Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dosti + Aitbaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dosti + Aitbaar

    Meri paali pariyo :phool: or PG ke deeyoz 372-shed

    Asalam o alaikum!!

    Dosti :mm: kia he dosti? kon hota he dost?

    Dost woh jo har khushi me har gham me sath de... jo apki zaat ka ainda ho...har ache kaam me saath ho or buray kam karne pe apko dantay 372-shed likin phir bhee sath de :dance2:
    jo bina puche apke dil ki baat samajh jaye :donno: dost woh hota he jo sirf hansi khushi me hi sath na ho balkay har gham me bhee shareeq ho :salam:
    ap ki batein sunein ... apki problems sunay ... good listener ho...

    jab puri dunya se tang ajayein to dost ke paas ja sakein woh encourage kare teddy

    kia aisa dost aj kal ke zamane me milta he? :donno: jis ki dosti beylos ho..bagher kisi mufaad ke?

    dosti me aitbaar ki kia qadar he? :mm: kia dosti me aitbaar zaruri hota he? :donno: or agar aik dafa aitbaar tut jaye to kia dubara aitbaar kiya ja sakta he dost par?

    mjhe personally sachi dosti par yaqeen nahi : shayad is ki waja ye he ke mein baht jaldi dusro par trust kar leti hu :mm:
    is ka nateeja ye nikla ke me ne best friends banane chor dye 372-shed mein akeli hi changi 372-shock

    apki kia raye he dosti ke baray me? :donno:

  • #2
    Re: Dosti + Aitbaar

    Originally posted by mano_billi View Post

    Walaikum Assalam....

    honestly speaking yeh sari properties kisi aik insaan me nahi ho sakti he...kisi dosre bunde ke pas itna time nahi hota...k wo apne sath sath app ka khayal rakhe..infact us se is baat ki twakku rakhna hi fazool ....

    meri zatti rae me aise dost mushkil se hi milte he...halat aise nahi k koi app se chahte huwe bhi mukhlis ho sake....is lie mushkil he...

    trust to hur relationship k lie zarooori hta he...per within a limit...aur agur koi imaarat gir jay to usse dobara bana na mumkin to hota he..per safai kurni parti he:lol...issi etebar agur tot jay to pehle achi tarah....harpic se safai kurni parti he

    takhlia

    Comment

    • #3

      Mere paale Shahzado :phool: or PG ki deeyoz , churelo or daeno 372-shed

      Walikum Salam chiips

      1st of all Thanks jo aap ne Hame SHAHZADO kaha teddy

      or... Girls ko churaelo , dyeoz or dains kaha

      @ Topic...

      Kya khabar tum ko dosti kya hai chiips
      Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
      Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
      Bohat anmol ek heera bhi hai
      Dosti ek haseen khwab bhi hai danceee
      Pass se dekho to sarab bhi hai
      Dukh milne pe yeh azaab bhi hai
      Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai
      Dosti yoon to maya jaal bhi hai
      Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
      Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai :acha:
      Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
      Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
      Dil main reh jai to kassak bhi hai
      Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
      Dosti saaz bhi sangeet bhi hai mazak
      Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
      Wafa kya hai wafa bhi dosti hai
      Dil se nikli Dua bhi dosti hai
      Bas itna samajh lo tum
      Pyaar ki inteha bhi dosti hai :embarasse

      Comment

      • #4
        Re: Dosti + Aitbaar

        Originally posted by kutkutariyaan View Post

        :phool::phool::phool::phool:
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Dosti + Aitbaar

          Walikum salam

          the most rare gem on this world is a true friend

          dunya ka har rishta give n take ki bunyad pe tika hua hai

          aur dosti main give zada hota hai ...itna ke kabhi kabhi apko lagney lagta hia ke ap hi giving side hain...marag wo kehtey hian na ke sab ka time aaata hai...tu returne bhi milta hia sachi dosti ka

          baqi baad main

          Comment

          • #6
            Re: Dosti + Aitbaar

            Originally posted by kutkutariyaan View Post

            Kya khabar tum ko dosti kya hai chiips
            Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
            Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
            Bohat anmol ek heera bhi hai
            Dosti ek haseen khwab bhi hai danceee
            Pass se dekho to sarab bhi hai
            Dukh milne pe yeh azaab bhi hai
            Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai
            Dosti yoon to maya jaal bhi hai
            Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
            Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai :acha:
            Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
            Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
            Dil main reh jai to kassak bhi hai
            Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
            Dosti saaz bhi sangeet bhi hai mazak
            Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
            Wafa kya hai wafa bhi dosti hai
            Dil se nikli Dua bhi dosti hai
            Bas itna samajh lo tum

            Pyaar ki inteha bhi dosti hai :embarasse
            bahut khub
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Dosti + Aitbaar

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam....

              honestly speaking yeh sari properties kisi aik insaan me nahi ho sakti he...kisi dosre bunde ke pas itna time nahi hota...k wo apne sath sath app ka khayal rakhe..infact us se is baat ki twakku rakhna hi fazool ....

              meri zatti rae me aise dost mushkil se hi milte he...halat aise nahi k koi app se chahte huwe bhi mukhlis ho sake....is lie mushkil he...

              trust to hur relationship k lie zarooori hta he...per within a limit...aur agur koi imaarat gir jay to usse dobara bana na mumkin to hota he..per safai kurni parti he:lol...issi etebar agur tot jay to pehle achi tarah....harpic se safai kurni parti he

              takhlia

              to kia aj kal ke zamane me kahi se bhee kisi corner se bhee aik sincere friend nahi mil sakta

              imarat wali baat pe 100% agree with u

              u harpic se mu dho kar ao

              Comment

              • #8
                Re: Dosti + Aitbaar

                Originally posted by kutkutariyaan View Post
                Walikum Salam chiips

                1st of all Thanks jo aap ne Hame SHAHZADO kaha teddy

                or... Girls ko churaelo , dyeoz or dains kaha

                @ Topic...

                Kya khabar tum ko dosti kya hai chiips
                Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
                Khwahishon se bhara jazeera bhi hai
                Bohat anmol ek heera bhi hai
                Dosti ek haseen khwab bhi hai danceee
                Pass se dekho to sarab bhi hai
                Dukh milne pe yeh azaab bhi hai
                Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai
                Dosti yoon to maya jaal bhi hai
                Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
                Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai :acha:
                Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
                Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
                Dil main reh jai to kassak bhi hai
                Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
                Dosti saaz bhi sangeet bhi hai mazak
                Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
                Wafa kya hai wafa bhi dosti hai
                Dil se nikli Dua bhi dosti hai
                Bas itna samajh lo tum

                Pyaar ki inteha bhi dosti hai :embarasse

                kittu me ne shehzaday nahi kaha tha ap ne apne paas se lagaya he
                or meri behnon ko churail bola ap ne

                uffff kia write kiya ap ne :behosh:

                is dosti ki definition par :cwm: ap ke lye

                Comment

                • #9
                  Re: Dosti + Aitbaar

                  Originally posted by Ibtesam View Post
                  Walikum salam

                  the most rare gem on this world is a true friend

                  dunya ka har rishta give n take ki bunyad pe tika hua hai

                  aur dosti main give zada hota hai ...itna ke kabhi kabhi apko lagney lagta hia ke ap hi giving side hain...marag wo kehtey hian na ke sab ka time aaata hai...tu returne bhi milta hia sachi dosti ka

                  baqi baad main

                  ye rare gem common gem kyu nahi he

                  likin itsy taali to dono haathon se bajti he na :clap: to giving ke relation me insan kab tak give kar sakta he :donno: usay wo response jab wapis nahi mile ga wont he change? :donno:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Dosti + Aitbaar

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    ye rare gem common gem kyu nahi he

                    likin itsy taali to dono haathon se bajti he na :clap: to giving ke relation me insan kab tak give kar sakta he :donno: usay wo response jab wapis nahi mile ga wont he change? :donno:
                    return milta hai mano
                    only when u are least expecting

                    aur ye bhi theek hia ke taali dono haathon se bajti hai magar dono haathon pe impact barabar nai hota:) kabhi aik kam tu dosrey pe zada

                    aur jahan tak baat hia responce na milney ki tu isska saaf matlab hai wo dost hi nai

                    Comment

                    • #11
                      Re: Dosti + Aitbaar

                      Originally posted by Ibtesam View Post
                      return milta hai mano
                      only when u are least expecting

                      aur ye bhi theek hia ke taali dono haathon se bajti hai magar dono haathon pe impact barabar nai hota:) kabhi aik kam tu dosrey pe zada

                      aur jahan tak baat hia responce na milney ki tu isska saaf matlab hai wo dost hi nai

                      haan ye to theek kaha u ne

                      chalo jhule lete hein chal ke

                      Comment

                      • #12
                        Re: Dosti + Aitbaar

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        Meri paali pariyo :phool: or PG ke deeyoz 372-shed

                        Asalam o alaikum!!

                        Dosti :mm: kia he dosti? kon hota he dost?

                        Dost woh jo har khushi me har gham me sath de... jo apki zaat ka ainda ho...har ache kaam me saath ho or buray kam karne pe apko dantay 372-shed likin phir bhee sath de :dance2:
                        jo bina puche apke dil ki baat samajh jaye :donno: dost woh hota he jo sirf hansi khushi me hi sath na ho balkay har gham me bhee shareeq ho :salam:
                        ap ki batein sunein ... apki problems sunay ... good listener ho...

                        jab puri dunya se tang ajayein to dost ke paas ja sakein woh encourage kare teddy

                        kia aisa dost aj kal ke zamane me milta he? :donno: jis ki dosti beylos ho..bagher kisi mufaad ke?

                        dosti me aitbaar ki kia qadar he? :mm: kia dosti me aitbaar zaruri hota he? :donno: or agar aik dafa aitbaar tut jaye to kia dubara aitbaar kiya ja sakta he dost par?

                        mjhe personally sachi dosti par yaqeen nahi : shayad is ki waja ye he ke mein baht jaldi dusro par trust kar leti hu :mm:
                        is ka nateeja ye nikla ke me ne best friends banane chor dye 372-shed mein akeli hi changi 372-shock

                        apki kia raye he dosti ke baray me? :donno:
                        walekumsalam
                        tum takaluf ko bhi ikhlas samjhte ho faraz
                        dost hota nahi har haath milane wala
                        to dear mano insan se dosti karo gi to ye sab baten to hon gi:)

                        Comment

                        • #13
                          Re: Dosti + Aitbaar

                          Originally posted by senorita View Post

                          wah ji wah
                          tusi great ho
                          :mashoom:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Dosti + Aitbaar

                            Originally posted by senorita View Post
                            walekumsalam
                            tum takaluf ko bhi ikhlas samjhte ho faraz
                            dost hota nahi har haath milane wala
                            to dear mano insan se dosti karo gi to ye sab baten to hon gi:)

                            sahi kaha rita

                            insaan hote hi bewafa hein

                            Comment

                            • #15
                              Re: Dosti + Aitbaar

                              Originally posted by zoniash View Post
                              :phool::phool::phool::phool:
                              :thanks:

                              Comment

                              Working...
                              X