Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

musaddaq :p

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: musaddaq :p

    Originally posted by musaddaq View Post
    pehle to usse nahi tha but ab meri wajah se kafi samnjhne lagi hai or kafi books perhti hai poerty ki ab woh bhi:khi:
    ZAHIR HAI AB MAJBOORI HAI UNKI AAP JO PALLAY PARRH GAYE UNN K 372-haha

    Originally posted by musaddaq View Post
    pure arranged,
    engagements se pehle to hum ek doosre ko jaante bhi nahi tha
    very good
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #92
      Re: musaddaq :p

      Originally posted by saraah View Post
      ZAHIR HAI AB MAJBOORI HAI UNKI AAP JO PALLAY PARRH GAYE UNN K 372-haha
      g nahi, asal main pehle uss ne kabhi perhi he nahi thi na, lakin ab chunkeh main akser perhta hoon to woh bhi meri books perhne lagi, phir pasand bhi aane lagin:fuming:

      Comment


      • #93
        Re: musaddaq :p

        Originally posted by musaddaq View Post
        g nahi, asal main pehle uss ne kabhi perhi he nahi thi na, lakin ab chunkeh main akser perhta hoon to woh bhi meri books perhne lagi, phir pasand bhi aane lagin:fuming:

        very funny



































        372-haha
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #94
          Re: musaddaq :p

          achaa wese mazaq k ilawa kiyon k aapki personal life ki baat hai....

          aap k kya views hain arrange marriage k baray me ?
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #95
            Re: musaddaq :p

            Originally posted by saraah View Post
            achaa wese mazaq k ilawa kiyon k aapki personal life ki baat hai....

            aap k kya views hain arrange marriage k baray me ?
            very good experience,
            lakin ek baat jo keh badoon se seekhi hai keh jab aap rishta ker raha hoon to siwae next family ki sharafat or values keh kuch na dekhain, baki sab kuch mil jata hai waqt keh saat saath if u r capable to,

            or Allah ka bohat shuker hai keh mera experience bohat he ziada acha raha hai,

            Comment


            • #96
              Re: musaddaq :p

              Originally posted by musaddaq View Post
              very good experience,
              lakin ek baat jo keh badoon se seekhi hai keh jab aap rishta ker raha hoon to siwae next family ki sharafat or values keh kuch na dekhain, baki sab kuch mil jata hai waqt keh saat saath if u r capable to,

              or Allah ka bohat shuker hai keh mera experience bohat he ziada acha raha hai,

              MASHALLAH :rose
              n yes u r right :thmbup:

              thats nice.... :D:
              best wishessss
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #97
                Re: musaddaq :p

                Originally posted by saraah View Post
                MASHALLAH :rose
                n yes u r right :thmbup:

                thats nice.... :D:
                best wishessss
                main kya g, shukria:salam:

                Comment

                Working...
                X