Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

    asslamoalikum pg boys/men

    ab aap se b ek sawaal hai k being a male aap kya sochtay hain k behtreen husband me kya khoobiyaan honi chahiyein???

    be serious..its a serious topic...dont make fun of it....
    waitnid 4 ur to the point but detailed replies
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

    Originally posted by saraah View Post

    i think it totally depends on wife's behaviour what makes ideal husband. if she is good and kind n loving. husband will be good n loving n vice versa.

    Comment

    • #3
      Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

      Originally posted by ballay_baaz View Post
      i think it totally depends on wife's behaviour what makes ideal husband. if she is good and kind n loving. husband will be good n loving n vice versa.
      disagreed :)
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4

        :khi:mashallah

        Comment

        • #5
          Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

          saraah.... mai kuch kaih sakti hooooon??? :embarasse

          Comment

          • #6
            Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

            Originally posted by *Kashish* View Post
            saraah.... mai kuch kaih sakti hooooon??? :embarasse
            nope yet :na:
            pehlay doosray thraed me reply kar k apna ekhlaqi farz poora karo.....
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

              Originally posted by ballay_baaz View Post
              i think it totally depends on wife's behaviour what makes ideal husband. if she is good and kind n loving. husband will be good n loving n vice versa.
              I agree :thmbup:

              Aur ideal husband mein kuch aur built-in khoobiyan honi chahiyein. He should be friendly as well as flexible, lekin asool ki baat per compromise bilkul bhi na karay. Apni aamdani ko samnay rakh ker buchoon ki kataar lagaye 372-haha Apni family ko lead karay, na ke us ki wife us ki family ko lead karay.

              Apnay susraaliyoon se achay taaluqaat rakhay, is se naturally us ke apni wife se taaluqaat bhi behtar hoon ge.

              Fortnightly apnay bivi buchon ko bahir outing pe ya dinner pe le ker jaye.

              In the end,

              4 se ziada shaadiyan bilkul bhi na karay :bhago:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                Originally posted by munda_sialkoty View Post

                at ur agreement

                lolzzz at qataar :ANYWORD10

                hmmm baqi batain sahee.....:thmbup:

                aur aakhiri baat bilkul sahee :ANYWORD10:ANYWORD10:ANYWORD10
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                  waiting :mm: kab saraah ijazat de to hum bhi kuch bolain :superman:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                    Originally posted by saraah View Post
                    at ur agreement

                    lolzzz at qataar :ANYWORD10

                    hmmm baqi batain sahee.....:thmbup:

                    aur aakhiri baat bilkul sahee :ANYWORD10:ANYWORD10:ANYWORD10

                    akhri baat kaha se thik he saraah??

                    4 se ziada shadiya naa kere???

                    MATLAB yeh he Mr Amir ka..... ke...4 shadiya to ker le ...lekin 4 se ziada nahi :hathora
                    Last edited by *Samra*; 20 April 2009, 11:02.

                    Comment

                    • #11
                      Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      I agree :thmbup:

                      Aur ideal husband mein kuch aur built-in khoobiyan honi chahiyein. He should be friendly as well as flexible, lekin asool ki baat per compromise bilkul bhi na karay. Apni aamdani ko samnay rakh ker buchoon ki kataar lagaye 372-haha Apni family ko lead karay, na ke us ki wife us ki family ko lead karay.

                      Apnay susraaliyoon se achay taaluqaat rakhay, is se naturally us ke apni wife se taaluqaat bhi behtar hoon ge.

                      Fortnightly apnay bivi buchon ko bahir outing pe ya dinner pe le ker jaye.

                      In the end,

                      4 se ziada shaadiyan bilkul bhi na karay :bhago:

                      1st baat theek he ... usool bhee moqa dekh ke flexible hone chahyein
                      2nd baat bhee theek
                      3rd baat - husband wife aik car ke wheels hote hein aik wheel se kabhi gari chalte hue dekhi he
                      4th and 5th baatein bilkul theek outing wali shopping bhee add kar dete 372-haha

                      6th baat 4 shadiyo wali pe :chair:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                        Originally posted by saraah View Post
                        at ur agreement

                        lolzzz at qataar :ANYWORD10

                        hmmm baqi batain sahee.....:thmbup:

                        aur aakhiri baat bilkul sahee :ANYWORD10:ANYWORD10:ANYWORD10
                        Tum hooli hooli meri saari baaton se agree hoti chali jaoo gi :dance2:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                          Originally posted by *Kashish* View Post
                          akhri baat kaha se thik he saraah??

                          4 se ziada shadiya naa kere???

                          MATLAB yeh he Mr Amir ka..... ke...4 shadiya to ker le ...lekin 4 se ziada nahi :hathora
                          Haan na, mein khawateen ke hakook ka bohat sakhti se kail hoon. Ager 4 se ziada shadiyaan aik merd ker le to wo apni biviyoon mein tawazan nahi rakh paye ga aur us ka balance biger jaye ga :dance:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Haan na, mein khawateen ke hakook ka bohat sakhti se kail hoon. Ager 4 se ziada shadiyaan aik merd ker le to wo apni biviyoon mein tawazan nahi rakh paye ga aur us ka balance biger jaye ga :dance:

                            :behosh:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Sirf Larrkon/Boys Se Ek Sawal

                              Originally posted by saraah View Post
                              disagreed :)
                              may i ask reason ?? i mean why are you disagreed????

                              Comment

                              Working...
                              X