Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Me Ko Telllooo Aik Thing

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Me Ko Telllooo Aik Thing

    Asalam-O-Alaikum GupShup k Garmi Say paraishan Dostooo :salam:

    woh kiya hia na k Sabar hum main hai nahi .... aur sabar karnay ko kisi nai kaha bhi nahi :yy:

    Hum nai kuch din pehlay ya fir shayad 3 din pehlay ya shayad 2 din pehlay :lpop: chalain din ginnay main kia rakha hai mudday pay atay hain

    Experts kar k koi section tha wahan hum nai apna Nick Change karnay ki arzi paish ki thi .... laikin ajj 2, ya 3 , din guzar janay k baad bhi sirf 3 logon nai View kiya 372-shed Ausatan 1 banda 1 din Visit kar k gaya :na: administrators ka koi patanahi k woh wahan atay bhi hain k nahi


    ab hamain Emails k zariye bula to liya Peghaaam walon nai laikin hamain sambhalay ga kon kiyon hum to paka daitay hain woh bhi aisa k paknay wala bata bhi nah pata k kitta pak gaya hai woh :fuming:

    kaam ki baat yeh hai k meko koi bata do k Nick Change karwanay kis k pass jaon aur woh kittay paisay batoor laiga me say

  • #2
    Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

    itna sara likha hai aap ne... koi na koi parh ke jawab de hi dega... 372-shock

    Comment


    • #3
      Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

      Originally posted by ummid View Post
      itna sara likha hai aap ne... koi na koi parh ke jawab de hi dega... 372-shock

      zahir hai bina parhay app nai reply kardiya parhnay walay to zaror apna ghussa nikalain gai 372-haha

      Comment


      • #4
        Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

        fir wahi ho raha hai daikh daikh k jarahay hain Replies kartay howay sab k hath kanp rahay hain

        Comment


        • #5
          Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

          Aap aeysa karein k Admin/ co admin ko aik pm ker dein ya phir ye link un k profile visitors page mey daal dein

          Aik aur aik cheez aap IT Expert sec. ki jagey Mujhey kuch kehna hai k sec. mey iss type ki queries post kiya karein .... coz wo sec. I think / I hope :d AZ team ki nazar mey hota hai
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

            Originally posted by mr_bean View Post
            Asalam-O-Alaikum GupShup k Garmi Say paraishan Dostooo :salam:


            woh kiya hia na k Sabar hum main hai nahi .... aur sabar karnay ko kisi nai kaha bhi nahi :yy:

            Hum nai kuch din pehlay ya fir shayad 3 din pehlay ya shayad 2 din pehlay :lpop: chalain din ginnay main kia rakha hai mudday pay atay hain

            Experts kar k koi section tha wahan hum nai apna Nick Change karnay ki arzi paish ki thi .... laikin ajj 2, ya 3 , din guzar janay k baad bhi sirf 3 logon nai View kiya 372-shed Ausatan 1 banda 1 din Visit kar k gaya :na: administrators ka koi patanahi k woh wahan atay bhi hain k nahi


            ab hamain Emails k zariye bula to liya Peghaaam walon nai laikin hamain sambhalay ga kon kiyon hum to paka daitay hain woh bhi aisa k paknay wala bata bhi nah pata k kitta pak gaya hai woh :fuming:


            kaam ki baat yeh hai k meko koi bata do k Nick Change karwanay kis k pass jaon aur woh kittay paisay batoor laiga me say
            aap aisa keriye Admin ko PM ker dain.. inshallah wo aapki fariaad sun lain gai :D:

            Comment


            • #7
              Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

              Originally posted by *Samra* View Post
              aap aisa keriye Admin ko PM ker dain.. inshallah wo aapki fariaad sun lain gai :D:

              Buhat Shukriya app ka :jazak:ajj Admins k liye jo waqt tha pora howa kal Admins k liye zayada waqt lai kay ayengai

              Comment


              • #8
                Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

                Originally posted by Xai View Post
                Aap aeysa karein k Admin/ co admin ko aik pm ker dein ya phir ye link un k profile visitors page mey daal dein

                Aik aur aik cheez aap IT Expert sec. ki jagey Mujhey kuch kehna hai k sec. mey iss type ki queries post kiya karein .... coz wo sec. I think / I hope :d AZ team ki nazar mey hota hai

                Buhat Buhat Shukirya app ka app nai itta detail main samjhaya :dua

                kal INSHALLAH main wahin Dharna donga jahan ka ap nai bataya hai

                Comment


                • #9
                  Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

                  Originally posted by mr_bean View Post
                  Asalam-O-Alaikum GupShup k Garmi Say paraishan Dostooo :salam:


                  woh kiya hia na k Sabar hum main hai nahi .... aur sabar karnay ko kisi nai kaha bhi nahi :yy:

                  Hum nai kuch din pehlay ya fir shayad 3 din pehlay ya shayad 2 din pehlay :lpop: chalain din ginnay main kia rakha hai mudday pay atay hain

                  Experts kar k koi section tha wahan hum nai apna Nick Change karnay ki arzi paish ki thi .... laikin ajj 2, ya 3 , din guzar janay k baad bhi sirf 3 logon nai View kiya 372-shed Ausatan 1 banda 1 din Visit kar k gaya :na: administrators ka koi patanahi k woh wahan atay bhi hain k nahi


                  ab hamain Emails k zariye bula to liya Peghaaam walon nai laikin hamain sambhalay ga kon kiyon hum to paka daitay hain woh bhi aisa k paknay wala bata bhi nah pata k kitta pak gaya hai woh :fuming:


                  kaam ki baat yeh hai k meko koi bata do k Nick Change karwanay kis k pass jaon aur woh kittay paisay batoor laiga me say
                  :hathora
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

                    Originally posted by mr_bean View Post
                    fir wahi ho raha hai daikh daikh k jarahay hain Replies kartay howay sab k hath kanp rahay hain

                    kahani achi sunai tum ne. Tum yeh batao, tum Karachi se ho? Kia tum mujay jaantay ho?
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      kahani achi sunai tum ne. Tum yeh batao, tum Karachi se ho? Kia tum mujay jaantay ho?

                      Shukriya Kahani Pasand karnay ka ...372-haha

                      haan ji karachi say hi hon aur karachi hi main hon ...

                      app ko buhat achay say janta hon baat bhi hoi hai app say kayee baar phone pay :dance2:

                      Pegham say pehlay F O R U M pay howa kartay thay appp wahan say yahan hum dono sath hi ayee :eye:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Me Ko Telllooo Aik Thing

                        :lahoul

                        kuch or tha likhny ko woh b lekh dety na...
                        sigpic

                        Comment

                        Working...
                        X