Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mustaqbil...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mustaqbil...!!

    Originally posted by MSA View Post
    per u janti he mein aisa nahi kur sakta:zuban:

    phata howa dhol hi rehna ha u nay372-haha

    Comment


    • #17
      Re: Mustaqbil...!!

      Originally posted by Fairy View Post
      phata howa dhol hi rehna ha u nay372-haha

      Comment


      • #18
        Re: Mustaqbil...!!

        kuch likh bhi deytay sath jis pay discussion hoti ..
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #19
          Re: Mustaqbil...!!

          pehle govt..phir hamari zimadari...jis se ham sab kotahi barat rahe hen:mm:

          Comment


          • #20
            Re: Mustaqbil...!!

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            ?????????
            chal bachay ziyada tention mat lay tu to ab bhi yehi kaam karta hy :wk
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #21
              Re: Mustaqbil...!!

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              ?????????

              yeh dehk ker to bas ankhou mai ansoo ajaate hain...

              in masoom bacho .. ke haath kaam kerne per lage huye hain... aur kura saaf kerne mai.. :(

              kiya hoga mustaiqbil :(

              Comment


              • #22
                Re: Mustaqbil...!!

                Originally posted by Fairy View Post
                :lahoulya mustaqbil nahi ha ammu ya moujada halat ki taswer ha ....un logo ka mustaqbil humaray hath mai zaror ha:) parhay likhay log hi mustaqbil ko acha kar saktay hain. aab ap nay kahna ha government karay tu mai nhi manti kah gov kay saharay bathay log ...privately bhi bohat log apni apni jagha bohat kuch kartay hian aur bohat kuch kar saktay hain
                mustaqbil bhi to haal he say nikal kar samnay aaiy ga na :lpop: maiN nahe manta paRhay likhay loog mustaqbil ko acha bana saktay hain, aaj tak kia kia hai 372-shock, sirf paRha likha kafi nahe banday ko thori aqal bhi honi chaheay :fuming:

                Originally posted by MSA View Post
                pata nahi kia ho ga inka....:pagal:
                me ko koi solution nahi nazar araha:pagal:
                intezar kartay hain phir, halat khud'bakhud theek ho jaiN gaiy :lpop:

                Originally posted by senorita View Post
                pehle govt..phir hamari zimadari...jis se ham sab kotahi barat rahe hen:mm:
                :thmbup:

                Originally posted by aabi2cool View Post
                chal bachay ziyada tention mat lay tu to ab bhi yehi kaam karta hy :wk
                par maiN apnay mulk maiN he karta hoon 372-shock

                Originally posted by *Samra* View Post
                yeh dehk ker to bas ankhou mai ansoo ajaate hain...

                in masoom bacho .. ke haath kaam kerne per lage huye hain... aur kura saaf kerne mai.. :(

                kiya hoga mustaiqbil :(
                shayed saaf suthra pakistan :donno:
                That's Enough...!!

                Comment


                • #23
                  Re: Mustaqbil...!!

                  i am very sorry to say here k ye aap dekhtay nahi k yeh pictures kahan ki hain is pictures mein kon log hein. meray bhaiyo yeh children afghani hain jo migrate kar kay pakistan mein panah li hoe hai.... you can learn a lesson k aap apnay country se muhabbat karein. agar pakistan ko kuch hota hai tu khuda na khuwasta aap logon kay bachay bhi dosray countries mein jaa kar issi tarah garbage mein kharay hokay aapni rozi talash karein gay.... it is a great lesson n you should learn to love pak.

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mustaqbil...!!

                    Originally posted by ballay_baaz View Post
                    i am very sorry to say here k ye aap dekhtay nahi k yeh pictures kahan ki hain is pictures mein kon log hein. meray bhaiyo yeh children afghani hain jo migrate kar kay pakistan mein panah li hoe hai.... you can learn a lesson k aap apnay country se muhabbat karein. agar pakistan ko kuch hota hai tu khuda na khuwasta aap logon kay bachay bhi dosray countries mein jaa kar issi tarah garbage mein kharay hokay aapni rozi talash karein gay.... it is a great lesson n you should learn to love pak.
                    ye tasveerin shayd afghani bachon ki hoon
                    magar sadd afsous ke yehi manzar Pakistan ka har barey sheher ke kisi koney mian mojud hai
                    haal tu bahut sarey hian magar asal masla ye hai ke un solutions ko implement kon karey bahut si choti choti NGOs pakistan main iss direction main kaam kar rahi hain magar wo kafi nai hain govt. level pe kaam hona chahiye jo ke hamari awesome govt. ke saath impossible hai

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mustaqbil...!!

                      tension hoti he mujay dekh ke. Mein jub bhi aisay buchoon ko dekhta hoon, unhein bulata hoon aur paisay deta hoon. Un se kuch nahi hota, lekin mera dil thoori der ke liye halka zaroor ho jata he. Inshallah mein ziada nahi to chand aik aisay buchoon ke mustakbil ki behtari ke liye kuch na kuch kooshish zaroor karon ga. Allah madad karay meri
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mustaqbil...!!

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        chal bachay ziyada tention mat lay tu to ab bhi yehi kaam karta hy :wk
                        haan yaar teri yeh baat bhi mananay wali he
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mustaqbil...!!

                          Aeysey bachon ko ham khud bhi tau perha saktey hein? koi aeysi jaga muqarrar ker k jahan ye bachey kam sey kam haftey mey aik ghantey k liye jama ho sakein aur kuch perh hi lein ... perhai mey likhna perhna ho sakta hai ...koi skill sekhai ja sakti hai ....
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          Working...
                          X