Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wajha Tasmiyah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Wajha Tasmiyah

    Originally posted by saraah View Post
    asslamoalikum dear members.:rose
    hope u wl b fine shine.....

    aap ne apnay jo nick rakhay hue hain uss ki wajah bayan kijiye....
    agar kabhi change b kiye hain tou wo b batayen..
    koi khas wajha....ya aam hi sahi....
    i am actually verstile ballay baaz in cricket. therefore i liked ballay baaz nick.

    Comment


    • #17
      Re: Wajha Tasmiyah

      me ko sab mano mano kehte hein meri shararton ki waja se to me ne mano billi rakh lya 372-shock

      Comment


      • #18
        Re: Wajha Tasmiyah

        mera nick mera nick name hy mujhy ghar waly sab bachpan se hi aabi kehtay hain aur 2cool ka lahiqa mery aik dost shahbaz nadir nay laga diya tha jo k mujhy bohat pasand aagya bus tabhi se yehi nick bana liya aur ab har forum per mera yehi nick hy
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Wajha Tasmiyah

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum dear members.:rose
          hope u wl b fine shine.....

          aap ne apnay jo nick rakhay hue hain uss ki wajah bayan kijiye....
          agar kabhi change b kiye hain tou wo b batayen..
          koi khas wajha....ya aam hi sahi....
          Walikum salam
          mera nick pehley Pakiza tha jo shayad merey real naam ka maltab tha issi lein rakha tha
          ab Ibtesam hoon jis ka matlab hai muskurahat
          change karney ki waja serf ye ke mujhey asa lagta hai ke pichley kuch arsey se meri zindagi se muskurahat khatam si hogai hai.....bas ussi muskurahat ko wapas laney ke lein ye nick rakha hai

          Comment


          • #20
            Re: Wajha Tasmiyah

            Originally posted by *Kashish*
            jab maine samra se change kiya...(to uski wajah yeh thi ke mai apna naam ziada open nahi kerna chahti thi :lol)

            aur Kashish rakhte huye mujhe yeh maloom nahi tha ke... Kashish kisi drama mai larki ka naam tha. yeh mujhe rakhne ke baad maloom hua


            Kashish rakhne ke waja yeh thi ke...yeh WORD... mujhe attrack kerta he ...

            ( mujhe ziada ter wo chiez achi lagti he jo kam kam logou mai nazar aye...:lol

            meri passand bhi aisi chiezain hoti hain..jo sab se alag houn.... is mai "gharoor" ka masla nahi he... lekin mera mizaaj he )

            mostly , mai apni alag choice aur passand ko doosrou ke liye attraction bana deti hoon :wk
            wese tou tum barri achi bachi ho samjhdaar ho lakin kabhi kabhi....:ANYWORD10..chalo rehnay dou .....:ANYWORD10

            khair tum ye batao ''kashish'' ME SAB SE ALAG WALI KYA BAAT HAI ?:donno:

            Originally posted by ballay_baaz View Post
            i am actually verstile ballay baaz in cricket. therefore i liked ballay baaz nick.
            AHAN....good :thmbup: bat man :ANYWORD10

            Originally posted by mano_billi View Post
            me ko sab mano mano kehte hein meri shararton ki waja se to me ne mano billi rakh lya 372-shock
            yani apka real nick name hai ...good

            Originally posted by aabi2cool View Post
            mera nick mera nick name hy mujhy ghar waly sab bachpan se hi aabi kehtay hain aur 2cool ka lahiqa mery aik dost shahbaz nadir nay laga diya tha jo k mujhy bohat pasand aagya bus tabhi se yehi nick bana liya aur ab har forum per mera yehi nick hy
            achaa ,me dhoondhoo gi ab aapko har forum pe ja k aabi bhai

            Originally posted by Ibtesam View Post
            Walikum salam
            mera nick pehley Pakiza tha jo shayad merey real naam ka maltab tha issi lein rakha tha
            ab Ibtesam hoon jis ka matlab hai muskurahat
            change karney ki waja serf ye ke mujhey asa lagta hai ke pichley kuch arsey se meri zindagi se muskurahat khatam si hogai hai.....bas ussi muskurahat ko wapas laney ke lein ye nick rakha hai
            hmmmmm...tou kya iss se farq parraa:mm:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #21
              Re: Wajha Tasmiyah

              Originally posted by saraah View Post



              hmmmmm...tou kya iss se farq parraa:mm:
              ummm itna hua hai ke apney nick ko dekh ke main aik bar phir se khush rahney ka azm karti hoon


              good na:D:

              Comment


              • #22
                Re: Wajha Tasmiyah

                Originally posted by Ibtesam View Post
                ummm itna hua hai ke apney nick ko dekh ke main aik bar phir se khush rahney ka azm karti hoon


                good na:D:
                buhat gud gud


                @ topic....
                mein kia batao

                Comment


                • #23
                  Re: Wajha Tasmiyah

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  aap ka nick aap ki personality ka akaas hona chahiye.

                  Mera nick, munda_sialkoty he. Yani kuch baatein wazeh kerta he, aik to meri gender, aur doosra meri living place. Aur teesra yeh show kerta he ke i don't belong to high class, but middle class, thoora rough & tough sa nick he.

                  Mein apna nick change nahi kerna chahon ga, because your nick is your identity, and i don't want to spoil my identity for nothing. Ager nick change kerna lazim ho to main nick apna real name "aamir" rakh loon ga.
                  :anyword: dil jeet liyah badshaao... :thmbup:
                  Last edited by D@y W@lk3r; 20 April 2009, 21:01.
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment


                  • #24
                    Re: Wajha Tasmiyah

                    me ko sab bachpaan say hi D@y W@lk3r khtay hain. so yahi use karta hoon............
                    Last edited by D@y W@lk3r; 20 April 2009, 21:07.
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment


                    • #25
                      Re: Wajha Tasmiyah

                      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                      :anyword: dil jeet liyah badshaao... :thmbup:
                      bus yaar, aik tum he to ho jis ka dil baar baar jeet leta hoon. larki to koi bhi khush nahi hoti muj se
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Wajha Tasmiyah

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        bus yaar, aik tum he to ho jis ka dil baar baar jeet leta hoon. larki to koi bhi khush nahi hoti muj se
                        chal oay....................... main ko wo na samjh.....372-scare abbi say is baray main baat kar372-shed
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #27
                          Re: Wajha Tasmiyah

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          chal oay....................... main ko wo na samjh.....372-scare abbi say is baray main baat kar372-shed
                          yaar tumhari daarhi bhi nahi he per us mein se bhi tinkay nikal rahay hein 372-haha aabi se kia baat karon, wo beechara khud perdesi he 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Wajha Tasmiyah

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            yaar tumhari daarhi bhi nahi he per us mein se bhi tinkay nikal rahay hein 372-haha aabi se kia baat karon, wo beechara khud perdesi he 372-haha
                            ajkal maam say dosti ki hoi hain. :donno:
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #29
                              Re: Wajha Tasmiyah

                              Originally posted by saraah View Post
                              asslamoalikum dear members.:rose
                              hope u wl b fine shine.....

                              aap ne apnay jo nick rakhay hue hain uss ki wajah bayan kijiye....
                              agar kabhi change b kiye hain tou wo b batayen..
                              koi khas wajha....ya aam hi sahi....
                              walaikum salam sarah

                              372-shock
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #30
                                Re: Wajha Tasmiyah

                                Originally posted by Ibtesam View Post
                                ummm itna hua hai ke apney nick ko dekh ke main aik bar phir se khush rahney ka azm karti hoon


                                good na:D:


                                ibbi khush khush raha karo khush rehne se skin glow karti he 372-shock

                                Comment

                                Working...
                                X