Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Moroosi Aadaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Moroosi Aadaat

    asslamoalikum dear members :ANYWORD8

    hope u wl b fine shine :dana:

    hum apnay barron se bohat si aadaat inherit krtay hain ..achi b buri b....
    tou sawaal yeh hai k moroosi aadaat kya fitrat ka hissa ban jati hain...?

    ya (in ur case)aap in se chutkara paa lete ho... (agar yeh aadaat na pasandeeda hon tou..)

    aur kon si esi aadaat hain jo aap ko achi lagti hain aap ne apnay ammi abbu barray behan bhai ya chacha taya mamoon khala phupho ya grand parents se inherit ki hon?

    aur kon se esi aadaat hain jo aap ne inherit kin magar aap ko pasand nae kya aap unn ko change kr paye???
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Moroosi Aadaat

    Originally posted by saraah View Post

    Ami abu sey aik hi adat li hai ... kitni bhi khud pe mushkil halaat ho leykin agar doosroN ko aap ki help ki zaroorat ho tau hamesha un ki help kerni hai.

    -Mey iss adat sey kabhi kabhi bohot tang hoti hun magar phir wahi kaam :-)

    big bro. sey aik adat leyne ki koshish ki hai ..... acha sa organise rehna ... ye bohot sey trials n errors k baad adat bani hai .... abhi bhi kabhi kabhi errors ho jatey hein :-)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Moroosi Aadaat

      me ko ammi abbu se adat mili he

      kisi ko kabhi bura kehne se pehle kayi baar soch lena ..usne aisa kyu kiya...
      or :mm: jhoot bolna buri baat hoti he likin jo jhoot kisi ki bhalayee me bola jaye wo chal sakta he likin usme bhee 2nd party ka nuqsaan nahi hona chahye :donno:

      or soch lu zara :mm:

      Comment

      • #4
        Re: Moroosi Aadaat

        wasalam.... khush raho...:rose

        apne parents ko dekh ker ek baat sikhi ke dosron ke liye chahe kuch bhi ho apna dil burai se saaf rakho... humari mom ne family mein kaafi troubles face kiye per jub bhi zaroorat pari woh sub se pehle thi madad karne ke liye... according to my mom... her koi apne amal ka wazan uthaye hoye.. so apne dil ko bughz se paak rakho... me koshish karti ho ke aisa hi karo badgumaniyon se apne dil ko saaf rakho... or jahan na rakh sako wahan ammi ke pass chali jaati ho lecture lene... or phir bhi sub set hojata hai...:D

        hum ne apne bare bhai se namaz ki aadat seekhi... woh namaz ko jaate waqt hume awaz de ker jata ke tum bhi namaz parh lo... :embarasse.. tub me usey kehti aap jao zyadah mulana na bano.. me parh longi.. per woh bare tahmul ke saath phir bhi her namaz ke waqt kehta ke jao namaz parho... ab MashAllah khud hi aadat hogai hai jaise bhook lagi tu khana kha liye waise hi namaz ka waqt howa tu namaz ada kar li... :alhamd::rose

        or baaki jo bhi acchi aadatein me mein paai jaati hai woh sub me ki family se seekhi hai me ne... or jo wierd aadatein hai woh me ki khud ki ijad kardah hai... :lol... so morosi tor per me acchi bacchi ho.. :blush:.. or individualy ek wierd girl... :embarasse

        Comment

        • #5
          Re: Moroosi Aadaat

          ye moroosi kia hota he wase :embarasse:

          Comment

          • #6
            Re: Moroosi Aadaat

            inherited.... virasat me payi janay wali
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Moroosi Aadaat

              mujhy ghussa bay intihaa aata hy aur aik dum se aata hyn aur aik hi pal main utar bhi jata hy aur mujhy main cheez mery qibla walid sahab aleh rehma se muntqil hui hyteddy
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Moroosi Aadaat

                MERE POORAY SAWAAL KA JAWAAB KISI NE B NAE DIYA :ANYWORD17

                Originally posted by Xai View Post
                Ami abu sey aik hi adat li hai ... kitni bhi khud pe mushkil halaat ho leykin agar doosroN ko aap ki help ki zaroorat ho tau hamesha un ki help kerni hai.

                -Mey iss adat sey kabhi kabhi bohot tang hoti hun magar phir wahi kaam :-)

                big bro. sey aik adat leyne ki koshish ki hai ..... acha sa organise rehna ... ye bohot sey trials n errors k baad adat bani hai .... abhi bhi kabhi kabhi errors ho jatey hein :-)
                thats good :)

                Originally posted by mano_billi View Post
                me ko ammi abbu se adat mili he

                kisi ko kabhi bura kehne se pehle kayi baar soch lena ..usne aisa kyu kiya...
                or :mm: jhoot bolna buri baat hoti he likin jo jhoot kisi ki bhalayee me bola jaye wo chal sakta he likin usme bhee 2nd party ka nuqsaan nahi hona chahye :donno:

                or soch lu zara :mm:
                hmmm thats also good :D:

                Originally posted by ummid View Post
                wasalam.... khush raho...:rose

                apne parents ko dekh ker ek baat sikhi ke dosron ke liye chahe kuch bhi ho apna dil burai se saaf rakho... humari mom ne family mein kaafi troubles face kiye per jub bhi zaroorat pari woh sub se pehle thi madad karne ke liye... according to my mom... her koi apne amal ka wazan uthaye hoye.. so apne dil ko bughz se paak rakho... me koshish karti ho ke aisa hi karo badgumaniyon se apne dil ko saaf rakho... or jahan na rakh sako wahan ammi ke pass chali jaati ho lecture lene... or phir bhi sub set hojata hai...:D

                hum ne apne bare bhai se namaz ki aadat seekhi... woh namaz ko jaate waqt hume awaz de ker jata ke tum bhi namaz parh lo... :embarasse.. tub me usey kehti aap jao zyadah mulana na bano.. me parh longi.. per woh bare tahmul ke saath phir bhi her namaz ke waqt kehta ke jao namaz parho... ab MashAllah khud hi aadat hogai hai jaise bhook lagi tu khana kha liye waise hi namaz ka waqt howa tu namaz ada kar li... :alhamd::rose

                or baaki jo bhi acchi aadatein me mein paai jaati hai woh sub me ki family se seekhi hai me ne... or jo wierd aadatein hai woh me ki khud ki ijad kardah hai... :lol... so morosi tor per me acchi bacchi ho.. :blush:.. or individualy ek wierd girl... :embarasse
                very very good
                ending part too good
                :ANYWORD10
                Originally posted by aabi2cool View Post
                mujhy ghussa bay intihaa aata hy aur aik dum se aata hyn aur aik hi pal main utar bhi jata hy aur mujhy main cheez mery qibla walid sahab aleh rehma se muntqil hui hyteddy
                hmmm BOHAT KHOOB AABI BHAI :salam:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: Moroosi Aadaat

                  Originally posted by saraah View Post
                  asslamoalikum dear members :ANYWORD8

                  hope u wl b fine shine :dana:

                  hum apnay barron se bohat si aadaat inherit krtay hain ..achi b buri b....
                  tou sawaal yeh hai k moroosi aadaat kya fitrat ka hissa ban jati hain...?

                  ya (in ur case)aap in se chutkara paa lete ho... (agar yeh aadaat na pasandeeda hon tou..)

                  aur kon si esi aadaat hain jo aap ko achi lagti hain aap ne apnay ammi abbu barray behan bhai ya chacha taya mamoon khala phupho ya grand parents se inherit ki hon?

                  aur kon se esi aadaat hain jo aap ne inherit kin magar aap ko pasand nae kya aap unn ko change kr paye???
                  Wa Alaikum Aslam,

                  acha topic he. Moroosi aadatein (inherited traits) wo aadatein hoti hein jo waqee hamari tabiyat ya nature ka hissa ban jati he. Inhein door karna bohat mushkil hota he, lekin will power aur determination se in per overcome kia ja sakta he.

                  Mein ne apnay mom dad se bohat si aadatein inherit kein. Maslan apnay dad se mein ne kuch aadatein inherit kein, aur meri life bhi kafi hud tak mere dad ki life ki akaas he. Apnay dad se mein ne self-reliance, leadership, wisdom, cherity, a firm affiliation with my family & friends seekhi. Mere dad apnay samnay paper dekh ker us per likhnay lag jatay thay, mein bhi yahi kerta hoon. Mere dad ko kidney problem tha, mujay bhi he. Mere dad ne zero se stand lia, same in my case. Mere dad bohat boltay thay, mein bhi ub bohat bolnay laga hoon.

                  Apni mom se mein ne kuch traits inherit kiye, like mein kisi ke joothay glass mein pani nahi peeta, aur na pi sakta hoon. Kisi ka towel use nahi kerta. Kisi ka soap bhi kum he use kerta hoon. Lehaza mein ne apni ammi se wo traits liye jin mein weham ka tarka ziada tha, lolz.

                  Aur baki kuch aadatein meri apni hein. Aur mera nahi khyaal ke mein ne apni kisi aadat ko change kerne ke liye bohat kooshish ki ho.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Moroosi Aadaat

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post

                    hmmmm saheee.....
                    achaa tou aap bohat boltay hain :ANYWORD10

                    wese thanks alot for ur ''proper'' REPLY :thmbup:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Moroosi Aadaat

                      Originally posted by saraah View Post
                      hmmmm saheee.....
                      achaa tou aap bohat boltay hain :ANYWORD10

                      wese thanks alot for ur ''proper'' REPLY :thmbup:
                      its ok
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Moroosi Aadaat

                        Originally posted by saraah View Post
                        asslamoalikum dear members :ANYWORD8

                        hope u wl b fine shine :dana:

                        hum apnay barron se bohat si aadaat inherit krtay hain ..achi b buri b....
                        tou sawaal yeh hai k moroosi aadaat kya fitrat ka hissa ban jati hain...?

                        ya (in ur case)aap in se chutkara paa lete ho... (agar yeh aadaat na pasandeeda hon tou..)

                        aur kon si esi aadaat hain jo aap ko achi lagti hain aap ne apnay ammi abbu barray behan bhai ya chacha taya mamoon khala phupho ya grand parents se inherit ki hon?

                        aur kon se esi aadaat hain jo aap ne inherit kin magar aap ko pasand nae kya aap unn ko change kr paye???
                        walekumsalam
                        me apne parents me se apne father se kareeb bhi thi n inspired bhi to mere me zeada baten unhi ki taraf se aen...ammi se kitchen ko sametna seekha or khamosh rehna:D:or abou se khuddari,doosron ki help karna,safai pasand hona,apni har cheez proper jagah par rakhna,or bhi dheron baten....kabhi kabhi lagta he me apne father jesa sochti hon :D:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Moroosi Aadaat

                          Originally posted by senorita View Post
                          walekumsalam
                          me apne parents me se apne father se kareeb bhi thi n inspired bhi to mere me zeada baten unhi ki taraf se aen...ammi se kitchen ko sametna seekha or khamosh rehna:D:or abou se khuddari,doosron ki help karna,safai pasand hona,apni har cheez proper jagah par rakhna,or bhi dheron baten....kabhi kabhi lagta he me apne father jesa sochti hon :D:
                          :):):)

                          :phool:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Moroosi Aadaat

                            me ne papa se inherit kiya he sabar karna :phool:

                            ghusse me bhee apne uper control karna.. mera ghusa bhee papa ke ghusse ki tarah silent ghusa hota he :D or kuch dayr baad khud hi utar jata he phir se hansna khelna start :dance:

                            Comment

                            Working...
                            X