Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

    Originally posted by MSA View Post
    shayd uncil app sahi kehte he:D
    aur tum yaqinan saheh kahtay ho :D
    That's Enough...!!

    Comment


    • #62
      Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      rona to fitrat maiN hai laRkiyaN bus bad'nam bohot hai is muamlay maiN, aur wesay bhi aanso aurat ka sab say baRa hatiyar hotay hain 372-scare jisay woh bohot bay'dardi say istemal bhi karti haiN

      ap ka tajurba bol raha ha372-hahaap per baydardi se istemal kitni bar howa
      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      :donno:

      Comment


      • #63
        Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

        Originally posted by Fairy View Post
        ap ka tajurba bol raha ha372-hahaap per baydardi se istemal kitni bar howa
        abhi tak nahe howa aur aagay bhi Allah bachaiy



        Originally posted by Fairy View Post
        :donno:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #64
          Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum dear members

          ''jhat patt interview'' me ek male members ne ek sawaal poochaa......
          aap zra inko proper jawaab de kar inki tassalli karwadain....:mm:
          sawaal yeh hai .....
          ''Mujay yeh bata do ke chooti chooti baaton pe larkiyaan rooo kese leti hein? Un ki aankhon mein aansu kese aatay hein? ''


          but keep in mind....yeh koi funny topic nae
          Asalam-o-alkum saarah!

          mera khyaal hai..larkiyaan fitree taur per naram dil hotee hain..iss liye jaldee roona aata hai un ku..mardoon main aisa nahi..hai..

          mujhay parta chala hai..k PG ki aksar larkiyaan meree judai (absence) main bohut roee hain..mairay liye..:D:


          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment


          • #65
            Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

            Originally posted by Ibtesam View Post
            u ki list tu 10 pe hi end hogai main tu 99 point parheney ke lein tayyar hogai thi:khi:
            abhi to itne kam btayein hein :embarasse

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            :)

            tum nay is dunia maiN aakar he rona daal dia tha, ab kisi kay is dunia say janay par nahe rotay to is maiN tumhara kia qasoor?

            na rona koi fakhar ki baat nahe (mery khayal maiN) jab dil pay chouT lagti hai to aankh say aanso girtay he haiN, aur yeh behtar hai kay inhaiN bandah bahar he gira daiy kioN kay baqool khud

            yeh dil ki banjar zameeN pay bhi..
            dard ki fasal uga saktay haiN...
            apnay aanso mat pena..
            ro lena..

            mari to jhak hai par yonhe saheh 372-haha

            u ki jhak sab ke dilon pe lag gayi he 372-haha

            Comment


            • #66
              Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

              lerkiyan zada hasas hoti hain shaid isi liye
              ab ye sawal kay ansu kahan say aty hain to ye to mujhy naho maloom :-s pata nahi kahan say aty ho gay ansu :-ss

              Comment


              • #67
                Re: Larrkiyaan Kiyon Roti Hain

                waise school mein shayad 9th ya 10th ke exams ho rahay thay, to us din mein ne chemistry ke paper mein apni class ki girls ko roota hua dekha, almost sabhi roo rahi thein, mujay bohat khushi hui unhein dekh ker :lol
                :thmbup:

                Comment

                Working...
                X