Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apnay dost ko keasy manatay hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Apnay dost ko keasy manatay hain

    Asalam o alikum,

    beshaq dost woh nemat hai jis ki koi qemat nahi, lekin kabhi kabhi aesa bhi ho jata hai keh hum iss nemat ki qadar nahi kartay, to chalein issi topic par baat ho jiay, jab aap ka pakka dost aap sa roth jiay 372-scare to aap ussay kesay manatay hain, ya manatay hi nahi hain aur intizar kartay hain keh wohi aap ko manaiay :D:

  • #2
    Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

    Walaikum Assalam

    waisi aisa buhat kam hi hota he k mujh se koi high intensity wala naraz ho...me hi hojata ho..aur me ho to mein hafta 2 hafta us se baat hi nahi kurta itna....phir khud hi bhool jata ho :lol ....dost naraz ho to pori kosshish kurta ho k wo man jae...use hasane ki koshihs kurta ho...ya jis bat se naraz ho wo agur mumkn ho to pori kur deta ya aaein me termmeem kur k pori kur deta ho...waisi kuch dost aise bhi hote he jin se kuch din naraz acha bhi hota he....wo kia he na qadar kho deta he roz roz ka ana jana

    Comment

    • #3
      Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

      Originally posted by MSA View Post

      oye larkay koshish kia karo keh dost ko mana lia karo , kion keh dost bohat bari nemat hai

      Comment

      • #4
        Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

        Originally posted by itdevil View Post
        oye larkay koshish kia karo keh dost ko mana lia karo , kion keh dost bohat bari nemat hai
        acha:embarasse

        Comment

        • #5
          Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

          walikum salam

          ghalti apni ho to foren say manati hun na many to phir phooch lati hun bahe kesy mano gi bata do na wesay mana lu gi :D

          or ager ghalti meri na ho or rothay hovay zada dair ho jaye to bhi may khud hi mannay ka kaam ker laiti hun kia farak perta hay bhala :)

          Comment

          • #6
            Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

            Walikumsalam...

            agar meri mistake ho to mei kese bhi karke mana leti hun...
            sorry kar kar ke...ya jo bhi..buss maaan jaye kisi tarahn se...

            Comment

            • #7
              Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

              ager meri ghalti hoti he... to foran manaane ki koshish kerti hoon..

              phone kerti hoon... email se sorry card behjti hoon... koi sorry ka song behj deti hoon :D ya pihr saamne ho to uska picha nahi chorti...

              Comment

              • #8
                Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                meri ghalti ho to sorry kar k:D:

                Comment

                • #9
                  Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                  Originally posted by *Samra* View Post
                  ager meri ghalti hoti he... to foran manaane ki koshish kerti hoon..

                  phone kerti hoon... email se sorry card behjti hoon... koi sorry ka song behj deti hoon :D ya pihr saamne ho to uska picha nahi chorti...

                  tumhara mananay ka tareeka mujay ziada pasand aaya :tasali:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                    2guns2guns
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                      apni taraf say baat clear kar diti houn ..agay banday ki marzi many na manay :donno:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                        muje roothay hue ko mananay ka bohat shoq hai :D
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                          Originally posted by saraah View Post
                          muje roothay hue ko mananay ka bohat shoq hai :D
                          jhooti

                          Comment

                          • #14
                            Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            jhooti

                            baoo me jhoot nae boldi
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Apnay dost ko keasy manatay hain

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              ager meri ghalti hoti he... to foran manaane ki koshish kerti hoon..

                              phone kerti hoon... email se sorry card behjti hoon... koi sorry ka song behj deti hoon :D ya pihr saamne ho to uska picha nahi chorti...
                              acha tareqa hai

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              tumhara mananay ka tareeka mujay ziada pasand aaya :tasali:
                              bhai aap kesay manatay hain??

                              Originally posted by D@y [EMAIL="W@lk3r View Post
                              2guns2guns"]W@lk3r;1063281]2guns2guns[/email]
                              oh bhai dost ko manana hai, jaan say nahi marna

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              apni taraf say baat clear kar diti houn ..agay banday ki marzi many na manay :donno:
                              +ve approach, iss tarah say kafi confussion clear ho sakti hai

                              Originally posted by saraah View Post
                              muje roothay hue ko mananay ka bohat shoq hai :D
                              shoq to achi baat hai larki lekin manati kesay hain aap??
                              Last edited by pakgates; 4 May 2009, 07:34.

                              Comment

                              Working...
                              X