Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Faraz ka Mazaq Banna

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Faraz ka Mazaq Banna

    Assalamo Alaikum WR WB.....:salam:

    Do you know ke zindagi ke akhri dinon main FARAZ ka itna mazaq q ban gaya....?

    Jaan lijiye......:tasali:
    Ahmad Faraz ne apni kaamiyaabi ke dinon main yeh bayaan diya tha ke
    (Naaoozubillah) " Mohammad (S.A.W.W) tou sirf aik KITAAB ke Maalik Thay magar mere tou 3 kitaabain hain"

    Reference:
    News Paper " JANG"
    Colimn 5
    Date: 17 Jan 1993

  • #2
    Re: Faraz ka Mazaq Banna

    :lahoul
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: Faraz ka Mazaq Banna

      Originally posted by *ASK* View Post
      Reference:
      News Paper " JANG"
      Colimn 5
      Date: 17 Jan 1993
      Aur yeh 17. Jan 1993 ki baat ab kyun biyaan ki jaa rahi hai???
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Faraz ka Mazaq Banna

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        :lahoul
        apka nick 20 20 match rakhna chahiye tha.....:D

        Comment


        • #5
          Re: Faraz ka Mazaq Banna

          Originally posted by Masood View Post
          Aur yeh 17. Jan 1993 ki baat ab kyun biyaan ki jaa rahi hai???
          knowledge kabhi bhoora nahi hota....:tasali:

          Comment


          • #6
            Re: Faraz ka Mazaq Banna

            Originally posted by *ASK* View Post
            knowledge kabhi bhoora nahi hota....:tasali:
            ... mujhey Jang jaisi information phailaney walon sey sakht nafrat hai jo sadiyon puraney records nikaal ker duniya mein nafraton aur mis-information ko phailaney mein aagey aagey hain. Jang is one of the worst in that case.

            Yeh qol bhi Nabi Kareem SAW ka hai keh aakhri zamaney mein ilm ziyada ho ga magar naqis hoga. Information aur mis-information mein bohat farq hota hai merey bhaii..
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Faraz ka Mazaq Banna

              Originally posted by *ASK* View Post
              Assalamo Alaikum WR WB.....:salam:
              waalikum aslam
              hadd hogayi hai....media behdd fitnay phila raha hai ....
              agr yeh baat sach b hai tou aap ko itna ilam hona chahiye k ek banda jo iss dunia se ja chuka hai agar usska koi gunah ho b tou pardah poshi karni chahiye....
              pata nae hamaray logon ko kya hogay hai....sirf keecharr uchalna aur bas....
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: Faraz ka Mazaq Banna

                Originally posted by Masood View Post
                ... mujhey Jang jaisi information phailaney walon sey sakht nafrat hai jo sadiyon puraney records nikaal ker duniya mein nafraton aur mis-information ko phailaney mein aagey aagey hain. Jang is one of the worst in that case.

                Yeh qol bhi Nabi Kareem SAW ka hai keh aakhri zamaney mein ilm ziyada ho ga magar naqis hoga. Information aur mis-information mein bohat farq hota hai merey bhaii..
                tou kiya phir aik aise shair ka koi iss tarha mazaq q urhaye gaa.....?:mm:
                aor Jang News ko itni nafrat se kyoun feel kar rahe hain?

                Comment


                • #9
                  Re: Faraz ka Mazaq Banna

                  pata nahi kahan kahan se yeh baatein nikaal lete hain... :lahoul

                  Comment


                  • #10
                    Re: Faraz ka Mazaq Banna

                    :lahoulmedia aur unki baatein .......
                    For sure is per kisi nay koi tehkeek nahin ki hogi k aaya ye baat durust hay ya nahin ..bas fitna phela diya372-shed
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Faraz ka Mazaq Banna

                      Originally posted by *ASK* View Post
                      knowledge kabhi bhoora nahi hota....:tasali:
                      Originally posted by *ASK* View Post
                      tou kiya phir aik aise shair ka koi iss tarha mazaq q urhaye gaa.....?:mm:
                      aor Jang News ko itni nafrat se kyoun feel kar rahe hain?
                      is liyey bacha keh main har parhi aur suni baat par yaqin nahin karta :) Warna har baat jo media mein aati hai, us per to duniya tabah ho jaey. Allah Tala ney aik har insaan ko aik dimagh diya hai. Kabhi apney dimagh ko bhi istimaal karna chahiyey. Agar aap kuchh seekhna chahtey hain to meri yeh baat palley baandh lijiyey: Har di hui information per aankhein band kar aetbar karna bewaqoofi hai :) - Media batein us andaz mein pesh karta hai, jis sey sansani phailey!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Faraz ka Mazaq Banna

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        :lahoulmedia aur unki baatein .......
                        For sure is per kisi nay koi tehkeek nahin ki hogi k aaya ye baat durust hay ya nahin ..bas fitna phela diya372-shed
                        sahi kaha, ham logoon ka koi hal nahi................:thmbup:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #13
                          Re: Faraz ka Mazaq Banna

                          Originally posted by *ASK* View Post
                          apka nick 20 20 match rakhna chahiye tha.....:D
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #14
                            Re: Faraz ka Mazaq Banna

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            tehkeek nahin ki hogi
                            Bibi tehqeeq karna media apna kaam nahin samajhta, unhein sirf sansani phailaney sey kaam hota hai. Aik 30 hour key interview mein sey 5 minut ki copy pesh kar key apna mafhoom nikalna media ka kaam hai :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #15
                              Re: Faraz ka Mazaq Banna

                              ab me kia kahu :lahoul:

                              Comment

                              Working...
                              X