Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kaamyabi k liya wazeefa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kaamyabi k liya wazeefa

    Originally posted by saraah View Post
    ssshhhhhhhhhhhhhh....... :shh:
    mera veer amal karan wich masroof eh..khatir jama rakho tussi :dance2:


    tera veer amal kerda way unu keh ke akal v karay 372-haha

    Mein apni khatir keray bank wich jama kerwa'waan :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Kaamyabi k liya wazeefa

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      tera veer amal kerda way unu keh ke akal v karay 372-haha

      Mein apni khatir keray bank wich jama kerwa'waan :khi:
      aamir ji har cheez nu aqlaan naal nae parkhi daa :tauba

      khiar leave it...
      mere kol krwaa deo jama..
      .par pata j na meri yadasht v twaday waangoo eh :embarasse
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #33
        Re: Kaamyabi k liya wazeefa

        Originally posted by saraah View Post
        aamir ji har cheez nu aqlaan naal nae parkhi daa :tauba

        khiar leave it...
        mere kol krwaa deo jama..
        .par pata j na meri yadasht v twaday waangoo eh :embarasse
        Her baat ko akal ki kasooti per parakhna bhi akalmandi nahi hoti. Lekin on the other hand, kisi ne yeh bhi khoob kaha he ke:

        Logic takes care of itself. All we have to do is to is to look and see how it does it.
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Kaamyabi k liya wazeefa

          Molviyaa personal na ho, easy ho ja, tu mera yaar hay aur rahay ga chahay tu is jahan'fani se kooch bhi ker jaye phir bhi
          mujhy is baat ka pata hy is liye tu ziyada shokha na ho baqi main koi serious verious naheen hon bus thora teri clas laynay ko jee chaha so lay li

          Yeh baat to waqee sahi he ke tu ne 25 saal sirf deen ko perha he, jub ke mein ne 25 saalon mein, deen ki taleem bhi hasil ki he aur duniya ki bhi, halaat'e'hazra pe bhi nazar rakhi he, sports per bhi, science ko bhi samja he aur art ko bhi, business seekha bhi he aur business kia bhi. Yeh jo khichri banai he na mein ne apni puri zindagi ki, baray faiday mand he yeh bhi, kyoon ke ub mein wasook se yeh to keh sakta hoon ke "there is nothing under the sun which I don't know something about".
          mantaqi behsoon k liye raat ki tareekion jaysay ghata top andhreen se bhi suchai nikal kar lana parti hy k bohat se haqeeqateen gehraion main chupi hoti hain aur gehrai to tu janta hy k soraj ki roshni wahan tak naheen pohnchti . .. :wk
          Khair, mein yeh jaanta hoon ke Islam aik mantak ka deen he, yeh bhool bulaiyaan, andheer nagri ya jadu'nagri nahi, ke manter perha aur kaam ho gaya, warna puri dunia apni roozi rooti ghar mein wazeefay perh ke he hasil ker rahi hoti.
          jis cheez ki tu nafi kar raha hy us ki hujm bhi kartay hain kisi wazafay k motqid ka ye dawa naheen k wazeefa karo aur ghar bethy sab khuch hal ????? han ye mujhy tasleem hy k awaam jo asal maqsad se jahil hotay hain wo is kisam k moamlaat ,main afraat o tafreet ka shikar hojatay hain magar ab baat awaam ki naheen ilmi satah ki hogi
          Allah aur us ke Rasool ne jo kaha wo ber'haq he, usay na mananay wala Musalman nahi, aur is baat per mera pakka emaan he
          .

          Kuch wazaif, jese tasbeehaat ka ziker ahadees se milta he, us had tak to mein in per yakeen rakhta hoon. Lekin yeh mun'gharat loogon ke seena'baseena jo rawayaa ke tehat wazaif chalay aa rahay hein, ager tu unhein authentic samajta he to sabit ker
          IS MOZU PER AGAR TUJHY WAQE HI ILMI GUFTGU DARKAR HY TO PHIR PEHLY TU APNY AYTRAAZ WARID KAR MAIN TARTEEB SE JAWAB DAYTA CHALA JATA HON BAD MAIN HUM AYTRAAZ KAREEN GAY AUR AAP KO JAWAB DAYNA HOGA . . . AGAR TU AAP KA MAQSOOD ILMI GUFTGU HY TO . . .. W/SALAAAM
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Kaamyabi k liya wazeefa

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Her baat ko akal ki kasooti per parakhna bhi akalmandi nahi hoti. Lekin on the other hand, kisi ne yeh bhi khoob kaha he ke:

            Logic takes care of itself. All we have to do is to is to look and see how it does it.

            Akal hogi toh parkhoge na :khi:
            :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

            Comment


            • #36
              Re: Kaamyabi k liya wazeefa

              Originally posted by aabi2cool View Post
              mujhy is baat ka pata hy is liye tu ziyada shokha na ho baqi main koi serious verious naheen hon bus thora teri clas laynay ko jee chaha so lay li
              Tu meri begum he jo meri class le ga :D:

              Originally posted by aabi2cool View Post
              mantaqi behsoon k liye raat ki tareekion jaysay ghata top andhreen se bhi suchai nikal kar lana parti hy k bohat se haqeeqateen gehraion main chupi hoti hain aur gehrai to tu janta hy k soraj ki roshni wahan tak naheen pohnchti . .. :wk
              Sachai us khushbu ki tarah hoti he jo chupaye nahi chupti :khi:waise mein mantak ki baat ker raha hoon, mantak aur sachai ka choli daman ka saath he, haan albata tu jin gehraiyoon ki baat ker raha he un gehraiyoon ka ahata falsfa he ker sakta he. Wo aik alag behas he. Hamein chahiye ke hum aik satah per reh ker behas karein to behas mien ziada tawazan paida ho ga, na ke hum ziada gehraiyoon aur ounchaiyoon ki taraf jaein. Dekh Allah ka deen kisi ki samaj se bala'tar nahi he, bus insaan ki justaju honi chahiye. Yeh gehrai wehrai kuch bhi nahi, sub kuch aam feham he, hum loogon ne khud he deen mein itnay nasheeb'o'faraaz paida ker diye hein ke hamein deen (na'oozbilla) khoye huay tawazan ka lagnay lagta he.

              Originally posted by aabi2cool View Post
              jis cheez ki tu nafi kar raha hy us ki hujm bhi kartay hain kisi wazafay k motqid ka ye dawa naheen k wazeefa karo aur ghar bethy sab khuch hal ????? han ye mujhy tasleem hy k awaam jo asal maqsad se jahil hotay hain wo is kisam k moamlaat ,main afraat o tafreet ka shikar hojatay hain magar ab baat awaam ki naheen ilmi satah ki hogi
              Kisi waaifay ke motqid kis formulay ke tehat wazeefa banata he? Kia usay aasman se fax aati he ke wo itni baar falah soorah perhay to us ka yeh kaam ban jaye ga? Hamein jaadu'nagri ke is nazriye ko badalna paray ga aur aik sachay aur saaf suthray islaam ki tarveej kerni peray gi. Kub tak hum Alif laila ki nagri mein rahein ge?
              .

              Originally posted by aabi2cool View Post
              IS MOZU PER AGAR TUJHY WAQE HI ILMI GUFTGU DARKAR HY TO PHIR PEHLY TU APNY AYTRAAZ WARID KAR MAIN TARTEEB SE JAWAB DAYTA CHALA JATA HON BAD MAIN HUM AYTRAAZ KAREEN GAY AUR AAP KO JAWAB DAYNA HOGA . . . AGAR TU AAP KA MAQSOOD ILMI GUFTGU HY TO . . .. W/SALAAAM
              Isi wazeefay ko le lo jo zonaish ne pesh kia he. Is tarah ke aur bhi bohat se wazeefay is forum pe post huay hein, unhein le lo. In ki hakeekat kia he? In ka origin kia he? In wazaif ko bananay ka aur implementation ka criteria kia he, aur kis ne kis bunyaad per derive kia? Is ki 7 baar perhnay ki logic kia he ,tu kuch arguments dena chahta he to de. I will be there to have with you "ilmi guftagu"
              Last edited by Mr. Sialkoty; 23 April 2009, 20:53.
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                Originally posted by astrofreak1234 View Post
                Akal hogi toh parkhoge na :khi:
                aap aa gaein :embarasse
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  aap aa gaein :embarasse
                  Thodi akal bhi saath laayi hoon , parakh lena kasauti par :khi:
                  :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                    Originally posted by astrofreak1234 View Post
                    Thodi akal bhi saath laayi hoon , parakh lena kasauti par :khi:
                    ki keh rai ein
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Isi wazeefay ko le lo jo zonaish ne pesh kia he. Is tarah ke aur bhi bohat se wazeefay is forum pe post huay hein, unhein le lo. In ki hakeekat kia he? In ka origin kia he? In wazaif ko bananay ka aur implementation ka criteria kia he, aur kis ne kis bunyaad per derive kia? Is ki 7 baar perhnay ki logic kia he ,tu kuch arguments dena chahta he to de. I will be there to have with you "ilmi guftagu"
                      chalo kal is mozu per tafseeli baat hogai aik to ab time kafi hogaya hy aur dosray meri tabiyat bhi theek naheen aur ye waqat bhi rush ka hy :salam:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        chalo kal is mozu per tafseeli baat hogai aik to ab time kafi hogaya hy aur dosray meri tabiyat bhi theek naheen aur ye waqat bhi rush ka hy :salam:

                        Teri tabiyat ko kia hua he itnay dinoon se, batata kyoon nahi
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Kaamyabi k liya wazeefa

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Her baat ko akal ki kasooti per parakhna bhi akalmandi nahi hoti. Lekin on the other hand, kisi ne yeh bhi khoob kaha he ke:

                          Logic takes care of itself. All we have to do is to is to look and see how it does it.
                          Originally posted by astrofreak1234 View Post
                          Akal hogi toh parkhoge na :khi:


                          wese aamir ji ....me aakhya si leave it :mm:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          Working...
                          X