Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Studying techniques

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Studying techniques

    Salam!!

    Aap logoN ki perhai ki kya techniques hein? Aur jo kaam kertey hein, wo aik acha kaam kerney ki techniques btayein ....

    shoot it...
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Studying techniques

    Mujhey pencil .. kaghaz k isteymal ki bohot adat hai .. aur chunkey i have visual memory tau jitna ziada mey apney course visualise ker sakti hun ker deyti hun....

    here it goes ... saal k shuru sey akhir tak ki kahani :d

    Course notes jitney teachers sey miltey hein phir lecture k dauran notes leyti hun ....

    Iss k baad Teachers' notes aur apney notes ko compile kerti hun ...

    Agli stage ati hai Exam sey pehley ki ..... Mey saarey course outline note down kerti hun matlab jitni cheezein perhi hui hoti hein un ki list .....

    Phir iss list pey her heading k neechey kuch points hotey hein .... definitions of imp. terms , examples etc etc

    FInal Revisions jab hoti hein tau phir .... aik jaisey darkhat ki branches hoti hien iss tarhan meyri her Main heading k neechey sub headings hoti hein ...

    in between cheezein tips pey yaad hoti hein
    Last edited by Z.; 23 May 2009, 15:20. Reason: Spell check
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Studying techniques

      thinkingg

      Comment

      • #4
        Re: Studying techniques

        Originally posted by kutkutariyaan View Post
        thinkingg
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: Studying techniques

          waslaam

          me ne bohat techniques apply ki hain .

          ...magar be-sood 372-haha
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Studying techniques

            Originally posted by Xai View Post
            Salam!!

            Aap logoN ki perhai ki kya techniques hein? Aur jo kaam kertey hein, wo aik acha kaam kerney ki techniques btayein ....

            shoot it...
            hmm..meri technique to last night stand waali ha ...main akhri raat ko bus perhta hoon aor subaah paper...:p...haan yay ha kay lectures waghera loon to dhyaan say layta hoon ...aor phr perhnay ki zaroorat nahi rehti

            Comment

            • #7
              Re: Studying techniques

              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post

              pata nhe seb kayse raaton ko jag jaag k perty hain mery sy nhe perha jata raat ko raat ko main just notes he banati hon din ko perti hon :tasali:
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Studying techniques

                Originally posted by zoniash View Post
                pata nhe seb kayse raaton ko jag jaag k perty hain mery sy nhe perha jata raat ko raat ko main just notes he banati hon din ko perti hon :tasali:
                raatoon ko nahi ...sirf aakhri raat ko jaag ker ..jis kay aglay din subah paper hota ha 372-haha...ham to notes liak bachoon kay copy kerwa laytay hain ..:p

                Comment

                • #9
                  Re: Studying techniques

                  Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                  raatoon ko nahi ...sirf aakhri raat ko jaag ker ..jis kay aglay din subah paper hota ha 372-haha...ham to notes liak bachoon kay copy kerwa laytay hain ..:p

                  muje just apne hathon sy likhy howay notes yaad hoty hain aus kisi k nhe :)
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Studying techniques

                    Originally posted by zoniash View Post
                    muje just apne hathon sy likhy howay notes yaad hoty hain aus kisi k nhe :)
                    aor mera maksaq sirf realted topics per information ko collect kerna hota ha ...wo mujay koi bhi ker kay day day ..:p...sab chalta ha ..wasay lekrion kay banay huay notes kafi lenghty hotay hain :embarasse...awain muft ki guppain bhi likhi hoti hain :khi:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Studying techniques

                      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                      aor mera maksaq sirf realted topics per information ko collect kerna hota ha ...wo mujay koi bhi ker kay day day ..:p...sab chalta ha ..wasay lekrion kay banay huay notes kafi lenghty hotay hain :embarasse...awain muft ki guppain bhi likhi hoti hain :khi:

                      kiyonk hum ap lerko ki terhan nekamy nhe hoti na kud apni mahnt sy her kam kerti hain mufta nhe khati is liya aur gupay likhna to mundo ka shoq hain hum to nhe likhty :D
                      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Studying techniques

                        Originally posted by zoniash View Post
                        kiyonk hum ap lerko ki terhan nekamy nhe hoti na kud apni mahnt sy her kam kerti hain mufta nhe khati is liya aur gupay likhna to mundo ka shoq hain hum to nhe likhty :D
                        :khi:..Lol...me to personal experience bata raha tha ..aik to lerkion kay note lengthy ..irrelevent headings :khi:...aor sahi saja bana ker likhay hotay ha notes :embarasse...aakhir ham nay notes ko sirf perhna ha ..achaar to nahi daalna hotaa:khi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Studying techniques

                          Originally posted by Xai View Post
                          Salam!!

                          Aap logoN ki perhai ki kya techniques hein? Aur jo kaam kertey hein, wo aik acha kaam kerney ki techniques btayein ....

                          shoot it...
                          Wa Alaikum Aslam,

                          mera study kerne ka tareeka conventional nahi tha. Din ko mein cricket khelta, snooker khelta lekin raat ko table lamp ki rooshni mein perhta tha aur late night perhnay ka aadi tha, yani jub sub soo jatay thay phir mein walkman side pe rakh ker perhai shuru kerta, aur bohat thooray waqt mein ziada syllabus cover ker leta tha. Yeh study technique bohat effective rahi. Jub studies kerte huay aap ki puri concentration aap ki studies per ho gi to acha output milay ga, ager perhai ke dooran mera dehaan idher udher jata to mein books close ker deta.

                          Her subject ko mein time de ke perhta ke falan subject ko mein ne 25 minutes se ziada nahi perhna, isi liye mujay jo kuch bhi laerning kerni hoti to mein usi 25 min mein he kerta, ager wo subject itnay time pe pura na hota to mein choor deta, aur ainda ke liye soochta ke 25 min se ziada is subject ko kabi nahi perhna aur inhi 25 minutes mein he in subjects ko cover kerna he, phir dimaag bohat tezi se kaam kerta aur boht ziada kaam thoray waqt mein ho jata.

                          Aur important cheez wo yeh ke mein jo bhi learning kerta usay apnay words mein he write down kerta tha, rutalization wala concept nahi tha mere ander.

                          yeh thi meri kahani :lpop:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Studying techniques

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post

                            yeh thi meri kahani :lpop:
                            :lpop:....372-shed

                            Comment

                            • #15
                              Re: Studying techniques

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              :lpop:....372-shed
                              ki ya mama :donno:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X