Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Puranay Shoq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Puranay Shoq

    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS :toini:

    bachpan ya teen age me ya student life m,e keh lain kayi shoq peda hotay hain hamen....

    like me apnay ek shoq ka zikar krti hoon
    ...muje univerisity me student life ka ek ek lamha tasweeron me qaid krnay ka shoq raha hai.... (single fotos ka bilkul b shoq nae)
    aur punjab univerisity k chappay chappay pe hamari group fotos hain...
    meri kisi class fellow k paas wesi collection nae...
    tou aap keh saktay hain me ne iss shoq ko extreme level tak poora kiya ....itna k ab pics ka qatan shoq nae :ANYWORD10

    tou sawaal yeh hai ...:
    1. ap ko kya kya shoq rahay hain ...
    2. aur kon se ab tak qaim hain....
    3. aur aap ne kis hadd tak poray kiye hain
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Puranay Shoq

    mujhy koi shoq naheen tha kisi bhi kisam ka :embarasse
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Puranay Shoq

      Originally posted by aabi2cool View Post

      kiyon jhoot boltay aabi bhai :hathora

      4 shadiyon ka shoq kisay hai 372-haha
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Puranay Shoq

        Originally posted by saraah View Post
        kiyon jhoot boltay aabi bhai :hathora

        4 shadiyon ka shoq kisay hai 372-haha
        wo purana to naheen naya hy aur shadi k bad hua hy
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: Puranay Shoq

          Originally posted by saraah View Post
          ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS :toini:

          bachpan ya teen age me ya student life m,e keh lain kayi shoq peda hotay hain hamen....

          like me apnay ek shoq ka zikar krti hoon
          ...muje univerisity me student life ka ek ek lamha tasweeron me qaid krnay ka shoq raha hai.... (single fotos ka bilkul b shoq nae)
          aur punjab univerisity k chappay chappay pe hamari group fotos hain...
          meri kisi class fellow k paas wesi collection nae...
          tou aap keh saktay hain me ne iss shoq ko extreme level tak poora kiya ....itna k ab pics ka qatan shoq nae :ANYWORD10

          tou sawaal yeh hai ...:
          1. ap ko kya kya shoq rahay hain ...
          2. aur kon se ab tak qaim hain....
          3. aur aap ne kis hadd tak poray kiye hain
          Walikum salam
          student life main do shoq bahut zada rahey

          aik fiction novals parhney ka....ye thora bahut abhi bhi hai ke kabhi koi book haath lagjaey tu parh leti hoon warna khaird ke parhney ka junoon ab nai raha

          dosra shoq mera abhi tak qaim hai wo hai stickers collect karney ka merey pass koi 1000s main stickers hain aur teacher honey ki waja se iss shoq ko abhi tak taqwiyat milti rehti hai :)
          Last edited by Pakiza; 15 May 2009, 19:09.

          Comment

          • #6

            walekumsalam
            mere to dheron shok hen:hehe:....
            book reading...photography...painting....gardening...ne w places dekhna....swimming....excercise...walk.....creativ e work....wghera wghera...:D:

            Comment

            • #7
              Re: Puranay Shoq

              Originally posted by senorita View Post

              swimming ka shook tumhein kub se ho gaya :mm:
              :thmbup:

              Comment

              • #8

                Shook ziada tar sports / games se related he rahay like cricket, soccer, badminton, snooker, table tannis. In sub games ko achay level pe kheela. Is ke ilawa exercise, jogging etc.

                Is ke ilawa kuch shoq aur thay wo bhi puray ho gaye :dua
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Puranay Shoq

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  swimming ka shook tumhein kub se ho gaya :mm:
                  saraah ka thread he..purane shok to ye bhi purana shok he or :alhamd:me bohat achi swimmer hon:D:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Puranay Shoq

                    Originally posted by saraah View Post
                    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS :toini:

                    bachpan ya teen age me ya student life m,e keh lain kayi shoq peda hotay hain hamen....

                    like me apnay ek shoq ka zikar krti hoon
                    ...muje univerisity me student life ka ek ek lamha tasweeron me qaid krnay ka shoq raha hai.... (single fotos ka bilkul b shoq nae)
                    aur punjab univerisity k chappay chappay pe hamari group fotos hain...
                    meri kisi class fellow k paas wesi collection nae...
                    tou aap keh saktay hain me ne iss shoq ko extreme level tak poora kiya ....itna k ab pics ka qatan shoq nae :ANYWORD10

                    tou sawaal yeh hai ...:
                    1. ap ko kya kya shoq rahay hain ...
                    2. aur kon se ab tak qaim hain....
                    3. aur aap ne kis hadd tak poray kiye hain

                    walaikum asalam!!

                    bachpan se hi mjhe dance karne ka shoq tha wo abhi tak he 372-scare thora thora 372-scare
                    mjhe pics lene ka baht shoq tha or he or un me different different poses karne ka 372-haha me pedaishi model hu 372-haha
                    mjhe swimming seekhne ka baht shoq tha 372-shock shoq hi reh gaya
                    mjhe cooking ka baht shoq tha :dance2: Shukr he Allah ka jitna bhee pakati hu acha pakati hu :dua or ye shoq abhi bhee he

                    Comment

                    • #11
                      Re: Puranay Shoq

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      wo purana to naheen naya hy aur shadi k bad hua hy
                      sharam aap ko magar nahi ati aabi bhai :yy:

                      Originally posted by Ibtesam View Post
                      Walikum salam
                      student life main do shoq bahut zada rahey

                      aik fiction novals parhney ka....ye thora bahut abhi bhi hai ke kabhi koi book haath lagjaey tu parh leti hoon warna khaird ke parhney ka junoon ab nai raha

                      dosra shoq mera abhi tak qaim hai wo hai stickers collect karney ka merey pass koi 1000s main stickers hain aur teacher honey ki waja se iss shoq ko abhi tak taqwiyat milti rehti hai :)
                      rightttt:D:
                      stickers jama krnay walay bohat kam log dekhnay ko miltay haan wese:ANYWORDnice

                      Originally posted by senorita View Post
                      walekumsalam
                      mere to dheron shok hen:hehe:....
                      book reading...photography...painting....gardening...ne w places dekhna....swimming....excercise...walk.....creativ e work....wghera wghera...:D:
                      rita mere sawaal ka mukammal jawaab nae

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Shook ziada tar sports / games se related he rahay like cricket, soccer, badminton, snooker, table tannis. In sub games ko achay level pe kheela. Is ke ilawa exercise, jogging etc.

                      Is ke ilawa kuch shoq aur thay wo bhi puray ho gaye :dua
                      wo kuch aur shoq kya thay

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      walaikum asalam!!

                      bachpan se hi mjhe dance karne ka shoq tha wo abhi tak he 372-scare thora thora 372-scare
                      mjhe pics lene ka baht shoq tha or he or un me different different poses karne ka 372-haha me pedaishi model hu 372-haha
                      mjhe swimming seekhne ka baht shoq tha 372-shock shoq hi reh gaya
                      mjhe cooking ka baht shoq tha :dance2: Shukr he Allah ka jitna bhee pakati hu acha pakati hu :dua or ye shoq abhi bhee he
                      yaani tumko star plus aur khwaateen dugest ki heroins walay sabhi shoq laahaq hain billay :ANYWORD10
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Puranay Shoq

                        muje pics lyne ka bohat shoq hain aur jeb sy camera wala mobile aya main ny koi jaga nhe chori jahn py pic na le he ho bohat maza ata hain muje pics lyne main aur muje dairy lekny aur collect kerny ka b bohat shoq tha aur hain
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Puranay Shoq

                          Originally posted by zoniash View Post
                          muje pics lyne ka bohat shoq hain aur jeb sy camera wala mobile aya main ny koi jaga nhe chori jahn py pic na le he ho bohat maza ata hain muje pics lyne main aur muje dairy lekny aur collect kerny ka b bohat shoq tha aur hain

                          hmm
                          zoni wese muje mobile wala camera use krna ek mazaq hi lagta hai :ANYWORD10

                          diaries ka shoq b achaa hai :thmbup:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Puranay Shoq

                            :mm:Student life ma muje ak tu cricket ka buhat shoq tha local level par buhat saare tournaments jeete.Dosra shoq muje poetry books pardne ka ta jo abi bi hai.
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Puranay Shoq

                              saraah... mujhe her mouqe per aur khoobsurat Lamhe me Photos lene ka aur pihr albums me lagaane ka shoq raha he. Ajkal digital CAM. ki wajah se saari Photos computer per hoti hain.. to un sab ke slideshows bana ker set kerti rehti hoon.

                              Aur iske alawa... Movies banaane ka shoq bohat he... Painting, drawing.. Computer per... her qissam ki softwares per kaam kerna bohat acha lagta he.

                              teen age mai Poetry bhi bohat likhti thi.. stories ... bohat likhti thi. :D
                              Aajkal chora hua he.. lekin inshallah jab time mile ga to pihr se likhoongi.

                              aur... singing kerne ka shoq bhi kaafi purana he. :)
                              Last edited by *Samra*; 16 May 2009, 13:40.

                              Comment

                              Working...
                              X