Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naraazgi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Naraazgi

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Shabaash mere shagird, kul mein tumhein reyooriyaan doon ga inaam mein :tasali:
    meri mano_ billi muj ko mewaoooo............:kr:

    Comment


    • #32
      Re: Naraazgi

      Originally posted by snobbish View Post
      meri mano_ billi muj ko mewaoooo............:kr:

      abay bhool gaya ke mein sher hoon
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: Naraazgi

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yani tum itni der se bewakoof bani rahi 372-haha

        NAE AAPKO BANATI RAHI :p
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #34
          Re: Naraazgi

          Originally posted by saraah View Post
          NAE AAPKO BANATI RAHI :p
          Tum bewakoof bano
          Ya mein tumhein bewakoof banaoon

          baat to aik he hay na
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Naraazgi

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tum muje bewakoof banAo
            Ya mein tumhein bewakoof banaoon

            baat to aik he hay na

            NAE EK TOU NAE HAI :lpop:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #36
              Re: Naraazgi

              Originally posted by saraah View Post
              NAE EK TOU NAE HAI :lpop:
              pehlay aik thi
              ub waqee aik nai he
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Naraazgi

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                pehlay aik thi
                ub waqee aik nai he
                teddy
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #38
                  Re: Naraazgi

                  Originally posted by snobbish View Post
                  meri mano_ billi muj ko mewaoooo............:kr:

                  mera naam kyu lya apna naam lein

                  Comment


                  • #39
                    Re: Naraazgi

                    ab narazgi khatam... exams bhi khatam hogaye hain na... :lol

                    Comment


                    • #40
                      Re: Naraazgi

                      Originally posted by Xai View Post
                      Salam Logo,

                      Insaan her aik seys naraaz ho sakta hai. hai na? :d Apney dostoN sey, apney khandaan waloN sey, apney ird gird k halaat sey, etc etc

                      sawal ye hai: Kya aik insaan apney aap sey naraaz ho sakta hai? Aur ye narazgi kitni shidat ki ho sakti hai? Aap ki nazar mey iss koi hal?

                      Salam!


                      Jahan tak main ne samjha hai iss sawal ko tou its not a singal term, many reasons behind this type of attitude, but mostly insan aise react uss waqat kerta hai jab wo buht hara huawa mehsoss kerta hai, khud ko tanha pata hai , bay.bus,la.char samjhta hai, jab wo apna app dussron ko samjha nahin pata, aur khud ko sabit nahin kerpata, ya jo kerna chahta hai wo nahin ker pata apni her mumkin koshish aur effort k ba.wajood,, aur sometimes wo khud ko he misunderstand ker jata hai chahta kuch hai per ker guzarta kuch aur hai,

                      Aur her insan kii life k sub se difficult moments ye he hotae hein jab lakh koshish aur khawish k ba.wajood Wo woh nahin ker payye jo wo kerna chahta hai, aur unn sub logon k liye na ker payye jiss ka uss se dilli lagao hota hai even k khud k liye wo na kuch ker paye tou bhi aise he react kerta hai ,

                      zaida ter log aise he react kerte hein khud se naraz ho ker ya dusron per narazgii ka izhar ker k, berdasht aur saber-o-tahamul aaj kal buht kam Allah k bandon mein hai,

                      Buht khush rahyie!:rose



                      Comment

                      Working...
                      X