Assalaam o alekum,
Dostoon yeh dish ek jageh pernien ko mili aur mujhe behud pasand aayi to sochaa aap dostoon se bhi share karoon
:lol :lol :lol :lol ab aap sab baataanaa naa bhuliyegaa ke yeh dish kiss kiss ko pasand aayi :D: aur kisse nahin :(
Dostoon yeh dish ek jageh pernien ko mili aur mujhe behud pasand aayi to sochaa aap dostoon se bhi share karoon
ZINDAGI KI DISH
Ghusse ki aag se chulhaa nahin jalaa to ghabraayien nahin dil ki aag se chulhaa jalaayien chulhaa zaroor jalegaa , ab chulhe per zindagi ki haandi rakh ker ghum ki kuch meqdaarien iss mien shaamil karien aur hasb e zayekaa dushman, raqaabat aur inteqaam kaa safoof daalien, thoori der baad phikr, pareshaani, maayusi,hasratein aur aahien daal ker achchi tareh bhoon lien, iss ke baad jale huve armaan aur dum toorti huee arzuyien daal ker khoob pakaayien, jab iss mien se khushi aur ghum ki khushboo aanien lage to samajh lien ke haandi pak gayi hai , iss ko khawahish ki dish mien daal ker nafrat aur mohabbat kaa baghaar dein, phir thandaa hoonien ke liye deemagh ke deep freezer mien rakh dein, thandaa hoonien baad naaqaami ki plate mien nikaal ker chamche se naush fermaayien
Note: Ager masaaleh tezz kernaa chaahien to hasad, bughz, chughal khoori, baghawat,inteqaam,mayusi ko etmaad ke mixer mien pees ker baareek chatni ker lien aur hasab zayeqaa istemaal karien
Etiyaat:
Iss dish ko banaate waqt yeh khayaal rekhein ke dish naa jale ager dish jal gayi to aapki zindagi ke bhi jal jal ker mer jaanien ke emqaanaat zeyaadeh hain Ghusse ki aag se chulhaa nahin jalaa to ghabraayien nahin dil ki aag se chulhaa jalaayien chulhaa zaroor jalegaa , ab chulhe per zindagi ki haandi rakh ker ghum ki kuch meqdaarien iss mien shaamil karien aur hasb e zayekaa dushman, raqaabat aur inteqaam kaa safoof daalien, thoori der baad phikr, pareshaani, maayusi,hasratein aur aahien daal ker achchi tareh bhoon lien, iss ke baad jale huve armaan aur dum toorti huee arzuyien daal ker khoob pakaayien, jab iss mien se khushi aur ghum ki khushboo aanien lage to samajh lien ke haandi pak gayi hai , iss ko khawahish ki dish mien daal ker nafrat aur mohabbat kaa baghaar dein, phir thandaa hoonien ke liye deemagh ke deep freezer mien rakh dein, thandaa hoonien baad naaqaami ki plate mien nikaal ker chamche se naush fermaayien

Comment