Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buttering...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Buttering...

    Originally posted by Xai View Post
    nahi mazaq mey bola hai :lol
    maiN to dar he gaya tha 372-scare

    agar tum nay mazaq nahe kia hota to mujhay bhi khud par shak ho jana tha
    That's Enough...!!

    Comment

    • #17
      Re: Buttering...

      Originally posted by MSA View Post
      Assalam o Alaikum....

      kia hal he logo'n....ummid he kheriat aur afiat k sath ho gein

      pochna yeh tha k....app ko buttering ka pata he...:donno:
      kia app ko kurni aati he:donno:

      school/sollege/uni me kabhi ki:donno:

      is ka faida hota he na:donno:

      is ki waja se sessional marks bhi berh jate he....mere tajurba he dekhna ka..:lol....jo log pore saal agay bethay he..etachers k aagay peechay ghomte he...un ki han me han milate he..un k sessional ajate he...ya wo teachers ki good book pe shamil hojate he...

      log itna time zaya kurte he...teachers ki buterig me ... bunda kitni tafreeh kur sakta he ussi tim eme:donno:

      teacher aik taraf...yeh to ajj kal ofices me bhi hoti he...khush'amd ... ji hazori wagera...

      kia kehte he
      mien ne bhi kurni he mujhay bhi sikhaein
      mujh se logo ki khush'amad bhi nahi hoti..na han me han milai jati he
      walaikom Assalam
      me ko nahin aati..... buttering...
      haan main nay bhi dekha hai......achay student honay kay natay teachers aap ko pehchannay lagtay hain... lakin woh student jo buttering kartay hain kafi kamyaab rehtay hain..... number aachay aa jatay hain....(hamaray teachers is mamlay mein eemandar hain lakin dosray dept. mein aisa dekha tha....) aur teachers aisay students ki jobs ka bhi intezaam kar daitay hain.....
      khushamad koi achi cheez nahin hoti...is say bachnay ki zuroorat hoti hai... kahin perha tha jo shakhs tumhari bay ja tareef karay us say hoshiyaar raho......lakin log kuch loagoon ko baywaqoof banatay hain aur kuch ban jatay hain... office mein bhi aisa hota hai........ juniors sirf chaplosi ki waja say jaldi say promotion hasil kar kay aala uhdooN tek pohanch jatay hain... aur mehnay karnay walay loag peechay reh jatay hain ....:(
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: Buttering...

        Originally posted by senorita View Post
        mujhe buttering bilkul pasand nahi he...ye Pakistan me aik nasoor he...me ne bohat logon ko dekha he buttering karte....jahan matlab pura karna ho wahan ese ese buttering karte hen k bas
        per dunya me to kamyab he na

        Originally posted by ummid View Post
        yeh wahan kaam karti hai jahan teachers ko pata ho ke woh kis bacche ka paper check kar rahe hain.... or woh kaun hai... humare yahan barcode system hota hai... or paper set bhi outsiders karte hain or check karne waale bhi outsiders hote hain.... so koi maslah nahi hota.. :D
        yeh hur jaga kam aati he...
        jo situation app ne batai wahi bhi imp question bate ja sakte he

        Comment

        • #19
          Re: Buttering...

          itna asaan nahi he

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          matlab wohe na, i am what i am, take it or leave it :lpop:

          @ topic

          maiN nahe karta yeh fazool harkataiN :fuming: aur na karwana pasand hai :na:
          niak wo he jis ko mauqa nahi mila 372-haha

          Comment

          • #20
            Re: Buttering...

            Originally posted by *Rida* View Post
            walaikom Assalam
            me ko nahin aati..... buttering...
            haan main nay bhi dekha hai......achay student honay kay natay teachers aap ko pehchannay lagtay hain... lakin woh student jo buttering kartay hain kafi kamyaab rehtay hain..... number aachay aa jatay hain....(hamaray teachers is mamlay mein eemandar hain lakin dosray dept. mein aisa dekha tha....) aur teachers aisay students ki jobs ka bhi intezaam kar daitay hain.....
            khushamad koi achi cheez nahin hoti...is say bachnay ki zuroorat hoti hai... kahin perha tha jo shakhs tumhari bay ja tareef karay us say hoshiyaar raho......lakin log kuch loagoon ko baywaqoof banatay hain aur kuch ban jatay hain... office mein bhi aisa hota hai........ juniors sirf chaplosi ki waja say jaldi say promotion hasil kar kay aala uhdooN tek pohanch jatay hain... aur mehnay karnay walay loag peechay reh jatay hain ....:(
            egg'jakt'lee :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Buttering...

              me ko buttering nahi ati :donno:

              me ne aj tak kisi teacher ko buttering nahi ki .. jin teachers ko me pasand hu to theek he teddy jin teachers ko me pasand nahi ... to ... nahi te naa sahi

              mama ko baht ki hui he 372-haha baat baat par karti hu jab koi cheez banwa ke khane ka dil kare ya koi kaam karwana ho :kr:

              phir bhee bat nahi banti

              Comment

              • #22
                Re: Buttering...

                Originally posted by mano_billi View Post

                :lol mai ne kabhi apni ami abu ko nahi ki.. balqe apni behan ko ker leti hoon jab us se koi kaam ho... :D aur wo samjh jaati he.. ke isko ab mujhse koi matlab he :lol
                Last edited by *Samra*; 7 May 2009, 12:14.

                Comment

                • #23
                  Re: Buttering...

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  me ko buttering nahi ati :donno:

                  me ne aj tak kisi teacher ko buttering nahi ki .. jin teachers ko me pasand hu to theek he teddy jin teachers ko me pasand nahi ... to ... nahi te naa sahi

                  mama ko baht ki hui he 372-haha baat baat par karti hu jab koi cheez banwa ke khane ka dil kare ya koi kaam karwana ho :kr:

                  phir bhee bat nahi banti
                  buttering kurna aani chaie kafi kam ki cheez he....

                  Comment

                  • #24
                    Re: Buttering...

                    Originally posted by MSA View Post
                    buttering kurna aani chaie kafi kam ki cheez he....

                    MSA u kitnay palay bhai ho mere

                    me ko apni adhi posts de do 372-haha
                    Last edited by mano_billi; 7 May 2009, 14:21.

                    Comment

                    • #25
                      Re: Buttering...

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      MSA u kitnay palay bhai ho mere

                      me ko apni adhi posts de do 372-haha
                      u ko apni pori posts de do ga....:embarasse

                      per pehle apni shakal dekh kar aao

                      Comment

                      • #26
                        Re: Buttering...

                        Originally posted by MSA View Post
                        u ko apni pori posts de do ga....:embarasse

                        per pehle apni shakal dekh kar aao

                        Me ki shakal itni pyaari he u ki behen jo hu 7 months choti :dance:

                        ab do apni saari posts

                        Comment

                        • #27
                          Re: Buttering...

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          Me ki shakal itni pyaari he u ki behen jo hu 7 months choti :dance:

                          ab do apni saari posts
                          yeh 7 month ka kia hisab he:donno:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Buttering...

                            Originally posted by MSA View Post
                            yeh 7 month ka kia hisab he:donno:

                            u ki bday ki date me ne dekhi u 7 months baray ho mjhse :tasali:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Buttering...

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              u ki bday ki date me ne dekhi u 7 months baray ho mjhse :tasali:
                              kyun dekhi

                              Comment

                              • #30
                                Re: Buttering...

                                Originally posted by MSA View Post
                                itna asaan nahi he

                                niak wo he jis ko mauqa nahi mila 372-haha
                                bas ye quote bohot paurana ho gaya hai
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X