Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

America Ki Imdaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • America Ki Imdaad

    asslamoalikum

    aap ko kuch samjh aati hai iss se ???:mm:


    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: America Ki Imdaad

    mad4:au000000000:ghada2
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: America Ki Imdaad

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      mad4:au000000000:ghada2
      tera jawaab mujay bohat pasand aaya 372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: America Ki Imdaad

        Originally posted by saraah View Post
        asslamoalikum

        aap ko kuch samjh aati hai iss se ???:mm:


        walaikum salam Sarah;

        Aik politician ney aik baat ki thi .... "chittar aur laddoo"
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: America Ki Imdaad

          Originally posted by Xai View Post
          walaikum salam Sarah;

          Aik politician ney aik baat ki thi .... "chittar aur laddoo"
          :khi:

          Talbian say Afghinstaan or Pakistan ko to khatra hoo sakta hai itni door beethay America ko kia khatra hai ?

          America Alqadia ki baat karta hai to kia Alqaida walye Talbinaan hi hain ?:mm:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: America Ki Imdaad

            Originally posted by Aanchal View Post
            :khi:

            Talbian say Afghinstaan or Pakistan ko to khatra hoo sakta hai itni door beethay America ko kia khatra hai ?

            America Alqadia ki baat karta hai to kia Alqaida walye Talbinaan hi hain ?:mm:


            alqaida aur taliban america k apne he paida kiye howay nomonay hain .per najeny kyon hum in fasadiyon ko apnemulk aur mazhab sy jorty hain 372-shed372-shed aur doseri baat imdaadki ager hukamanu main zera b gairt hoti to mu per marty imdad un ki mger aysa to kerian gy nhe hum mera dil kerta hain jitny b politicans hain seb ko zinda aag laga doon jeb b ki museebt ati hain yeh lg apne acounts to helky kerty nhe hain mger mu utha k awaam sy paise mangty haun kash kash pori awam bykot ker day k wo ik b paisa nhe day gy hukamana day paise jitna unho ny kahya hain ek ek politicain k pass karoron ki card aur arbon rupay k farm houses hain sale kerian aur dain imdad mager nhe koi nhe day ga kiyon kiyon k pakistan ki awaam boaht bozdil byhess ho chuki hain koi baher nekal ker ihtajaaj nhe kerta kisi k mu sy ek b awaz nhe neklti to ascha hain is qoom k sath ayse he log milny chaye is qoom ko .100 bando ki cabent bana k jisterhan sy awaam ka khoon choos rahy hain in k pait kabi nhe bherain gy hum is qabil b nhe k sawat k 20 lakh ya 25 lah logon ki maded kud ker sakin to pory paksitan i abadi jo 16 karor per base hain usy kayse yeh sanbhalin gy yeh souchny ki baat hain jo kisi ko samj nhe rahi zarort hain in hukaman aur jitne b politicains hain un ko jootay maray jain sare aam
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: America Ki Imdaad

              aap tumam respected members k jawabaat ka bohat shukria
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: America Ki Imdaad

                Originally posted by saraah View Post
                aap tumam respected members k jawabaat ka bohat shukria
                mairay siwa aur kon hain idher:01g:
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #9
                  Re: America Ki Imdaad

                  amerika

                  Comment

                  Working...
                  X