Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hamein New Year Manana Chahiye?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

    :) Spy Ji...Khan Ji...Bay'Kamal Ji...Adnan Ji...LK Ji...Hala Ji...

    Day Walk Ji...Khurram Shaikh Ji...Enigmatic ji...:)

    Aap sab kay replies ka bouhat bouhat shukriya...:)
    :roseENIGMA:rose

    Comment

    • #17
      Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

      ISLAMIC MONTH ki date ka to humin pata nahi or hamare sab hi kam hote bhi is western calender k mutabiq hain to 31st december ko 2 NAFAL ada kerin k ALLAH ye saal hamare liye behteri ka lai or jo kuch bhi ap ALLAH se mangte hain wo sab maang lain including humin ACCHAI KI TARAF LE JA....

      bus aise hi aghaaz ker dain new yr ka.....yahi celebration bhi hai:)

      KHUSH RAHIYYEE!!!

      ALLAH HER NAYA AANE WALA PAL HUM SAB K LIYE MUBARIK KARE AMEEN!

      Comment

      • #18
        Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

        jub aye ga new year jub manaye gay abhi to door door tak koi neshaan hi nahi

        Comment

        • #19
          Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

          ye jo 6 din baad aa raha hay hay to half year hay na

          Comment

          • #20
            Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

            Originally posted by Barish

            Aameen.:)
            Bouhat shukriya Barish ji. :)
            :roseENIGMA:rose

            Comment

            • #21
              Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

              Originally posted by Rabi
              jub aye ga new year jub manaye gay abhi to door door tak koi neshaan hi nahi
              :cc:
              :roseENIGMA:rose

              Comment

              • #22
                Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                Originally posted by Rabi
                ye jo 6 din baad aa raha hay hay to half year hay na
                Rabi aap nay to kaha tha k aap ki tabiyat ab theek ho gai hay? :lol :lol
                :roseENIGMA:rose

                Comment

                • #23
                  Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                  meray eik chachoo hain jo her saal new year pabandi say manatay hain... eik din meinay poocha aap kyun western celebration ko itni importance detay ho.... tu vo kahtay hain me new year thori manata hoon ... me tu jo year complete hogaya uss ki khushi manata hooon..... tu aap log bhi new year naa celeberate kiya karo balkay jo saal guzar gaya uss per 1st january ko khushi manaya karo kay yeh saal bhi khairiyat say guzar gaya... iss tarah western aur eastern khushiyan kathi hojain gi....
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                    Originally posted by rehman

                    To yeh Saal kiya kheriyat say guzra hay? 2005 main kiya kiya tabahiya'n duniya main nahi aa'ain? to kiya yeh kaha ja sakta hay k JO SAAL KHERIYAT SAY GUZAR GAYA US KI KHUSHI MANAI JA RAHI HAY? 2005 main honay walay Aalmi Haadsaat kisi say posheeda nahi..2005 Khair.o.Aafiyat ka saal sabit nahi huwa....2006 k liye Dua go rahain..
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment

                    • #25
                      Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                      Originally posted by hayaa_n
                      To yeh Saal kiya kheriyat say guzra hay? 2005 main kiya kiya tabahiya'n duniya main nahi aa'ain? to kiya yeh kaha ja sakta hay k JO SAAL KHERIYAT SAY GUZAR GAYA US KI KHUSHI MANAI JA RAHI HAY? 2005 main honay walay Aalmi Haadsaat kisi say posheeda nahi..2005 Khair.o.Aafiyat ka saal sabit nahi huwa....2006 k liye Dua go rahain..
                      aap itna doooooooooooooooor ki aur ghari baatein naa sochein.... aap apni life ko sirf dekhain.... aap yeh dekhain k aap say kitnay logon ko dukh puhncha, aap kay attitude say kitnay log khush hoi..... duniya kay problems aur fasadat ko hum rok nahi saktay..... aalmi siyasat kiya hai ... kitne earth quake 2005 mein aai ... yeh sub ma'mlaat hamaray bas kay nahi hain..... jo hamaray bas ki baat hai ussi per gham aur khushi karein.....
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                        Hamara sal yakum Muharam-ul-Haram hay, or iss ka ihteram to Zamana Jaheliyat main bhee hota thaa. Is leyia hamian Islami tarakay say mana chahiya.

                        Comment

                        • #27
                          Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                          Originally posted by rehman
                          aap itna doooooooooooooooor ki aur ghari baatein naa sochein.... aap apni life ko sirf dekhain.... aap yeh dekhain k aap say kitnay logon ko dukh puhncha, aap kay attitude say kitnay log khush hoi..... duniya kay problems aur fasadat ko hum rok nahi saktay..... aalmi siyasat kiya hai ... kitne earth quake 2005 mein aai ... yeh sub ma'mlaat hamaray bas kay nahi hain..... jo hamaray bas ki baat hai ussi per gham aur khushi karein.....
                          Reply ka bouhat shukriya....Read above plz.main nay apni post main apna point of view new year k hawalay say likha huwa hay..yeh just aap ki baat ka jawaab tha mera point of view nahi tha..
                          Last edited by hayaa_n; 28 December 2005, 07:49.
                          :roseENIGMA:rose

                          Comment

                          • #28
                            Re: Hamein New Year Manana Chahiye?

                            Originally posted by Husnain
                            Hamara sal yakum Muharam-ul-Haram hay, or iss ka ihteram to Zamana Jaheliyat main bhee hota thaa. Is leyia hamian Islami tarakay say mana chahiya.
                            Husnain ji aap k reply ka bouhat bouhat shukriya. :)
                            :roseENIGMA:rose

                            Comment

                            Working...
                            X