Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

lerkiyon ka attitude

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • lerkiyon ka attitude

    HELLO G HOW U ALL AJ ME KA MOOD IS TIME BOHAT KHARAB HO RAHA Hain is ki ek khas waja aur ek zalmana behave hain lerkiyon ka ajkal ki kuriya aysi kiyon hain wayse pehly b aysi he the sari nhe kuch kuch lakin kafi hain aysi aschy log jayse k main muje jayse loog bohat he kam kam aty hain dunya main :D
    meri life ka experience hain yeh abi tak ka k lekriyan asyi kiyon hoti hain study main
    kisi ki help nhe kerti hain jeb main school main the
    teb exams main koi mushkil hoti the kisi b lerki sy pouch lo to agay sy ans milta tha
    hi muje to kud b nhe ata hain tum ny kia likh hain naas peeti haaln k sara paper ker rahi hoti hain chorailain
    aur ajkal library main ayse cases bphat dekhny ko mil rahain jo lekriyan css ker rahi wo samjhti han k un k siwa koi dunya main dosera css ker he nhe sakta urhti urhti ati ahin aaur itne prouddddddddd k dekhti b ayse hain kisi ko jayse pata nhe kia
    aur ager help mango pouch lo kuch to wo ans
    sorry we have no info about it aur jin ko pata ho ga wo yeh khti hain k hi hi muje to kuch b nhe ata muje to kuch pata he nhe hain :fuming::fuming::fuming::fuming::fuming: jeb k sare zamanay ki inha no khaberan hondiyan nay chorailan jai na ho tay
    jeb k boys really
    salam hain un ko itne aschy hoty hain ek ek topic py help sari info pouch lo bohat aschi terhan sy detail sy bata daytain lekriyon main hased bohat paya jata ahin k kaihin muj sy zayda num he na ly jaye its really buri baat hain jeb k lerkay to humasha help kerty hain
    lerkiyon ko b kerni chaye na??????????????????????
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: lerkiyon ka attitude

    sahi kaha....larkian kisi dosri lurki ki help nahi kurti jub k lurke kurdete is se bar'uks k dosra aagae berh jay ga...mostly...

    lurkian apne notes bhi chupati he...:lol...

    school mein bhi...augr koi lurki cheating kur rahi hoti he to dosri forun shikayat laga deti he..jub k larke aisa nahi kurta :D

    Comment

    • #3
      Re: lerkiyon ka attitude

      Originally posted by zoniash View Post

      hmm pata nahi.,.. kuch aisy bhi hoti hongi larkiya .. lekin mai aisi nahi hoon :D mujhe to doosrou ko help kerne me mazah ata he ...

      kuch larkiou ka zehan bohat hi chota hota he jo sirf apne tak hi mehdood hota he.. aur shayed compex hote hain unko :lol

      Comment

      • #4
        Re: lerkiyon ka attitude

        Originally posted by MSA View Post
        sahi kaha....larkian kisi dosri lurki ki help nahi kurti jub k lurke kurdete is se bar'uks k dosra aagae berh jay ga...mostly...

        lurkian apne notes bhi chupati he...:lol...

        school mein bhi...augr koi lurki cheating kur rahi hoti he to dosri forun shikayat laga deti he..jub k larke aisa nahi kurta :D

        bilkol sahe kaha ek lerka pore group ko paper kerwa raha hota hain aur lekriyan itne meesani hoti hain poucho to bolain g humain to ata he nhe kuch itafaq nhe hota
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: lerkiyon ka attitude

          lerkiyan aysi he hoti hain ek lerki ki the sana jeb wo 1 day library ayi to kafi confuse the main ny us ki itne help ki halan k eng literauter mera subject nhe tha pher b us k sath kitne ganty laga lga k books dhonti usy her cheez main ny di yeh souch ker k ager kisi ny meri help nhe ki to kia howa main zaror keron g mger pata hain kia howa
          jeb us ko sare notes mil gaye to us ny ek lerky sy dosti ker le us ko jeb us ka sahela mil gaya ti muje chor diya muje ignore kerny lg gai jhot bol bol ker muj sy us k sath byth jati muje us wakiye k bad itna dokh howa itna rroi main itna k mery seenay main dard rehny laga kahir pher main ny b ek din jhubbbbbbbbbbbbbbbbb sonai us ko aur mera dil ka ghobar b nekal gaya
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: lerkiyon ka attitude

            aise hi hoti hai larkian nakchari
            inka na to yakeen karna chaye
            na hi etbar ....
            help b nahi karti .. aur ego attitute b bohot hota hai in mein
            aur jab kam nikal jai to bbyee tata ..
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: lerkiyon ka attitude

              yar zoni yeh nafsiati pehloo hai...aur ap larrki ko sirf blame na karo..
              me ne college n university me dekhaa hai larrkiyaan larrkon ko deti hain notes aur larrkay larrkiyon ko :ANYWORD10
              aur iss trah s ehelp kr k khushi mehsoos hoti hai unnko... :tauba
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: lerkiyon ka attitude

                me ko kisi se mangana pasnd nahi...:alhamd:... isi liye me ko aisi larkiyon ka nahi pata... :372-shock
                per woh log jo apne notes share nahi karte un notes is laaiq hote hi nahi hongeke woh share karein kisi se bhi tu foozol mein apni jaan jalane se accha hai apne notes khud banao... or khush raho...

                Comment

                • #9
                  Re: lerkiyon ka attitude

                  Originally posted by ummid View Post
                  me ko kisi se mangana pasnd nahi...:alhamd:...

                  or agar koi tum say mangay to ?:D
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: lerkiyon ka attitude

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    or agar koi tum say mangay to ?:D
                    me de deti ho....kyun ke me ki ammi kehti hai ilm bant'ne se barhta hai..or ilm bant'ne ke chakar mein me ki books kai baar bauaht aage barh jaati hai... me tak aati hi nahi palat ker... :lol so aaj me ke pass aisi book nahi jo me ke syllabus se relevent ho... na me ko yaad rahta hai ke kis ko di thi or na lene waale waapis karte hain book... or phir wahi hota hai jo aaj howa... me ko new books buy karni pari phir se... :D

                    Comment

                    • #11
                      Re: lerkiyon ka attitude

                      Originally posted by ummid View Post
                      me ko kisi se mangana pasnd nahi...:alhamd:... isi liye me ko aisi larkiyon ka nahi pata... :372-shock
                      per woh log jo apne notes share nahi karte un notes is laaiq hote hi nahi hongeke woh share karein kisi se bhi tu foozol mein apni jaan jalane se accha hai apne notes khud banao... or khush raho...

                      :lol :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: lerkiyon ka attitude

                        Originally posted by ummid View Post
                        me de deti ho....kyun ke me ki ammi kehti hai ilm bant'ne se barhta hai..or ilm bant'ne ke chakar mein me ki books kai baar bauaht aage barh jaati hai... me tak aati hi nahi palat ker... :lol so aaj me ke pass aisi book nahi jo me ke syllabus se relevent ho... na me ko yaad rahta hai ke kis ko di thi or na lene waale waapis karte hain book... or phir wahi hota hai jo aaj howa... me ko new books buy karni pari phir se... :D

                        ohhh muje yaad aaya meri b kuch books gayab hain :ANYWORD10
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: lerkiyon ka attitude

                          Originally posted by zoniash View Post
                          HELLO G HOW U ALL AJ ME KA MOOD IS TIME BOHAT KHARAB HO RAHA Hain is ki ek khas waja aur ek zalmana behave hain lerkiyon ka ajkal ki kuriya aysi kiyon hain wayse pehly b aysi he the sari nhe kuch kuch lakin kafi hain aysi aschy log jayse k main muje jayse loog bohat he kam kam aty hain dunya main :D
                          meri life ka experience hain yeh abi tak ka k lekriyan asyi kiyon hoti hain study main
                          kisi ki help nhe kerti hain jeb main school main the
                          teb exams main koi mushkil hoti the kisi b lerki sy pouch lo to agay sy ans milta tha
                          hi muje to kud b nhe ata hain tum ny kia likh hain naas peeti haaln k sara paper ker rahi hoti hain chorailain
                          aur ajkal library main ayse cases bphat dekhny ko mil rahain jo lekriyan css ker rahi wo samjhti han k un k siwa koi dunya main dosera css ker he nhe sakta urhti urhti ati ahin aaur itne prouddddddddd k dekhti b ayse hain kisi ko jayse pata nhe kia
                          aur ager help mango pouch lo kuch to wo ans
                          sorry we have no info about it aur jin ko pata ho ga wo yeh khti hain k hi hi muje to kuch b nhe ata muje to kuch pata he nhe hain :fuming::fuming::fuming::fuming::fuming: jeb k sare zamanay ki inha no khaberan hondiyan nay chorailan jai na ho tay
                          jeb k boys really
                          salam hain un ko itne aschy hoty hain ek ek topic py help sari info pouch lo bohat aschi terhan sy detail sy bata daytain lekriyon main hased bohat paya jata ahin k kaihin muj sy zayda num he na ly jaye its really buri baat hain jeb k lerkay to humasha help kerty hain
                          lerkiyon ko b kerni chaye na??????????????????????
                          Mujay aik song yaad aa gaya he "Larki kyoon na janay kyoon larkon si nahi hoti" yahan shair ne aik ghalti ki usay lihna chahiye tha "larki kyoon na janay kyoon, larkon jesi aala zarf nahi hoti" 372-haha

                          Waise mein ne apne zamana'e'studenti mein shayad he kabi kisi larki se help li ho, mein to larkiyoon se help lena he apni tooheen samajta tha 372-haha lekin mein voluterily her banay ke help kerne ke liye peesh peesh hota tha.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: lerkiyon ka attitude

                            Originally posted by zoniash View Post
                            hello g how u all aj me ka mood is time bohat kharab ho raha hain is ki ek khas waja aur ek zalmana behave hain lerkiyon ka ajkal ki kuriya aysi kiyon hain wayse pehly b aysi he the sari nhe kuch kuch lakin kafi hain aysi aschy log jayse k main muje jayse loog bohat he kam kam aty hain dunya main :d
                            میری ذاتی رائے میں اصناف کا تخالف اس قسم کہ معاملات میں ایک خاص قسم رغبت کی وجہ سے تعاون کا باعث بنتا ہے جبکہ ہم جنسوں میں بھی ایک خاص قسم (حسد) کا رویہ اس قسم کے درشت رویے کا باعث بنتا ہے باقی یہ میری ذاتی رائے ہے اس سے کسی کو بھی اختلاف کا حق حاصل ہے ۔
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: lerkiyon ka attitude

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              میری ذاتی رائے میں اصناف کا تخالف اس قسم کہ معاملات میں ایک خاص قسم رغبت کی وجہ سے تعاون کا باعث بنتا ہے جبکہ ہم جنسوں میں بھی ایک خاص قسم (حسد) کا رویہ اس قسم کے درشت رویے کا باعث بنتا ہے باقی یہ میری ذاتی رائے ہے اس سے کسی کو بھی اختلاف کا حق حاصل ہے ۔

                              nhe main nhe maanti is baat ko yeh zarori to nhe k lerkay is waja sy help kert y hain k hum lekriyan hain nhe kiyon k lerkay apes main ek dosery ki b kafi help kerty hain pher to un ko hased main aker ek odsery ki b help nhe kerni chaye

                              Working...
                              X