Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

New Year Resolutions

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: New Year Resolutions

    Originally posted by Aanchal
    mery leye yeh saal kafi lucky raha :D: .....kafi masroof bhi guzra .........han kuch aisay waqeeyat bhi hoo jatay hain jo napasendeeda hotay hain ......lekan overall acha raha :thmbup:
    good MashAllah,
    always count the blessings--phir hamein apney gham bohot chotey nazar aatey hein :-)
    Originally posted by Aanchal
    main nay dheer sari shadiyan attend ki :eye: main pak main the pehchay saal new year ko us waqat bhi aik shadi main the :lol ..shuruwaat jo aisay hovi to pooray saal yeh silsila chalta raha :lol
    :lol
    is baar kya irraadey hein :P
    Originally posted by Aanchal
    is saal kafi logoo say milnay ka mouka milla....apnay khandaan main bhi or kuch friends bhi ....
    aik institute bhi join kia tha painting key leye ..woh bhi acha raha .kuch naye friends bhi banaye ...
    kafi gajhian ghoomi ...
    cool :thmbup:
    Originally posted by Aanchal
    or sab say bari baat pegham mila :D:
    :rose :-)
    Originally posted by Aanchal
    jo cheezian achi nahi hovi hain ya nahi kar paai houn to woh inshallha agaly saal karnay ki kushish karoun gee :rose ..or sab key leye dua kay Allha sab ki hajatain poori karain or sub kush rehaian:rose or dosroun ko bhi reakhian :thmbup:
    Ameen
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: New Year Resolutions

      End of 2006

      Kitney kamyaab rahey aap log :)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: New Year Resolutions

        Neither i look behind nor i make plan on yearly basis...jo guzar gaya Allah ka shuker he...Allah se duaa he aainda bhi acha he karay sub ke liye
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: New Year Resolutions

          hein ...........

          yeh batin hum ne kabhi thiiiii ....... mujhe yeh post to yaad hai magar resolution kya tha me ko yaad hi nahi :embarasse :lol


          wese jesa socha tha ous ke bar'aks buhut sari tentions, buhut sarey masayel lai ker aaya tha yeh saal .......... magar pichley saal bhi kuch is se mukhtalif nahi they is liyeh zada mehsoos nahi huwa .........
          End of 2006 ........... kuch kaam achey huwey kuch buhut burey .......... magar khuda ka shuker hai jesa bhi waqt guzra ......... :dua
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: New Year Resolutions

            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
            End of 2006 ........... kuch kaam achey huwey kuch buhut burey .......... magar khuda ka shuker hai jesa bhi waqt guzra ......... :dua
            same here :blush:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: New Year Resolutions

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              same here :blush:

              this is life probably .... hota woh hai jo hum na chahtey hain na sochtey hain .............. kamyab insan wahi hota hai jo her tarah ke halat se samjhota kerna seekhey
              Last edited by 'SamRazi'; 12 December 2006, 07:27.
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: New Year Resolutions

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Neither i look behind nor i make plan on yearly basis...jo guzar gaya Allah ka shuker he...Allah se duaa he aainda bhi acha he karay sub ke liye
                Ameen :thmbup:

                btw sirf ye to plan hona chahiye key aagey aik saal mey kya ho raha hai??
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #38
                  Re: New Year Resolutions

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  hein ...........

                  yeh batin hum ne kabhi thiiiii ....... mujhe yeh post to yaad hai magar resolution kya tha me ko yaad hi nahi :embarasse :lol
                  Agar zindagi rahi to inshAllah mey agley saal key end per bhi aap ko yaad dilaon gi .... :P



                  wese jesa socha tha ous ke bar'aks buhut sari tentions, buhut sarey masayel lai ker aaya tha yeh saal .......... magar pichley saal bhi kuch is se mukhtalif nahi they is liyeh zada mehsoos nahi huwa .........
                  End of 2006 ........... kuch kaam achey huwey kuch buhut burey .......... magar khuda ka shuker hai jesa bhi waqt guzra ......... :dua
                  aeysa hota hai ....meyra khayal hai key ye aik achi cheez hai saal key akhir mey apney aap ko thora time deyna ...pichley poorey time per aik nazar daalna....apni diary ko deykhna...is sey hum kafi kuch seekhtey hein...

                  Allah sey dua hai key aaney wala saal aap key liye aur sab key liye bohot acha rahey Ameen:rose
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #39
                    Re: New Year Resolutions

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    this is life probably .... hota woh hai jo hum na chahtey hain na sochtey hain .............. kamyab insan wahi hota hai jo her tarah ke halat se samjhota kerna seekhey
                    isi liye kehtey hein na key hope for the best but prepare for the worst....
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #40
                      Re: New Year Resolutions

                      Meyra 2006 kafi different tha...

                      jab aap 20 cross kertey ho tab aap ko pata chalta hai ahista ahista key zindagi hai kya...

                      Is saal ka pehla half to Alhumdulillah bohot acha tha....leykin 2nd half bohot mushkil.....shayad zindagi ka mushkil tareen daur tha/hai...

                      meyri ye dua hai key ye saari mushkilaat issi saal key sath hi bas kaheen khatam ho jayein ....mey inhein agley saal mey nahi deykhna chahti :lol

                      inshAllah...
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #41
                        Re: New Year Resolutions

                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #42
                          Re: New Year Resolutions

                          Originally posted by Xenya View Post
                          Meyra 2006 kafi different tha...

                          jab aap 20 cross kertey ho tab aap ko pata chalta hai ahista ahista key zindagi hai kya...

                          Is saal ka pehla half to Alhumdulillah bohot acha tha....leykin 2nd half bohot mushkil.....shayad zindagi ka mushkil tareen daur tha/hai...

                          meyri ye dua hai key ye saari mushkilaat issi saal key sath hi bas kaheen khatam ho jayein ....mey inhein agley saal mey nahi deykhna chahti :lol

                          inshAllah...

                          :insha: :)
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: New Year Resolutions

                            Originally posted by Xenya View Post

                            aeysa hota hai ....meyra khayal hai key ye aik achi cheez hai saal key akhir mey apney aap ko thora time deyna ...pichley poorey time per aik nazar daalna....apni diary ko deykhna...is sey hum kafi kuch seekhtey hein...

                            U R right ......... mera khayal hai is saal mei ne problems ki jis tarah treat kiya hai shayed hi pichley kuch salon mei aisa kiya ho, i myself am surpirised on wht decissions i have been taking all of a sudden ........ have developed a mature way of thinking which i always lacked as per my mum :p
                            even my mum says so :D
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: New Year Resolutions

                              2006
                              kafi acha year raha hy meray liay
                              but
                              thora sa hard bhee
                              bcoz is baar pakistan ki 4 months ki germi khai hy,aur abhi tak doctor k pass jati hoon us germi k waja say:pagal: but apni merzi say gay thay so

                              2nd i got 2 accident in 2006,1 in usa and 2nd in pakistan aur donoo he bohat daraoonay thay:hathora

                              but overall 2006 meray liay acha year raha hy
                              bcoz i gain lott of things:salam:

                              pehlay say kafi zada berdasht kar lyti hoon
                              ab thori practical ho gi hoon even in thoughts

                              2007
                              2007 k liy dheer saray planes hain.ALLAH karay wo sab poray hoo jain(AMEN):dua

                              Comment


                              • #45
                                Re: New Year Resolutions

                                umm hamain long term planning raas nahi ati wese bhi ham samjhte hain k aap plan kuch kerte ho but halata uss ko totally change ker dete hain. so resolutions tou kuch nahi bus yehi dua hoti hai k aney wala waqt acha ho aur ham halat o waqyat k sath achi tarah cope ker saken. wese bhi zindagi ki dore mein mah-o-saal tou bus mile stones hote hain shru saal ho ya akhir zindagi ka her roz aik niya rang samne aata hai :)
                                "All I have learned from Life is that I know nothing."




                                Comment

                                Working...
                                X