Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

BirthDay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • BirthDay

    Assalam o Alaikum....

    Salgirah kuch log manate he kuch nahi manate...kuch ka perception hota he k xindagi ka aik saal kum ho gaya....to kaise khushi???:donno:
    kuch log kuch zyada hi manate he....saal me 2 dafa nahi...but kuch zyada hi ehtemam se....

    to app log kaise manate he???:donno:
    nahi manate to kyun?
    aur kis level tuk manani chahie....
    aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???:mm:

  • #2
    Re: BirthDay

    walekumsalam
    pehle celibrate karti thi ab nahi karti...
    hhhmmm yadgaar...bohat sari hen:)

    Comment

    • #3
      Re: BirthDay

      Originally posted by senorita View Post
      walekumsalam
      pehle celibrate karti thi ab nahi karti...
      hhhmmm yadgaar...bohat sari hen:)
      hur sawal k end me kyun bhi tha:embarasse

      Comment

      • #4
        Re: BirthDay

        Originally posted by MSA View Post
        hur sawal k end me kyun bhi tha:embarasse
        to app log kaise manate he???
        jab mnati thi tab bohat ehtmam se mnati thi...ghar wale hi mnate the:D:

        nahi manate to kyun?
        ab bari ho gai hon...samjdaar ho gai hon...ab esi baten bekaar lagti hen..waqt or peson ka zeyaan...dunya me or bhi gham hen birthday k siwa

        aur kis level tuk manani chahie....
        chote bachon ki theek he....ghar k log hi mil kar chaey par kuch ehtmam kar lein

        aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???
        meri har wo birthday jis me mere father mere sath the....wo khubsurat din...mere laad uthane wale mere piyare abouteddy

        Comment

        • #5
          Re: BirthDay

          Originally posted by senorita View Post
          walekumsalam
          pehle celibrate karti thi ab nahi karti...
          hhhmmm yadgaar...bohat sari hen:)
          50 saal kay bad bhi kiya celibrate karay gi372-shed
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment

          • #6
            Re: BirthDay

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
            50 saal kay bad bhi kiya celibrate karay gi372-shed
            ab nahi kar rahi to 50 saal baad kese karun gi?

            Comment

            • #7
              Re: BirthDay

              Assalam o Alaikum....
              waalikum asslam

              Salgirah kuch log manate he kuch nahi manate...kuch ka perception hota he k xindagi ka aik saal kum ho gaya....to kaise khushi???:donno:

              khushi iss bat ki k dunaawi zindagi ka 1 aur saal tou khatam hua :dua

              kuch log kuch zyada hi manate he....saal me 2 dafa nahi...but kuch zyada hi ehtemam se....

              to app log kaise manate he???:donno:

              logo ki marzi jese marzi manayen
              me university me manati rahi hoon aur college me b....aur kese...hmmmm...friends k sath manana achaa lagta...bt meri cousins zabardsti manwa leti hai :khi:
              well....friends k sath resturant wgera me lunch kr liya..ets
              uni me tou saari class k sath celebrate ki thi class me....it was zabardast.......hamesha yaad rahay gi

              aur kis level tuk manani chahie....
              aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???:mm:

              university 1st year ki
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: BirthDay

                Originally posted by senorita View Post
                to app log kaise manate he???
                jab mnati thi tab bohat ehtmam se mnati thi...ghar wale hi mnate the:D:

                nahi manate to kyun?
                ab bari ho gai hon...samjdaar ho gai hon...ab esi baten bekaar lagti hen..waqt or peson ka zeyaan...dunya me or bhi gham hen birthday k siwa

                aur kis level tuk manani chahie....
                chote bachon ki theek he....ghar k log hi mil kar chaey par kuch ehtmam kar lein

                aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???
                meri har wo birthday jis me mere father mere sath the....wo khubsurat din...mere laad uthane wale mere piyare abouteddy
                theakh
                thanku:salam:

                Comment

                • #9
                  Re: BirthDay

                  Originally posted by saraah View Post
                  Assalam o Alaikum....

                  waalikum asslam

                  Salgirah kuch log manate he kuch nahi manate...kuch ka perception hota he k xindagi ka aik saal kum ho gaya....to kaise khushi???:donno:

                  khushi iss bat ki k dunaawi zindagi ka 1 aur saal tou khatam hua :dua

                  kuch log kuch zyada hi manate he....saal me 2 dafa nahi...but kuch zyada hi ehtemam se....

                  to app log kaise manate he???:donno:

                  logo ki marzi jese marzi manayen
                  me university me manati rahi hoon aur college me b....aur kese...hmmmm...friends k sath manana achaa lagta...bt meri cousins zabardsti manwa leti hai :khi:
                  well....friends k sath resturant wgera me lunch kr liya..ets
                  uni me tou saari class k sath celebrate ki thi class me....it was zabardast.......hamesha yaad rahay gi

                  aur kis level tuk manani chahie....
                  aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???:mm:

                  university 1st year ki
                  zaburdust,,,,
                  meri bhi is saal uni me sub dosto ne manai aur ajj me aik ki mana k arahaho372-haha

                  Comment

                  • #10
                    Re: BirthDay

                    Originally posted by MSA View Post
                    Assalam o Alaikum....

                    Salgirah kuch log manate he kuch nahi manate...kuch ka perception hota he k xindagi ka aik saal kum ho gaya....to kaise khushi???:donno:
                    kuch log kuch zyada hi manate he....saal me 2 dafa nahi...but kuch zyada hi ehtemam se....

                    to app log kaise manate he???:donno:
                    nahi manate to kyun?
                    aur kis level tuk manani chahie....
                    aur ajj tuk app ki sub se yad gaar salgirah kon si rahi aur us k yad gar hone ki kya waja he???:mm:

                    walaikum salam
                    dunya ke chaaroN kono bohot saari wishes milti hein, gifts bhi miltey hein. aur bas aeysey hi guzar jata hai birthday wala din :-)

                    Mera khayal hai kuch din hi hotey saal k jin k bahaney aap family or apney friends k kuch mazzey k pal guzaar sakein tau iss liye celebrate kerni chahiyein ... :D:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: BirthDay

                      Originally posted by Xai View Post

                      aur app ki yaad gur bday kon si aur kyun:donno:

                      Comment

                      • #12
                        Re: BirthDay

                        Originally posted by MSA View Post
                        aur app ki yaad gur bday kon si aur kyun:donno:
                        3 saal pehley jab apni bhanji ke sath celebrate ki thi :-)
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: BirthDay

                          Originally posted by Xai View Post
                          3 saal pehley jab apni bhanji ke sath celebrate ki thi :-)
                          theakh:salam:

                          Comment

                          • #14
                            Re: BirthDay

                            Originally posted by senorita View Post
                            ab nahi kar rahi to 50 saal baad kese karun gi?
                            lagta hain bhorapay main app kuch hil gai hain372-shock
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment

                            • #15
                              Re: BirthDay

                              Originally posted by MSA View Post
                              theakh:salam:
                              aur bhi bohot saari hein....

                              Jab meyri sis cake orders pey banwaya kerti thi merey liye :hug:
                              Jab bhai wish kerna bhool jayein ....... aur haftey bhar un sey narazgi rahey ....... :lol

                              last year ki bhi bohot pyari thi ........ meyri friends ne mujhey aik bohot barhi surprise party di thi aur literally meyri aankhein nam thien ...k ye sab merey liye hai 372-shock

                              it was fun!! :-)
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X