Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aitbaar /Bayaitbaari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aitbaar /Bayaitbaari

    Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
    Assalamo Alaykum pgianss.....:phool:
    aik discussion kernay ko jee chah raha tha to socha thread laga ker yay shok poor aker lia jayee,,,,
    Aitbaari aor Bayaitbaari kay dermyaan transition state kia hoti ha....yaani aitbaar ...bayaitbaari main kab tabdeel hota ...aor kasy hota ha ...or bayaitbaar honay per kia pehlay wala aitbaar bilkul khatam ho jata ha ...??
    jab etbaar ko tora jaey to be etbari janam leti he....or dobara etbar ka barkarar hona khasa mushkil hota he...jese sheesha toot jaey to jor bhi lia jaey lekin aik drar hamesha us me rehti he...be yakini ki

    Comment


    • #17
      Re: Aitbaar /Bayaitbaari

      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
      Assalamo Alaykum pgianss.....:phool:
      aik discussion kernay ko jee chah raha tha to socha thread laga ker yay shok poor aker lia jayee,,,,
      Aitbaari aor Bayaitbaari kay dermyaan transition state kia hoti ha....yaani aitbaar ...bayaitbaari main kab tabdeel hota ...aor kasy hota ha ...or bayaitbaar honay per kia pehlay wala aitbaar bilkul khatam ho jata ha ...??
      waalikum asslam
      hmmm :ANYWORDcof
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: Aitbaar /Bayaitbaari

        Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
        tussi tay baray kanjoos ho
        naaaaaaaaaa ji kis nay kaha:lpop:

        Comment


        • #19
          Re: Aitbaar /Bayaitbaari

          sawal acha hai :mm:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: Aitbaar /Bayaitbaari

            Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
            Assalamo Alaykum pgianss.....:phool:
            aik discussion kernay ko jee chah raha tha to socha thread laga ker yay shok poor aker lia jayee,,,,
            Aitbaari aor Bayaitbaari kay dermyaan transition state kia hoti ha....yaani aitbaar ...bayaitbaari main kab tabdeel hota ...aor kasy hota ha ...or bayaitbaar honay per kia pehlay wala aitbaar bilkul khatam ho jata ha ...??
            it depends on situation and differ person to person.

            Comment


            • #21
              Re: Aitbaar /Bayaitbaari

              Originally posted by saraah View Post
              waalikum asslam
              hmmm :ANYWORDcof
              suttiii kuriiiiii ......aap yahi chayeee hi peeti rehnaa.....372-shed

              Comment


              • #22
                Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                Originally posted by Aanchal View Post
                sawal acha hai :mm:
                achaa...mujay nahi pata tha wasy ...bari patay ki baat ki ha 372-shock

                Comment


                • #23
                  Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                  Originally posted by ballay_baaz View Post
                  it depends on situation and differ person to person.
                  wo kasy ...yay bhi to explain kerain zaraa

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                    Originally posted by Sky angel View Post
                    naaaaaaaaaa ji kis nay kaha:lpop:
                    main nay bakallam khud...:p

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                      hmmmmmmmmmm...kia ha ..??:lahoul
                      yeh sub na sumjhne waali baatein hai.... so sirf hmmmmm hi kaafi hai aisi baato ke liye... banda apne lafaz or waqt or dimagh kyun zaya kare yun hi.... :D

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                        Originally posted by ummid View Post
                        yeh sub na sumjhne waali baatein hai.... so sirf hmmmmm hi kaafi hai aisi baato ke liye... banda apne lafaz or waqt or dimagh kyun zaya kare yun hi.... :D
                        mujay pata ha ..you kay pass buht bara dimaagh ha naa...issi liay ...alehda say truck per laad ker phirti rehti ho ...aor kahin lagati bhi nahi ..taa kay kahin zaya hi na ho jayee372-haha

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                          mujay pata ha ..you kay pass buht bara dimaagh ha naa...issi liay ...alehda say truck per laad ker phirti rehti ho ...aor kahin lagati bhi nahi ..taa kay kahin zaya hi na ho jayee372-haha
                          :lol
                          yeh jo bakwaas ki hai na tum ne is ki sumjh you ko hi aai hogi... 372-shock

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                            Originally posted by ummid View Post
                            :lol
                            yeh jo bakwaas ki hai na tum ne is ki sumjh you ko hi aai hogi... 372-shock
                            achaa...to phr meri bakwaas per itnay daant kiu nikaal rahi ho ...372-shed

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              achaa...to phr meri bakwaas per itnay daant kiu nikaal rahi ho ...372-shed

                              yaani jub bande ko kisi ki baat ki sumjh aaye tu hi woh hanse... :D
                              or na aane per woh hans nahi sakta kya?372-shock

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aitbaar /Bayaitbaari

                                Originally posted by ummid View Post
                                yaani jub bande ko kisi ki baat ki sumjh aaye tu hi woh hanse... :D
                                or na aane per woh hans nahi sakta kya?372-shock
                                tum agar dono soorton main hasnti ho to ....:kr::kr:...kia hi baat ha .....dimaaghi amraaz kay hospital jaaoo ....aik taraf ki hansii band ho jayee gi

                                Comment

                                Working...
                                X