Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aitbaar /Bayaitbaari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aitbaar /Bayaitbaari

    Originally posted by mano_billi View Post
    aitbaar wo hota he jab ap puri tarah se kisi par trust karte hein...apni expectations us insaan se jorhte hein ke chahe kuch bhee hojaye likin ye insaan apko kabhi dhoka nahi de sakta he and then....jab wo insaan apki expectations se bilkul opposite ja ke wo kaam kare to aitbaar beyaitbaari me tabdeel ho jata he...
    aitbaar ka rishta aik nazuk dhaage ki manind hota he ... aik dafa tut jaye to jurh nahi sakta ... or agar girha laga ke jorh bhee diya jaye to us dhaagay me wo flow nahi rehti ...
    u itni siyaani batain bhi ker laiti ho...Allah khair keray 372-scare...wasay ...jurh kiu nahi saktaa...//

    Comment


    • #47
      Re: Aitbaar /Bayaitbaari

      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
      awain hi ..you jaoo yaha say ..me nahi jaoon ga ...372-shed
      tu yeh you pehle hi keh dete... me chali jaati... 372-shock
      avein itni baatein karwaai... :lpop:

      Comment


      • #48
        Re: Aitbaar /Bayaitbaari

        Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
        u itni siyaani batain bhi ker laiti ho...Allah khair keray 372-scare...wasay ...jurh kiu nahi saktaa...//

        siyaani batein karne ka kabhi kabhi daura parta he 372-scare

        dhaaga kabhi jurte dekha he wapis? 372-scare jurh bhee jaye agar knot laga ke to us dhagay ke beech me wo knot rehti he ... rishte me bhee wo pehle jaisi baat nahi rehti aik knot kahi na kahi rehti zarur he :mm:

        Comment


        • #49
          Re: Aitbaar /Bayaitbaari

          Originally posted by ummid View Post
          tu yeh you pehle hi keh dete... me chali jaati... 372-shock
          avein itni baatein karwaai... :lpop:
          372-haha....tumharay pass kitni aqal ha naaa......main hayraan hi hota hoon hamesha....sambhaal kay rekha kero aor kharach na kia keroo

          Comment


          • #50
            Re: Aitbaar /Bayaitbaari

            Originally posted by mano_billi View Post
            siyaani batein karne ka kabhi kabhi daura parta he 372-scare

            dhaaga kabhi jurte dekha he wapis? 372-scare jurh bhee jaye agar knot laga ke to us dhagay ke beech me wo knot rehti he ... rishte me bhee wo pehle jaisi baat nahi rehti aik knot kahi na kahi rehti zarur he :mm:
            Allah bhi to apnay bandon ko muaaf kerta ha ..phr kiu insaan itna firon banta ha kay bayaitbaari per ...rishtay ko dhaga bana lay ..!!372-scare

            Comment


            • #51
              Re: Aitbaar /Bayaitbaari

              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
              372-haha....tumharay pass kitni aqal ha naaa......main hayraan hi hota hoon hamesha....sambhaal kay rekha kero aor kharach na kia keroo
              you ki baat per ek bhola how shair yaad aa gaya..

              "us jaan-e-taklum ko, tum mujh se tu milwaate...
              Taskheer na kar paata... heraan tu akr jaata..."

              isi liye me akser heraan (w pareshaan) karne waale kaam karti ho... :D

              Comment


              • #52
                Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                Originally posted by ummid View Post
                you ki baat per ek bhola how shair yaad aa gaya..

                "us jaan-e-taklum ko, tum mujh se tu milwaate...
                Taskheer na kar paata... heraan tu akr jaata..."

                isi liye me akser heraan (w pareshaan) karne waale kaam karti ho... :D
                me zara bhi impress nahi huaaaaa...:p......haan tum ho hi itni ajeeb o gareeb ,,,kay sirf hayraan kernay waalay kaam hi ker sakti ho:kr:

                Comment


                • #53
                  Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                  Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                  me zara bhi impress nahi huaaaaa...:p......haan tum ho hi itni ajeeb o gareeb ,,,kay sirf hayraan kernay waalay kaam hi ker sakti ho:kr:
                  me ne you ko impress karna bhi nahi tha... you me ke type ki cheez hi nahi ho... :lol

                  Comment


                  • #54
                    Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                    Originally posted by ummid View Post
                    me ne you ko impress karna bhi nahi tha... you me ke type ki cheez hi nahi ho... :lol
                    haan haan ..you to TYPE-R ...ya KENWOOD Type ki ho naaa:kr::kr:.......wasay ander ka haal Allah behter jaanta ha ..kon kis ko impress kerta ha :wk

                    Comment


                    • #55
                      Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                      Allah bhi to apnay bandon ko muaaf kerta ha ..phr kiu insaan itna firon banta ha kay bayaitbaari per ...rishtay ko dhaga bana lay ..!!372-scare

                      hmm may be wapis ajata he waqt ke sath sath... jaise jaise time guzarta he zakhm khud bhar jate hein...likin dil ke zakhm kuch dayr se bharte hein...Woh Zaat to lajawab he...hum to baht past hein Us Zaat ke agay...kisi haqeer keere ke barabar bhee nahi...
                      Insaan to phir insaan he ... uski nature hi aisi banayi gayi he ... or ye aitbaar or beyaitbaari ka silsila to naya nahi balke Hazrat Adam (AS) ke zamane se chala araha he ....

                      Comment


                      • #56
                        Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                        Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                        haan haan ..you to TYPE-R ...ya KENWOOD Type ki ho naaa:kr::kr:.......wasay ander ka haal Allah behter jaanta ha ..kon kis ko impress kerta ha :wk
                        beshak Allah sub janta hai... :rose
                        lakeen you jaise log phir bhi sayane banne se baaz nahi aate....

                        Comment


                        • #57
                          Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          hmm may be wapis ajata he waqt ke sath sath... jaise jaise time guzarta he zakhm khud bhar jate hein...likin dil ke zakhm kuch dayr se bharte hein...Woh Zaat to lajawab he...hum to baht past hein Us Zaat ke agay...kisi haqeer keere ke barabar bhee nahi...
                          Insaan to phir insaan he ... uski nature hi aisi banayi gayi he ... or ye aitbaar or beyaitbaari ka silsila to naya nahi balke Hazrat Adam (AS) ke zamane se chala araha he ....
                          :mm:...tum zara time nikal ker muj say milnaa...ummid say tumhara chekup free main kerawaa doon ga ...:p

                          Comment


                          • #58
                            Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                            Originally posted by ummid View Post
                            beshak Allah sub janta hai... :rose
                            lakeen you jaise log phir bhi sayane banne se baaz nahi aate....
                            372-shed372-shed

                            Comment


                            • #59
                              Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              372-shed372-shed
                              isi liye pehle hi kaha tha chale jao... :tasali:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                                Originally posted by ummid View Post
                                isi liye pehle hi kaha tha chale jao... :tasali:
                                acha phr sms ker kay to nahi bulaaoo gi ...372-haha...:p:p

                                Comment

                                Working...
                                X