Assalaam Alaikum Doston.......:salam:
Asia me specially Indo-Pak me mobiles ke shouqeen buhat zyada hen.....
Asal me hamaray yahan logon ko Mobile ke word ke meaning nahi pata hen even ke mobile ko cell phone kyun kaha jata hai ye bhi shayad hi 2 ek logon ko maloom ho magar Cell phone ko tafreeh ke liye kese use kiya jata hai ye sub hi jaante hen...
Tafreeh means Games, Sms, Tones etc etc...
Han to thread lagane ka maqsad sirf ye tha k abhi last sunday ko MSA ne mujhy ek tone di thi jo ke MSA composition hai...
Mai ne woh tone suni or waqaii it is a great composition
is lye socha ke aap logon se bhi share karon .....
aap log bataye ga ke kesi lagi aap ko ye tone :)
MSA.mp3

Comment