Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jab aap udaas hotay hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jab aap udaas hotay hain

    Asalam o alikum dsoton,

    Aaj aap sab say aik aesay mozuh par baat ho jiay jo har kisi ki zindagi mein aksaraata rehta hai, jee bilkul zindagi issi ka naam nahi kabhi khushi kabhi ghum, to aaj ka topic bhi yehi hai, jab bhi aap bohat udaas hotay hain to kia kartay hain, apnay aap ko normal kesa kartay hain, aap sab apnay apnay tareqay say aagah karain shayad kisi ka bhala oh jiay

  • #2
    Re: Jab aap udaas hotay hain

    bohat se tareeke hen..depends k situation kitni sangeen he....
    darood sgareef parhti hon...Allah se madad mangti hon....koi achi si book parhti hon....bzy hone k leay koi apna fav kaam karti hon....net on kr k pegham par ajati hon or yahan gupshup....kafi kuch karti hon bas jab m udas hon to kisi se milna pasand nahi karti....puri koshish karti hon k insanon se door rahun:D:

    Comment

    • #3
      Re: Jab aap udaas hotay hain

      Originally posted by senorita View Post

      ......pg pe insaan nahi pae jate372-haha

      Comment

      • #4
        Re: Jab aap udaas hotay hain

        Walaikum Assalam;

        mein choti choti se bato pe udas hota ho:lol...acha khas mood hota he per aik dum.....kisi dost ki bat se...kisi baat ka jawab na milna...buhat nikki nikki bato pe...to phir mood bhi khud hi sahi kurna parta he...koi alternate kam kurne lag jata ho...chup ki chadar orh leta ho......aur sub se best he k so jata ho utha ho to mood khud ba khud hi theakh ho chuka hota he...ya tv dekh leta....ya kuch na ho to PG pe sirf post perhta rehta ho....aur purani post dekhta ho ...ya kisi aise bunde se mil leta ho jis se has k milna parta he....phir fake hste haste mood set ho jata he...

        Comment

        • #5
          Re: Jab aap udaas hotay hain

          Originally posted by MSA View Post
          ......pg pe insaan nahi pae jate372-haha
          insan to zaher he sabhi hen lekin yahan sab us dunya se mukhtalif hote hen jese aam tor par dunya me log paey jate hen:embarasse

          Comment

          • #6
            Re: Jab aap udaas hotay hain

            Originally posted by senorita View Post
            insan to zaher he sabhi hen lekin yahan sab us dunya se mukhtalif hote hen jese aam tor par dunya me log paey jate hen:embarasse
            theakh he

            Comment

            • #7
              Re: Jab aap udaas hotay hain

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam;

              mein choti choti se bato pe udas hota ho:lol...acha khas mood hota he per aik dum.....kisi dost ki bat se...kisi baat ka jawab na milna...buhat nikki nikki bato pe...to phir mood bhi khud hi sahi kurna parta he...koi alternate kam kurne lag jata ho...chup ki chadar orh leta ho......aur sub se best he k so jata ho utha ho to mood khud ba khud hi theakh ho chuka hota he...ya tv dekh leta....ya kuch na ho to PG pe sirf post perhta rehta ho....aur purani post dekhta ho ...ya kisi aise bunde se mil leta ho jis se has k milna parta he....phir fake hste haste mood set ho jata he...
              :)

              Comment

              • #8
                Re: Jab aap udaas hotay hain

                Originally posted by senorita View Post
                :)
                :donno:

                Comment

                • #9
                  Re: Jab aap udaas hotay hain

                  Originally posted by MSA View Post
                  :donno:
                  ab is baat par pareshan hone ki zarurat nahi he

                  Comment

                  • #10
                    Re: Jab aap udaas hotay hain

                    Originally posted by senorita View Post
                    ab is baat par pareshan hone ki zarurat nahi he
                    theakh :D wiasi

                    dewano ki si baat na kure to aur kure yeh dewana kia

                    Comment

                    • #11
                      Re: Jab aap udaas hotay hain

                      Originally posted by senorita View Post
                      bohat se tareeke hen..depends k situation kitni sangeen he....
                      darood sgareef parhti hon...Allah se madad mangti hon....koi achi si book parhti hon....bzy hone k leay koi apna fav kaam karti hon....net on kr k pegham par ajati hon or yahan gupshup....kafi kuch karti hon bas jab m udas hon to kisi se milna pasand nahi karti....puri koshish karti hon k insanon se door rahun:D:
                      insaanon say door , mera khiyal hai keh kisi achay dost say baat karni zarori hai, kafi acha feel hota hai, try kar keh dekhyay ga

                      Comment

                      • #12
                        Re: Jab aap udaas hotay hain

                        Originally posted by MSA View Post
                        Walaikum Assalam;

                        mein choti choti se bato pe udas hota ho:lol...acha khas mood hota he per aik dum.....kisi dost ki bat se...kisi baat ka jawab na milna...buhat nikki nikki bato pe...to phir mood bhi khud hi sahi kurna parta he...koi alternate kam kurne lag jata ho...chup ki chadar orh leta ho......aur sub se best he k so jata ho utha ho to mood khud ba khud hi theakh ho chuka hota he...ya tv dekh leta....ya kuch na ho to PG pe sirf post perhta rehta ho....aur purani post dekhta ho ...ya kisi aise bunde se mil leta ho jis se has k milna parta he....phir fake hste haste mood set ho jata he...
                        tum bhi try kar keh dekhna, jab bhi udaas ho kisi achay dost say baat karna inshALLAH you will feel better

                        Comment

                        • #13
                          Re: Jab aap udaas hotay hain

                          Originally posted by itdevil View Post

                          han aik kaam ho ga aisa kurne se...wo dost apne maslae le k beth jay ga mein apna masla khudhi bhool jao ga:kr:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Jab aap udaas hotay hain

                            Originally posted by MSA View Post
                            han aik kaam ho ga aisa kurne se...wo dost apne maslae le k beth jay ga mein apna masla khudhi bhool jao ga:kr:
                            372-haha yeh bhi acha hai naa

                            Comment

                            • #15
                              Re: Jab aap udaas hotay hain

                              Originally posted by itdevil View Post
                              372-haha yeh bhi acha hai naa

                              Comment

                              Working...
                              X