Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

breakfast

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: breakfast

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    :na: lady doctor ban, tehreeb'kaar na ban
    :au000000000:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #32
      Re: breakfast

      Originally posted by Fairy View Post
      breakfast khbi khabi nasib hota ha ama kay hatho ka paratha aur chai agar khud bana na paray tu mai dophar ko khana hi kha lati hon372-haha
      Mujay aik baat ki samaj nahi aati, aap sub loog amma ke haath ka paratha kehtay ho, sirf paratha nahi kehtay. Aman ke hath ke banay huay prathay mein calcium ziada hota he? ya un ke haath se jo bana hua paratha hota he, usay khanay se insaan ki rooh taaza ho jati he? Ya wo khanay se neend sahi aa jati he? Ya phir exams mein number achay mil jatay hein :donno:

      Aap ki amman aur bhi bohat si cheezein bhi banati hoon gi to amman ke haath ka pratha he kyoon? baki cheezon pe aap loog aman ke haath ka naam kyoon nahi letein.Jese Kisi ghalti mein amman ka haath kyoon nahi hota 372-haha372-haha372-haha372-hahaamma ke haath ki chapair kyoon nahi 372-haha372-haha372-haha372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: breakfast

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        wo bhi yah kha jati haincrying1
        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        :au000000000:
        yaar lady doctor, tu tension na lia kar, bus sub theek ho jaye ga :tasali:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: breakfast

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mujay aik baat ki samaj nahi aati, aap sub loog amma ke haath ka paratha kehtay ho, sirf paratha nahi kehtay. Aman ke hath ke banay huay prathay mein calcium ziada hota he? ya un ke haath se jo bana hua paratha hota he, usay khanay se insaan ki rooh taaza ho jati he? Ya wo khanay se neend sahi aa jati he? Ya phir exams mein number achay mil jatay hein :donno:

          Aap ki amman aur bhi bohat si cheezein bhi banati hoon gi to amman ke haath ka pratha he kyoon? baki cheezon pe aap loog aman ke haath ka naam kyoon nahi letein.Jese Kisi ghalti mein amman ka haath kyoon nahi hota 372-haha372-haha372-haha372-hahaamma ke haath ki chapair kyoon nahi 372-haha372-haha372-haha372-haha

          ama kay parathay ma woh energy hoti ha jo dunia kay kes khanay ma nahi hosakti
          nashtay mai paratha banta ha isi lia ama kay hath ka paratha kaha agar lunch dinner ka pouchti tu woh bhi das dati

          tum apni tarf se is baat ka fuzol joke bana kar khush ho rhay ho per asay joke me ko pasand nahi 372-shed

          Comment


          • #35
            Re: breakfast

            Originally posted by Fairy View Post
            ama kay parathay ma woh energy hoti ha jo dunia kay kes khanay ma nahi hosakti
            Ub ziada mubalga aarai se kaam na lo, tumhari amman paratha banaye ya tumharay ghar ki hamsaiye tumhein to yeh bhi nahi pata chalna kha ke ke falan pratha kis ne banaya he, waddi aai ama ke haath ke prathay ki tareefein kerne wali. Yeh baatein filmon tak he achi lagti hein 372-haha
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: breakfast

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Ub ziada mubalga aarai se kaam na lo, tumhari amman paratha banaye ya tumharay ghar ki hamsaiye tumhein to yeh bhi nahi pata chalna kha ke ke falan pratha kis ne banaya he, waddi aai ama ke haath ke prathay ki tareefein kerne wali. Yeh baatein filmon tak he achi lagti hein 372-haha

              chal oye me ki ama ka paratha aik bar u kha kar dekho 100 parathay khanay ko dil karay gaaur me ko pata ha ama kay aur dosray paratho maai kia farq haya filmi dialogue nahi ha filmo mai parathay tum hi banatay hogayaj kal

              Comment


              • #37
                Re: breakfast

                Originally posted by Fairy View Post
                chal oye me ki ama ka paratha aik bar u kha kar dekho 100 parathay khanay ko dil karay gaaur me ko pata ha ama kay aur dosray paratho maai kia farq haya filmi dialogue nahi ha filmo mai parathay tum hi banatay hogayaj kal
                sub ki aman parathay banati hein, tumhari amman koi wakhri nahi hein :na:

                By the way mujay koi faraq to batao ke wo parathay mein koi addition kerti hoon, to mein bhi kail hoo jaoon tumhari baat ka :mm:tumharay prathay mein wo mirchein daalti hein jo tumhein bhoolta nahi
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: breakfast

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  sub ki aman parathay banati hein, tumhari amman koi wakhri nahi hein :na:

                  By the way mujay koi faraq to batao ke wo parathay mein koi addition kerti hoon, to mein bhi kail hoo jaoon tumhari baat ka :mm:tumharay prathay mein wo mirchein daalti hein jo tumhein bhoolta nahi

                  dunia jahan ki amaieyn parathay banati ha aur sab kay different hotay hian kesi ka aik sa nahi hota itna bi nhi pata naliq

                  Comment


                  • #39
                    Re: breakfast

                    Originally posted by Fairy View Post
                    dunia jahan ki amaieyn parathay banati ha aur sab kay different hotay hian kesi ka aik sa nahi hota itna bi nhi pata naliq

                    ja kum ker ja kay lasooriye jaiye
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: breakfast

                      mein subah subah 12 bajay uth ke choco milk peeti hu :fr:

                      Comment


                      • #41
                        Re: breakfast

                        ......

                        daily....green tea.... :D

                        or sundayzz ko..... ya chuti ho tub.... brown bread with butter.... 372-shock

                        or ager bauaht zyadah hi mood hai... tu phir amma se farmish kar ke kuch banawa leti ho... :lpop:

                        Comment


                        • #42
                          Re: breakfast

                          Originally posted by ummid View Post
                          ......

                          daily....green tea.... :D

                          or sundayzz ko..... ya chuti ho tub.... brown bread with butter.... 372-shock

                          or ager bauaht zyadah hi mood hai... tu phir amma se farmish kar ke kuch banawa leti ho... :lpop:
                          yani tum sunday ke sunday he makhan khati ho 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: breakfast

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            yaar lady doctor, tu tension na lia kar, bus sub theek ho jaye ga :tasali:
                            chai1
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #44
                              Re: breakfast

                              Walikumsalam

                              one boiled egg with a cup of tea..

                              Comment


                              • #45
                                Re: breakfast

                                Originally posted by zoniash View Post
                                salam pegham seb theekh hain na?????????? siway mere :tasali:

                                any how chalain seb me ko desain gy k nashtay main yani k breakfast main kon kon kia kia khata peeta hain sahe sahe batain
                                awain he mere ko yeh janana hain na k pg k members khaty peety b hain ya nhe fiker ho rahi admin ko seb ki :khi::khi:
                                ah, break fast mannay tu ek glass lassi or......... 4 desi kachay anday :zuban:

                                Comment

                                Working...
                                X