Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Expectations.... zindagi...?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Expectations.... zindagi...?

    Salam friends,:rose

    umeed he aap sab thik thak honge.

    Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

    Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

    Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

    Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

    wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

    kiya aap is baat per believe kerte hain?

    :rose
    Last edited by *Samra*; 7 May 2009, 12:35.

  • #2
    Re: Expectations.... zindagi...?

    Originally posted by *Samra* View Post
    Salam friends,:rose

    umeed he aap sab thik thak honge.

    Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

    Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

    Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

    Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

    wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

    kiya aap is baat per believe kerte hain?

    :rose
    waalikumasalam... nice topic..
    expectations life ka hissa hai... per is per zindagi munahisr nahi ki jaa sakti...

    aap apne life partner, parents, relatives kisi se bhi expectations rakh sakte ho ager woh positive way mein ho tu... it means ke aap ki apni expectations ka pura hona ya na hona kisi bhi rishte ke banne ka bigarne ki buniyaad na ho...
    or yahi humari nazar mein ghalat expectations hai...
    or aakhri baat se I agree...
    :rose

    Comment

    • #3
      Re: Expectations.... zindagi...?

      Originally posted by ummid View Post
      waalikumasalam... nice topic..
      expectations life ka hissa hai... per is per zindagi munahisr nahi ki jaa sakti...

      aap apne life partner, parents, relatives kisi se bhi expectations rakh sakte ho ager woh positive way mein ho tu... it means ke aap ki apni expectations ka pura hona ya na hona kisi bhi rishte ke banne ka bigarne ki buniyaad na ho...
      or yahi humari nazar mein ghalat expectations hai...
      or aakhri baat se I agree... :rose

      :thmbup: true :rose

      Comment

      • #4
        Re: Expectations.... zindagi...?

        walaikum asalam :teddy

        mere khayaal se humein kisi se bhee ksi qisam ki koi expecatation nahi rakhni chahye... jab ap kisi cheez se expect karna shuru kar dete ho ..to ap expect karte ho wo kaam apki marzi ke mutabiq hoga ...or agar aisa nahi hota to insaan ko baht dukh pohnchta he....

        isi lye kehte hein sirf dena seekho ye expect mat karo jo de rahe ho uska return aik din mile ga wapis...

        expect karna hi he to humein apni saari expectations Allah se lagani chahyein ... jo hum karein hum expect karein ke iska return humein Allah se mile ga... or milta he kisi na kisi surat me teddy

        Comment

        • #5
          Re: Expectations.... zindagi...?

          Originally posted by *Samra* View Post
          Salam friends,:rose

          umeed he aap sab thik thak honge.

          Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

          Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

          Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

          Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

          wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

          kiya aap is baat per believe kerte hain?

          :rose
          Walaikum Assalam...

          Hazrat Ali ki quote perhi thi..."log dhoka nahi dete logo se wabusta ummidein dhoka detein he"

          aur yeh bhi perha tha..."give more expect less"

          aur yehbhi perha tha" give best to the world and the best will come back to u"

          Comment

          • #6

            Walikum salam
            expectations life ka hissa hai....aur at time jab hamari expactations puri nai hotin tu dukh hota hai..aur kuch expect na kia ho aur apki pasand ka kaam hojaey tu bey-intha khushi hoti hai.....tu sab se behtar ye hai ke apni zaat se expectation lagai jain iss ko apney lein target set karna bhi keh saktey hain ...... aur baqi logon se koi expactation na lagai jaey iss se ummidon ke tootney ka khadsha sab se kam hota hai

            Comment

            • #7
              Re: Expectations.... zindagi...?

              waalikum asslam
              hmmm sahee keh rahay hain sab :rose
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: Expectations.... zindagi...?

                expectations to peda ho hi jati hain .....
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Expectations.... zindagi...?

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  walaikum asalam :teddy

                  mere khayaal se humein kisi se bhee ksi qisam ki koi expecatation nahi rakhni chahye... jab ap kisi cheez se expect karna shuru kar dete ho ..to ap expect karte ho wo kaam apki marzi ke mutabiq hoga ...or agar aisa nahi hota to insaan ko baht dukh pohnchta he....

                  isi lye kehte hein sirf dena seekho ye expect mat karo jo de rahe ho uska return aik din mile ga wapis...

                  expect karna hi he to humein apni saari expectations Allah se lagani chahyein ... jo hum karein hum expect karein ke iska return humein Allah se mile ga... or milta he kisi na kisi surat me teddy
                  hmm sahi kaha tumne.... allah tallah ajar deta he...

                  Originally posted by MSA View Post
                  Walaikum Assalam...

                  Hazrat Ali ki quote perhi thi..."log dhoka nahi dete logo se wabusta ummidein dhoka detein he"

                  aur yeh bhi perha tha..."give more expect less"

                  aur yehbhi perha tha" give best to the world and the best will come back to u"
                  hmmm yeh bhi sahi he...

                  Originally posted by Ibtesam View Post
                  Walikum salam
                  expectations life ka hissa hai....aur at time jab hamari expactations puri nai hotin tu dukh hota hai..aur kuch expect na kia ho aur apki pasand ka kaam hojaey tu bey-intha khushi hoti hai.....tu sab se behtar ye hai ke apni zaat se expectation lagai jain iss ko apney lein target set karna bhi keh saktey hain ...... aur baqi logon se koi expactation na lagai jaey iss se ummidon ke tootney ka khadsha sab se kam hota hai

                  sahi kaha tumne Ibtesam :thmbup: :rose

                  Lekin yeh bhi kaha jata he naa ke hum doosrou se ghalat Tawuqaat kerke zindagi mai aadhe gham paal lete hain...
                  humari apni hi sehat aur zindagi Mutaasir hojaati he...
                  is tarah se...
                  Last edited by *Samra*; 7 May 2009, 19:55.

                  Comment

                  • #10
                    Re: Expectations.... zindagi...?

                    Originally posted by *Samra* View Post
                    Salam friends,:rose

                    umeed he aap sab thik thak honge.

                    Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

                    Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

                    Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

                    Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

                    wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

                    kiya aap is baat per believe kerte hain?

                    :rose
                    وعلیکم سلام

                    میں بس اِتنا ہی کہوں گا کہ۔۔۔۔

                    وہ اُمید ہی ہوتی ہے جو نااُمید کرتی ہے۔۔۔
                    وہ توقعات ہی ہوتی ہیں جو مایوس کرتی ہیں۔۔۔

                    Last edited by kutkutariyaan; 7 May 2009, 23:34.

                    Comment

                    • #11
                      Re: Expectations.... zindagi...?

                      Originally posted by kutkutariyaan View Post
                      وعلیکم سلام

                      میں بس اِتنا ہی کہوں گا کہ۔۔۔۔

                      وہ اُمید ہی ہوتی ہے کو نااُمید کرتی ہے۔۔۔
                      وہ توقعات ہی ہوتی ہیں کو مایوس کرتی ہیں۔۔۔

                      is shair kay alfaaz kuch gurbur lag rehay hian :D
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Expectations.... zindagi...?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        is shair kay alfaaz kuch gurbur lag rehay hian :D
                        Ab Theek hain ? :embarasse

                        Comment

                        • #13
                          Re: Expectations.... zindagi...?

                          main kabhi b logo sy koi b umeed nhe rakhit kiyon k insano sy umeedain rekhna bewaqoofi hain muje humsha apne ALLAH KI ZAAT PER BHAROSA RAHA HAIN meri her expectation usi pak zaat sy he hoti hain jis nay muje paida kia jo humri shahrag sy b zayda qareeb ter hain insan kisi ko kuch nhe dayta per JEB HUM APNE PAK PERWERDIGAAR SY KUCH MANGTY HAIN TO WO MAYOOS NHE KERTA KABI B main jo b kam keron muje jo b chaye hota hain main ALLAH TALA SY KEHTI HON aur IHSAAN HAIN US KA US NY MUJE KABI MAYOSS NHE KIA
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Expectations.... zindagi...?

                            Originally posted by *Samra* View Post
                            Salam friends,:rose

                            umeed he aap sab thik thak honge.

                            Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

                            Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

                            Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

                            Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

                            wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

                            kiya aap is baat per believe kerte hain?

                            :rose

                            Samra Bibi, wo rishta he kia jis se banda kuch expect he na ker sakay. Us rishtay se to murgi ka anda he acha 372-haha
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Expectations.... zindagi...?

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              Salam friends,:rose

                              umeed he aap sab thik thak honge.

                              Aj aap se is topic per thori si discuss kerna he... teddy

                              Kiya Expections humari zindagi ka hissa hain ?

                              Kiya apne life partner, friends , rishte daarou se, expectations rakhni chahiy?

                              Ghalat expectations apki nazar me kiya he?

                              wo kehte hain na ke... "Blessed is the man who expects nothing.... for he shall never be disappointed"....

                              kiya aap is baat per believe kerte hain?

                              :rose
                              w/salam

                              munasib had tak expectations rakhni chaen lekin bohat zeada expectations jab puri na ho paen to insan ko dukhi bhi karti hen to kam kam hi theek hen....banda sukhi rehta he

                              Comment

                              Working...
                              X