Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shauq-e-junoon

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: shauq-e-junoon

    Originally posted by ummid View Post
    zaroorat nahi pari.... junoon wagerah se kaam lene ki... me ke parents bare acche hain... MashAllah....approve kar dete hain me ke ideazz ko....

    ..... to aur kya aap ko junooni to nahin ho na aap sirf JINNON ki ho :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Re: shauq-e-junoon

      Originally posted by Masood View Post
      ..... to aur kya aap ko junooni to nahin ho na aap sirf JINNON ki ho :p
      me ko urdu ke kuch lafzo ki bilkul sumjh nahi aati.... 372-shock

      Comment


      • #33
        Re: shauq-e-junoon

        Originally posted by ummid View Post
        me ko urdu ke kuch lafzo ki bilkul sumjh nahi aati.... 372-shock
        aap waisey bhi kaii baton ki samajh nahin aati :tasali:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: shauq-e-junoon

          Originally posted by Masood View Post
          aap waisey bhi kaii baton ki samajh nahin aati :tasali:
          kehte hain...

          "good friends, good books and a sleepy conscience: this is the ideal life."

          so no matter ager kuch sumjh nahi aa rahi tu... me aise bhi khush hi ho... :blush:

          Comment


          • #35
            Re: shauq-e-junoon

            Originally posted by ummid View Post
            kehte hain...

            "good friends, good books and a sleepy conscience: this is the ideal life."

            so no matter ager kuch sumjh nahi aa rahi tu... me aise bhi khush hi ho... :blush:
            itna falsfa na jharr abhi mujhey sunti hai khari khari :khi:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: shauq-e-junoon

              Originally posted by Masood View Post
              itna falsfa na jharr abhi mujhey sunti hai khari khari :khi:
              falsafa bolne se logo per roab parta hai... na bhi pare tub bhi banda khud khush ho leta hai ke us ne koi dhang ki baat tu ki... so again.... no harm in that... :lol

              Comment


              • #37
                Re: shauq-e-junoon

                Originally posted by ummid View Post
                falsafa bolne se logo per roab parta hai... na bhi pare tub bhi banda khud khush ho leta hai ke us ne koi dhang ki baat tu ki... so again.... no harm in that... :lol
                aaho aaho yehi bhi sahih baat kahi - aabi miyaan bhi aisey hi khush hotey rehtey hain 372-haha
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: shauq-e-junoon

                  Originally posted by Masood View Post
                  main SIKH hoon to tu kya SIKH-DA aein??? 372-haha372-haha372-haha
                  nahi yaar mein learning process mein hoon 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Re: shauq-e-junoon

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    nahi yaar mein learning process mein hoon 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                    tu hamesha peechhey hi rehna - aur bacha kucha khana :D
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: shauq-e-junoon

                      Originally posted by Masood View Post
                      tu hamesha peechhey hi rehna - aur bacha kucha khana :D
                      tumhein jald baaz ho, is liye tum zaroor daig mein he chalang maaro gay 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: shauq-e-junoon

                        Originally posted by Masood View Post
                        aaho aaho yehi bhi sahih baat kahi - aabi miyaan bhi aisey hi khush hotey rehtey hain 372-haha
                        kum az kum woh dhang ki baat akr ke khush hote hain.... aap tu woh bhi nahi....

                        Comment


                        • #42
                          Re: shauq-e-junoon

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          tumhein jald baaz ho, is liye tum zaroor daig mein he chalang maaro gay 372-haha
                          main ney to taza taza daig mein sey achhey achhey chawal khaa liyey hain na ab tum bacha kucha khaa lo 372-haha
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: shauq-e-junoon

                            Originally posted by ummid View Post
                            kum az kum woh dhang ki baat akr ke khush hote hain.... aap tu woh bhi nahi....
                            main tumharey jaisi batein karney laga hoon :D
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: shauq-e-junoon

                              Originally posted by Masood View Post
                              main ney to taza taza daig mein sey achhey achhey chawal khaa liyey hain na ab tum bacha kucha khaa lo 372-haha
                              yaar ager tere buchay kuchay chawal zehreelay ho jatay hein to tumhein to doob ke mer jana chahiye
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: shauq-e-junoon

                                Originally posted by Masood View Post
                                main tumharey jaisi batein karney laga hoon :D

                                humari jaisi baatein karne lag jaaye aap tu kya hi baat hai....
                                per aap tu apni jaisi baatein bhi nahi kar paaye....

                                Comment

                                Working...
                                X