Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mother ,s day

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: mother's day

    Originally posted by zoniash View Post
    salam PG SEB theakh hain na mera to kisi ny haal he nhe poucha meray hath py itne bhri gehri chot lg gai

    mera sunder nazuk hath zakhmi ho gaya kahir koi gal nhe
    aamir ki behno seb ko seb ko pata hain k amiyon ka yani mothers day any wala hain so main souch rhi the k apni apni ami jan ko kia kia gift diye jain mery koi batain k seb kia gift dain iknow maa k piyar k liya kisi dekhway ki zarort nhe hoti mger main humsha kehti hon izhar k bina koi b muhabat koi b jazba adhora hain
    :phool:
    so meri sohni kuriyon aur pg k koje mundayo deso maino seb k kia kia gifts dain hain aur main osuch rah the pg ki jo amiyan imean jo mother hain pg members un k liya b kuch special kia jaye roserose:rose kia kiyal hain ?????????????

    main apni ama ko kia gift don abi to souch rahi hon
    ab b bata dain seb:embarasse

    oohhh meli pali zono kashi ho ab teddy u ka haath kasa he ...chot kase laga li khayal rakha karein apna :phool:

    baht acha topic shuru kiya he... dunya me aisi koi cheez nahi jo maa ki maamta se compare ki ja sake... jab Allah ne khud jannat utha ke mama ke qadmon ke neche rakh di ..to is se agay or kia kaha ja sakta he.. jannat jis ke lye har musalman..har momin apni puri umr koshishein karta he ..Allah ko khush karta he har tareeqe se ..wohi jannat maa ke qadmon ke neche ... :)

    mama ko is mother's day pe soching kia du 372-scare


    Originally posted by senorita View Post
    :)
    Abba ji mujhe marte the to ami bacha leti thin.aik din me ne socha k ager ami pitai karen gi to aba ji kia karen ge?ye dekhne k leay me ne ami ka kaha na mana...unhon ne kaha bazar se dahi le ao me na laya...unho ne salan kam dia,me ne zeada par israr kia...unho ne kaha peerhi k ooper bet kar roti khao,me zameen par dari bicha k beth gaya...kapre mele kar lea....mera lehja bhi gustakhana tha...mujeh puri tawako thi k ami zarur maren gi..magar unhon ne mujhe seene se laga kar kaha.."kion Dilawar putar!!maan sadqey...beemar to nahi??...is waqt mere ansoo the k rukte hi na the....
    (a part taken from Mirza Adeeb's book"Matti ka Diya")


    Originally posted by zoniash View Post
    ek bar na mery sath aysa howa
    bohat choti the main to na germiyon k din thay main kitchen main ja ker pani peenay lagi gheray main sy to ghera ger ka toot gya main der k k ab mar pari he pari bhagi aney wah bhagi gai gher sy ami pechay bhagi mee aur unho ny muje pekar liya k pagal lerki kahan bhagi ja rahi hain main perhsna ho k bhagi hon k is ko kia howa k door laga di is ny:khi::khi::khi:

    shoni teddy

    Comment


    • #32
      Re: mother ,s day

      Originally posted by zoniash View Post
      salam PG SEB theakh hain na mera to kisi ny haal he nhe poucha meray hath py itne bhri gehri chot lg gai

      mera sunder nazuk hath zakhmi ho gaya kahir koi gal nhe
      aamir ki behno seb ko seb ko pata hain k amiyon ka yani mothers day any wala hain so main souch rhi the k apni apni ami jan ko kia kia gift diye jain mery koi batain k seb kia gift dain iknow maa k piyar k liya kisi dekhway ki zarort nhe hoti mger main humsha kehti hon izhar k bina koi b muhabat koi b jazba adhora hain
      :phool:
      so meri sohni kuriyon aur pg k koje mundayo deso maino seb k kia kia gifts dain hain aur main osuch rah the pg ki jo amiyan imean jo mother hain pg members un k liya b kuch special kia jaye roserose:rose kia kiyal hain ?????????????

      main apni ama ko kia gift don abi to souch rahi hon
      ab b bata dain seb:embarasse
      aap ke pass paisey kitnay hein?? pehlay apni budget batao phir me aap ko batata hoon kiya gift dena hey.:lpop:

      Comment


      • #33
        Re: mother ,s day

        Originally posted by saraah View Post
        waslaam
        me uss din apni amma ka koi kaha nae taloon gi :ANYWORD10

        aur kya hua hath ko
        main to hamesha apni moom ka khena manta hoon claping1
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment


        • #34
          Re: mother ,s day

          i love u maa
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: mother ,s day

            walaikum salam

            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            Working...
            X