga keh koi hai jo makhi maarney mein mahir hai :zuban: - waisey badi dheet makhiyaan hain aap ki tarha baat hi nahin maantin :lol
                      To phir bach ke rahiyeh ga aisa na ho makhion ke sath mere hatho'n ek bara makha bhi halal ho jayeh :kr:
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: salam

                        Originally posted by Saima Shaheen
                        To phir bach ke rahiyeh ga aisa na ho makhion ke sath mere hatho'n ek bara makha bhi halal ho jayeh :kr:
                        aap chhoti chhoti makhiyon sey fursat pao gi to badey makhey ki bari aaey gi na aap ko itna busy rakhoon ga keh badey makhey ki nobat hi nahin aaey gi :wk :wk :wk
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #87
                          Re: salam

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          Fursat hi fursat hai dear, tum order kero spy aur masood abhi bana ker latey hain
                          lo ji hum bhi aa gayeeeeeeeeee :d

                          hmm masood n spy :cc:



                          Zindagii mein sada muskaratay raho
                          Baant'ni hai agar baant lo har khushi
                          Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
                          Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
                          Zindagii mein sada muskaratay raho

                          Comment


                          • #88
                            Re: salam

                            Originally posted by Masood
                            to apni chief guest sey kahein keh jaldi sey aaey warna cook ka mood badal jaey ga, ham aisey hi mehrbaan nahin hotey


                            .... aur agar pyaas bharti gaee to???



                            aap ko itna to pata hona chahiye Chief Guest aram se hi aatey hain :p sab se end main ;)


                            hmmm kia banana hai

                            Saima mere saath KHAAS GUEST ho gi.. is liye wo b jo kahaye us ki bhi suni jaye gi:p



                            hmm menu main ye cheezein honi chahiye :p


                            Qorma
                            Biryani...
                            haleem
                            and
                            Seekh Kabab :$



                            or meethay main .. koi bhi acha sa cake ho jaye :p


                            Zindagii mein sada muskaratay raho
                            Baant'ni hai agar baant lo har khushi
                            Gham na zahir karo tum kisi per kabhi
                            Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
                            Zindagii mein sada muskaratay raho

                            Comment


                            • #89
                              Re: salam

                              Originally posted by Bheegi Shaam
                              birthday har saal aati hai .. koi baat nahi :p


                              or tum ko kehi bar bataya hai haan milay thay..main ne jawab b diye thay ..lekin us ke baad tumhara koi jawab nahi aaya..:)

                              tu her saal manane chahye hiana :eye: me ki tu sub manate hian bare pyar se :p
                              ab tu mere bhanja bhanji ko bhi yaad hai khala ki bday..tu wo yaad rakhte hain
                              pichle bar tu mere behnoi ne manaye thi :p aik he saali hona :p

                              yaaarr wo offlines miss hogaye the na :(( isliye tu pocha hai maine phir.tumke tu mile he nahi me ko offlines :( me kiya jawab dete jab miss he hogaye me se sare

                              ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
                              tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

                              Comment


                              • #90
                                Re: salam

                                Salaam-e-Shab qubool kijiye :salam: kuch hi hours main Insha Allah Salaam-e-Subha bhi karun gi..:salam:
                                :roseENIGMA:rose

                                Comment

                                Working...
                                X