Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

waqt!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: waqt!!

    Originally posted by Xai View Post
    salam ..

    24 ghantey itney jaldi guzar jatay hien. poora din guzar jata hai..maheena guzar jata hai..........saal guzar jatey hein

    Merey aaj kal to do list k kaam raat tak poorey hi nahi hotey hein

    kya karun mey 372-scare

    2 weeks baad phir se ana :lpop:

    mazak apart try to manage ur time .. apni to do list me har kaam ke sath likhna start karein most important... important... not so important...
    important wale kaam sab se pehle karein
    or not so important wale kaam end pe..so in case wo puray na bhee hon to afsos na ho ke ye kaam nahi kar saki mein
    or jo kaam karti jao uske agay tick shick mark lagati jao ...
    or jo kaam pura nai kar saki unhe next day first priority do .. jaldi se farigh hojao sab kaamon se :tasali:

    Comment

    • #17

      ab aap kay kaam hotey hain ya nahi i dont know but i will put my comments on time as:

      hamara religion encourage karta hey waqt ki qadar karnay ki. it also encourages to utilize it wisely and not to waste it.
      hum pakistani do chezein asani se zaya karte hein ek health and second free time for doing good.

      in the last but not least i will say time is more than gold or any precious material thing in this glob. it is therefore there is a great importance of time management for career and personal success.
      Last edited by ballay_baaz; 2 May 2009, 10:08.

      Comment

      • #18
        Re: waqt!!

        Originally posted by senorita View Post
        is qainaat me har cheez time table se chal rahi he...sooraj time table k mutabik ata jata he...ese hi mosam hen...din raat hen....ham din me time table k mutabik 5 namazen parhte hen...eid karte hen....haj karte hen...ramzan ata he...koi bhi cheez to time table se roo gardani nahi karti...ese me mood kahan se agyakisi din sooraj ka mood na ho nikalne ka to sochen kia ho?ap to 48 hrs sote rahen:hehe:
        yeah i know everything revolves in universe. but we are human beings we cant flow or revolve like objects in this world. you are free and you can change your priorities as per requirements because it is the major differrence in human's time management and revolving of objects in universe. so it is not necessary we should flow as things do in sky.

        Comment

        • #19
          Re: waqt!!

          Originally posted by mano_billi View Post
          2 weeks baad phir se ana :lpop:

          mazak apart try to manage ur time .. apni to do list me har kaam ke sath likhna start karein most important... important... not so important...
          important wale kaam sab se pehle karein
          or not so important wale kaam end pe..so in case wo puray na bhee hon to afsos na ho ke ye kaam nahi kar saki mein
          or jo kaam karti jao uske agay tick shick mark lagati jao ...
          or jo kaam pura nai kar saki unhe next day first priority do .. jaldi se farigh hojao sab kaamon se :tasali:
          mashwaray tu aap ussay aisy dey rahi ho jese us nay aeroplane bana rahi ho.
          nikma shaks nikma he rahe ga chahe ussay takht per betha do.372-haha
          jo log badaltey hein vo kisi se mashwaray nahi kartey. bus badal jate hein

          Comment

          • #20
            Re: waqt!!

            Originally posted by Xai View Post
            salam ..

            24 ghantey itney jaldi guzar jatay hien. poora din guzar jata hai..maheena guzar jata hai..........saal guzar jatey hein

            Merey aaj kal to do list k kaam raat tak poorey hi nahi hotey hein

            kya karun mey 372-scare
            Xai me to yeh kerti hoon ke her kaam ka time zehan me rakh leti hoon... aur andaza kerti hoon ke yeh kam me itna time lage ga.. aur is kaam ke saath saath parallel konsa kaam ker sakti hoon... to wo kerti hoon.

            iss tarah se kaam saare complete hojaate hain.

            Comment

            • #21
              Re: waqt!!

              Originally posted by mano_billi View Post
              2 weeks baad phir se ana :lpop:

              mazak apart try to manage ur time .. apni to do list me har kaam ke sath likhna start karein most important... important... not so important...
              important wale kaam sab se pehle karein
              or not so important wale kaam end pe..so in case wo puray na bhee hon to afsos na ho ke ye kaam nahi kar saki mein
              or jo kaam karti jao uske agay tick shick mark lagati jao ...
              or jo kaam pura nai kar saki unhe next day first priority do .. jaldi se farigh hojao sab kaamon se :tasali:

              :khi: meri cuteee DR. manoo billi teddy

              Comment

              • #22
                Re: waqt!!

                Originally posted by ballay_baaz View Post
                mashwaray tu aap ussay aisy dey rahi ho jese us nay aeroplane bana rahi ho.
                nikma shaks nikma he rahe ga chahe ussay takht per betha do.372-haha
                jo log badaltey hein vo kisi se mashwaray nahi kartey. bus badal jate hein
                372-scare nikamma kis ko bola 372-scare

                Originally posted by *Samra* View Post
                :khi: meri cuteee DR. manoo billi teddy
                meri cute cuckoo apee teddy

                Comment

                • #23
                  Re: waqt!!

                  Originally posted by senorita View Post
                  is qainaat me har cheez time table se chal rahi he...sooraj time table k mutabik ata jata he...ese hi mosam hen...din raat hen....ham din me time table k mutabik 5 namazen parhte hen...eid karte hen....haj karte hen...ramzan ata he...koi bhi cheez to time table se roo gardani nahi karti...ese me mood kahan se agyakisi din sooraj ka mood na ho nikalne ka to sochen kia ho?ap to 48 hrs sote rahen:hehe:
                  soraj ka time bhi agay pechay hota he....namaz ka bhi...eid ka bhi...ramzan bhi kabhi 30 k hote he kabhi 29 k ...start 6:30 pe aftar se ho k end 5:55 pe hojate he.....constant to nahi rehte na:donno:.....

                  issi tarah bunda yeh kaise set kur sakta he k us ne 4:00 PM se 6:00 PM tuk perhna he....han yeh kur sakta he k 2 gahnta perhna he...but time to set nahiho sakta...ho sakta he us time us k dost ajay:$....to kia wo dosto ko chor k perhe ga...yani koi bahir ki mudakhilaty se us pe koi fark nahi para aur wo apna aik promme jo us me fit ho gaya he ussi pe kam kur raha he....to phir to wo ROBOT hi huwa na:donno:

                  hua k nahi:embarasse

                  Comment

                  • #24
                    Re: waqt!!

                    Originally posted by MSA View Post

                    wo to sahi he lekin koshish karni chaey na k waqt par kaam karne ki adat dali jaey:mm:

                    Comment

                    • #25
                      Re: waqt!!

                      Originally posted by senorita View Post
                      wo to sahi he lekin koshish karni chaey na k waqt par kaam karne ki adat dali jaey:mm:
                      han yeh to he...:thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: waqt!!

                        Originally posted by saraah View Post

                        o charlie rehnay b dein aap :ANYWORD4
                        apnay kamo k liyer aap earth quake ka wait krtay hain chlay hain doosron k kaam krnay 372-haha
                        Mein apnay kaam to choor sakta hoon per chinese ke kaam zaroor tamaam karon ga :embarasse
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: waqt!!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Mein apnay kaam to choor sakta hoon per chinese ke kaam zaroor tamaam karon ga :embarasse

                          iss se pehlay aapka apna kaam tamaam hojaye ga :ANYWORD10
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          Working...
                          X