Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

living As a muslim...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: living As a muslim...

    Originally posted by Xai View Post
    lekin mera tau kabhi kabhi dil chata hai k mey aik invisible muslim ban jaoun 372-shock
    Invisible ?
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #17
      Re: living As a muslim...

      Originally posted by Xai View Post
      lekin mera tau kabhi kabhi dil chata hai k mey aik invisible muslim ban jaoun 372-shock
      tum jinni banney ka soch rahi ho372-shock

      Comment

      • #18
        Re: living As a muslim...

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Tumhara counter question bohat fazool sa he, apnay aap ko update karo :tasali:

        aamir jee what i meant was ke.. "acha muslim" her koi yehi samjh raha hota he ke mai acha musalman hoon... lekin koi yeh nahi sochta ke Islam ki taleem assal me kiya he jis per amal kerna humara farz hai.

        Naam ke musalaman to dunia mai bohat hain.

        @ sab ki replies bohat achi lagi.. aur true

        Comment

        • #19
          Re: living As a muslim...

          asaan nahi he...
          likin Allah ji ne insaan ko ashraf ul makhlooqat ka darja bhee to dya hua he insaan sab kar sakta he kyu ke us ke paas right or wrong ki sense he..isi sense ko agar hum use karein or sochein apni zindagi Islami tor tareeqo se kase basar karni he to kia hum aik ache musalman nahi ban sakte? :donno:
          daur aj ka ho ya kal ka ... daur to Hazrat Muhammad (SAWS) ka bhee baht mushkil tha...New muslims ko kia kam mushkilaat ka saamna karna para tha.. kia kia nahi dekha unho ne agar hum aj ke daur se compare karein to har asaani humare paas he...
          apne religion ko freely practice karne ki freedom bhee humare paas he ..

          agar insaan aik aik nayki karna shuru kar de..or ye na soche pehle hi gunahgaar hein aik or gunaah sahi ... to boond boond se banta he darya wo aik nayki bhee uski count hogi
          :salam:

          Comment

          • #20
            Re: living As a muslim...

            Walaikum Assalam...

            Nahi asaan to qat'aan nahi he...
            lekin agur app ko "acha insaan" bunne me sakoon'e'qulb muyassar ajay to phir kuch mushkil nahi...agur app ka azum itna strong ho k app dunya ko aik taraf kur k "acha insaan" bunne ki rah per chul sakte he...to phir kuch mushkil nahi...

            agur app me itna hosla he...k app aisi bus jis me seats khali ho per songs chul rahe ho...... ko drop kur k....kisi aisi bus me charh jay jis mein khare hone ki jaga bhi na ho per us me songs na chul rahe ho...to phir to app ko koi nahi rook sakta

            Comment

            • #21
              Re: living As a muslim...

              :thmbup:
              Originally posted by mano_billi View Post
              asaan nahi he...
              likin Allah ji ne insaan ko ashraf ul makhlooqat ka darja bhee to dya hua he insaan sab kar sakta he kyu ke us ke paas right or wrong ki sense he..isi sense ko agar hum use karein or sochein apni zindagi Islami tor tareeqo se kase basar karni he to kia hum aik ache musalman nahi ban sakte? :donno:
              daur aj ka ho ya kal ka ... daur to Hazrat Muhammad (SAWS) ka bhee baht mushkil tha...New muslims ko kia kam mushkilaat ka saamna karna para tha.. kia kia nahi dekha unho ne agar hum aj ke daur se compare karein to har asaani humare paas he...
              apne religion ko freely practice karne ki freedom bhee humare paas he ..

              agar insaan aik aik nayki karna shuru kar de..or ye na soche pehle hi gunahgaar hein aik or gunaah sahi ... to boond boond se banta he darya wo aik nayki bhee uski count hogi :salam:

              Comment

              • #22
                Re: living As a muslim...

                Originally posted by Ibtesam View Post
                :thmbup:

                Comment

                • #23

                  :thmbup: mano tum ne achi baat kahi he.. :)

                  Comment

                  • #24
                    Re: living As a muslim...

                    yes ... in sawat lt seemed very much possible with out any difficulty...i keep a conclusion now a days for this question ...it depends upon your geography ....:)

                    Comment

                    • #25
                      Re: living As a muslim...

                      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                      yes ... in sawat lt seemed very much possible with out any difficulty...i keep a conclusion now a days for this question ...it depends upon your geography ....:)
                      hmmm :mm:
                      chalo awaat chlain
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: living As a muslim...

                        Originally posted by saraah View Post
                        hmmm :mm:
                        chalo awaat chlain

                        mein choti wali gun pakru gi :dance2:

                        Comment

                        Working...
                        X