Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hijaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hijaab

    salam 372-shock372-shock germi bohat hain lhr main dimag ghoom raha hain ki keraaan main :fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::f uming:

    chalo aj hum na baat kerty hain ky perday ka yani hijaab ka concept baatain seb imean to say k kis hadh tak kerna chaye kaysa kerna chaye main ny bohat si kuriyon ko dekha hain k scaaf to liya hota ahin jis sy baal dhanpy hoty per nechay ka jo huliya hain wo meri samjh sy baher k yeh perda ahin ya fashion hain ??????????? kiyon k perday ka asel maqsed to kud ko dhanpna hona chaye na k bus baalon ko chupa to aur baki choti choti kamzeezain ya jeans pahen lo aur bus perda ho gaya /??/??////
    ay ki chaker ay maino koi desy ga??????????????????????? perda kern ahain to proper kero werna na kero

    doeri baat yeh hain k saari life parenst khty hain k namahram logo k samny nhe jaty aur islam b yeh hain k negah nechi rakho aur per lerki ki jeb shadi hoti hain aur baaraat aur walima jayse hota hain imean k baaraat py lerki ko poraaaaaaaaaaaaaa saja sanwar k nomaish k liya stage py ghanto tak bythya jata hain teb kahan humra perda jata ahin kiyon tb to zayda attrative lg rhi hoti hain lerki her merd aur ouret ki nazer per rahi hoti to kia yeh sahe hain k ek lerki ko saja bana k nomasih k liya bytha diya jaye stage per ?????????????????????? ta ky her merd aur her ouret dekhy usy ???????????????????????
    Last edited by chaand_nager; 18 May 2009, 07:50.
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: hijaab

    Originally posted by zoniash View Post

    w/salam
    nice topic:thmbup:bilkul parde ka matlab he ham na mheram ki nazron se mumkina had tak chupe rahen...hamari zaib-o-zeenat zahir na ho...ab chahe koi hijab orhe...chahe chadar le...maqsad aik hi he.
    or yakinan ye aik bohat ghalat rasam he...dulhan ko is tarah na mehram mardon k samne lana...khas kar aj kal jo photo shoots hote hen wo.....bilkul ghalat baat he..nahi honi chaey:)

    Comment

    • #3
      Re: hijaab

      Originally posted by senorita View Post
      w/salam
      nice topic:thmbup:bilkul parde ka matlab he ham na mheram ki nazron se mumkina had tak chupe rahen...hamari zaib-o-zeenat zahir na ho...ab chahe koi hijab orhe...chahe chadar le...maqsad aik hi he.
      or yakinan ye aik bohat ghalat rasam he...dulhan ko is tarah na mehram mardon k samne lana...khas kar aj kal jo photo shoots hote hen wo.....bilkul ghalat baat he..nahi honi chaey:)

      agree :rose lakin mesla yeh he hain na kon rokay ga seb hum main ap yakoi aur ????????????? main to apne gher walo ko keh chuki hon k mery sy is qisum ki hamaqeto aur nomaish ki qaten koi b fermaish na kijye ga muje bohat bora lgta hain k lerki ko ayse bytha diya jata hain aur seb ayse dekh rahy hoty hain jayse koi khalai makhloq ho wo :fuming:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: hijaab

        dearo zonaish ..Nice topic!

        Yeh topic mere saath kafi prana chala araha he. Europe me rehne wali aur Pardah kerne wali larkiou ko kafi Mushkilaat aur Mukhaalfit ka saamna kerna parta he.

        Shayed apko maloom hua ke france me pardeh waliou per paabandi bhi laga di gai.. thi.

        Khair.. mai Allah ke fazal se.. takreeban 14 saal ki umer se sahi tareeke se Pardah kerke school jaati rahi hoon. Meri class mai mukhalfit kerne wale takreeban saare the. Kiouke aik mai hi poore school me Muslim larki thi.

        Balqe kuch muslims larke the.. jo itne bad-tameez the.. ke unko bhi yeh tameez nahi thi.. ke Pardeh ka kiya matlab he.

        Pardah apne liye kerna chahie..apni hifazat ke liye.. apne WAQAAR ke liye.. aur saab se baadi baat yeh he ke KHUDA tallah ka HUKAM he... to hum ne to allah ko RAAZI kerne he... logou ko to raazi nahi kerna.

        Yeh to apka NAFS he jo apko.. kehta rahe ga.. ke aisa kerlo to koi harj nahi.. thore baal nazar aajain.. to koi harj nahi .... lekin aap apne nafs ko khush kerne mai lag jain ge... to... pihr khuda tallah to khush nahi honge.

        kiya aap aisa pardah kerahi hain... jismai burqa to hai... lekin aap ka jism wazeh nazar araha he.,.. to pihr yeh pardah nahi he.

        Allah hum so ko Pardeh ki Rooh ko samjhne ki toufuq ata kere amin :dua
        Last edited by *Samra*; 18 May 2009, 15:18.

        Comment

        • #5
          Re: hijaab

          Originally posted by *Samra* View Post

          :salam::salam::salam: bilkol sahe kaha ap ny ap to chalo pk sy bahe rehty hain yahn yeh haal hain k
          jeb main ny perda kerna shoro kia tha to baji ny aur seb ny bohat batain bani k tum perda kero g paindo ho yeh wo aur jeb meri baji ki shadi hoi to wo chader leti the bheri si mgr un k husband ko modern lerki passand the unho ny un ki chader lyne per itna mazak uraya khir baji ny chor diya ab wo nhe letti mger ab baji k husband ki apni bahen perda keerti hain halan k wo bohattttttt modern the kabi mager ab jeb wo perda kerti hai to baji k hubby kehty hain tum b ker mger baji ab kehti hain yeh koi drama nhe hain j kjeb dil kia ker liya phly kiyon roka tha ab meri adet nhe hain
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #6

            zonaish mujhe yeh nahi samjh ata he.. ke pardeh waliyou ko paindo kaha jata he.. :donno: WHY ?

            Aik aurat ki IZAT aur zevar to uski sharm o Hiyaa aur pardah he.

            Mai samjhti hoon ke yeh apne confidence aur zehan ki mazbooti he jo Insaan ko MAZBOOT shakhs bana deti he.,. pihr wo ALLAH tallah ki khaatir her aik se muqabla kerne ko taiyar hota he.

            Mai sochti hoon ke ager maire life partner ne mujhe kabhi yeh kaha ke mai Pardah naa keroon.. to mai kahoongi ke mere liya pehle Khuda ka hukam he.. ager aap mujhe Khuda ke hukam se rokte hain.. to pihr aap soch lain.. humari zindagi aisy nahi guzar sakti.

            Mere parents ne mujhe waqiye mai kabhi bhi Majboor nahi kiya ke mai Pardah keroon.. yeh mere apne dil me aik chahat thi pardeh se... mujhe to yeh lagta tha ke Pardah keroongi... to sab gandi nazrou ka Muqabla kersakti hoon.. apne aap mai ziada confidence laa sakti hoon.

            Acha lagne ka shoq aur haq sab ka hota he.. Kerna chaiye.. ache kapre , acha Libaas pehnna chahiye... lekin us me bhi Hiyaa ho.. aur kisi ko attrack kerne wale asaar na hou.

            Comment

            • #7

              han bilkol aur muje to bachpen sy adet the ser per dobeta layne ki even main to sotay waqt b ser per dobeta ly ker he soti the itne adet the muje per dadi ama dan ti the k lerki kabi tumhra dobeta tumhr galay main phans jana hain utar k soya kero 372-haha per mery seb cozens mera bohat mazak urahty thay k tum ajeb lgti hon ser py dobeta ly k rakhti choti ho tum mger pher b main qaien daien rahi apni baat per

              • #8
                Re: hijaab

                nice going :D
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment

                • #9

                  :D

                  waisy mazaq uraane walou ki kabhi parwa nahi kerni chahiye.. khuda to hum se khush horaha he... to logou ka humne kiya kerna he :D

                  Comment

                  • #10
                    Re: hijaab

                    Originally posted by *Samra* View Post
                    waisy mazaq uraane walou ki kabhi parwa nahi kerni chahiye.. khuda to hum se khush horaha he... to logou ka humne kiya kerna he
                    agree!! :em:
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment

                    • #11
                      Re: hijaab

                      sahi kaha
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #12
                        Re: hijaab

                        Originally posted by zoniash View Post
                        salam 372-shock372-shock germi bohat hain lhr main dimag ghoom raha hain ki keraaan main :fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::fuming::f uming:

                        chalo aj hum na baat kerty hain ky perday ka yani hijaab ka concept baatain seb imean to say k kis hadh tak kerna chaye kaysa kerna chaye main ny bohat si kuriyon ko dekha hain k scaaf to liya hota ahin jis sy baal dhanpy hoty per nechay ka jo huliya hain wo meri samjh sy baher k yeh perda ahin ya fashion hain ??????????? kiyon k perday ka asel maqsed to kud ko dhanpna hona chaye na k bus baalon ko chupa to aur baki choti choti kamzeezain ya jeans pahen lo aur bus perda ho gaya /??/??////
                        ay ki chaker ay maino koi desy ga??????????????????????? perda kern ahain to proper kero werna na kero

                        doeri baat yeh hain k saari life parenst khty hain k namahram logo k samny nhe jaty aur islam b yeh hain k negah nechi rakho aur per lerki ki jeb shadi hoti hain aur baaraat aur walima jayse hota hain imean k baaraat py lerki ko poraaaaaaaaaaaaaa saja sanwar k nomaish k liya stage py ghanto tak bythya jata hain teb kahan humra perda jata ahin kiyon tb to zayda attrative lg rhi hoti hain lerki her merd aur ouret ki nazer per rahi hoti to kia yeh sahe hain k ek lerki ko saja bana k nomasih k liya bytha diya jaye stage per ?????????????????????? ta ky her merd aur her ouret dekhy usy ???????????????????????

                        Topic acha he, ub aaj kul ki larkiyon ka perda dekh aik shareef insaan preshan he ho sakta he. Khawateen ko perday ka concept aur is ke lawazmaat ko samajna chahiye. Perday ke 6 asool hein

                        1. Merd ke liye it should be covered from Neval to Knee, but for a women the covering of almost all the body with the exception of face and head. According to some Ulema these two should also be covered.

                        2. Dress / covering itni tight na ho ke yeh body ke nasheeb-o-faraz nazar aanay lagein.

                        3. It shouldn't be transparant that people can see through it.

                        4. Dress itna bharkeela / glamourous na ho ke yeh opposite sex ko attract karay.

                        5. Dress typical non-muslims wala nahi hona chahiye.

                        6. It shouldn't resemble to the opposite sex.

                        In 6 takaazon ko jo dress pura kerta he wo aik behtareen dress/hijab ho ga aurat ke liye.

                        Jahan tak dulhan ko sajanay sanwarnay ki baat he, to mein is mein thoora explain kerna chahoon ga ke hamaray moaashray ki larkiyan khud he apnay aap ko sajana aur sanwarna chahti hein aisay mookon per. Aur waise bhi larki ko apnay shoher ke liye sajnay ka haq he. Parents ko yeh kerna chahiye ke perday ka intzaam bharpoor karay aur dulhan ke area mein gair merdon ki entry ban ker di jaye. Hum ne bhi apnay bhai ki shadi per aisa he kia tha.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: hijaab

                          Originally posted by *Samra* View Post
                          dearo zonaish ..Nice topic!

                          Yeh topic mere saath kafi prana chala araha he. Europe me rehne wali aur Pardah kerne wali larkiou ko kafi Mushkilaat aur Mukhaalfit ka saamna kerna parta he.

                          Shayed apko maloom hua ke france me pardeh waliou per paabandi bhi laga di gai.. thi.

                          Khair.. mai Allah ke fazal se.. takreeban 14 saal ki umer se sahi tareeke se Pardah kerke school jaati rahi hoon. Meri class mai mukhalfit kerne wale takreeban saare the. Kiouke aik mai hi poore school me Muslim larki thi.

                          Balqe kuch muslims larke the.. jo itne bad-tameez the.. ke unko bhi yeh tameez nahi thi.. ke Pardeh ka kiya matlab he.

                          Pardah apne liye kerna chahie..apni hifazat ke liye.. apne WAQAAR ke liye.. aur saab se baadi baat yeh he ke KHUDA tallah ka HUKAM he... to hum ne to allah ko RAAZI kerne he... logou ko to raazi nahi kerna.

                          Yeh to apka NAFS he jo apko.. kehta rahe ga.. ke aisa kerlo to koi harj nahi.. thore baal nazar aajain.. to koi harj nahi .... lekin aap apne nafs ko khush kerne mai lag jain ge... to... pihr khuda tallah to khush nahi honge.

                          kiya aap aisa pardah kerahi hain... jismai burqa to hai... lekin aap ka jism wazeh nazar araha he.,.. to pihr yeh pardah nahi he.

                          Allah hum so ko Pardeh ki Rooh ko samjhne ki toufuq ata kere amin :dua

                          Tumhari baatein akser achi he hoti hein, and I would congratulate you for you took decision of Hijab while living in a non-Muslim society. :salam:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: hijaab

                            Originally posted by *Samra* View Post
                            zonaish mujhe yeh nahi samjh ata he.. ke pardeh waliyou ko paindo kaha jata he.. :donno: WHY ?

                            Aik aurat ki IZAT aur zevar to uski sharm o Hiyaa aur pardah he.

                            Mai samjhti hoon ke yeh apne confidence aur zehan ki mazbooti he jo Insaan ko MAZBOOT shakhs bana deti he.,. pihr wo ALLAH tallah ki khaatir her aik se muqabla kerne ko taiyar hota he.

                            Mai sochti hoon ke ager maire life partner ne mujhe kabhi yeh kaha ke mai Pardah naa keroon.. to mai kahoongi ke mere liya pehle Khuda ka hukam he.. ager aap mujhe Khuda ke hukam se rokte hain.. to pihr aap soch lain.. humari zindagi aisy nahi guzar sakti.

                            Mere parents ne mujhe waqiye mai kabhi bhi Majboor nahi kiya ke mai Pardah keroon.. yeh mere apne dil me aik chahat thi pardeh se... mujhe to yeh lagta tha ke Pardah keroongi... to sab gandi nazrou ka Muqabla kersakti hoon.. apne aap mai ziada confidence laa sakti hoon.

                            Acha lagne ka shoq aur haq sab ka hota he.. Kerna chaiye.. ache kapre , acha Libaas pehnna chahiye... lekin us me bhi Hiyaa ho.. aur kisi ko attrack kerne wale asaar na hou.
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Topic acha he, ub aaj kul ki larkiyon ka perda dekh aik shareef insaan preshan he ho sakta he. Khawateen ko perday ka concept aur is ke lawazmaat ko samajna chahiye. Perday ke 6 asool hein

                            1. Merd ke liye it should be covered from Neval to Knee, but for a women the covering of almost all the body with the exception of face and head. According to some Ulema these two should also be covered.

                            2. Dress / covering itni tight na ho ke yeh body ke nasheeb-o-faraz nazar aanay lagein.

                            3. It shouldn't be transparant that people can see through it.

                            4. Dress itna bharkeela / glamourous na ho ke yeh opposite sex ko attract karay.

                            5. Dress typical non-muslims wala nahi hona chahiye.

                            6. It shouldn't resemble to the opposite sex.

                            In 6 takaazon ko jo dress pura kerta he wo aik behtareen dress/hijab ho ga aurat ke liye.

                            Jahan tak dulhan ko sajanay sanwarnay ki baat he, to mein is mein thoora explain kerna chahoon ga ke hamaray moaashray ki larkiyan khud he apnay aap ko sajana aur sanwarna chahti hein aisay mookon per. Aur waise bhi larki ko apnay shoher ke liye sajnay ka haq he. Parents ko yeh kerna chahiye ke perday ka intzaam bharpoor karay aur dulhan ke area mein gair merdon ki entry ban ker di jaye. Hum ne bhi apnay bhai ki shadi per aisa he kia tha.

                            :thmbup::thmbup::thmbup:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: hijaab

                              Originally posted by saraah View Post
                              :thmbup::thmbup::thmbup:
                              Tum ne hamein theenga dikhaya
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X