Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Chaltey Chaltey~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Chaltey Chaltey~

    :rose :rose Pyarey dosto Assalamo allaikum :rose :rose

    Agar hamein kisi safar per jana perr jaey aur hamein maloom hai keh yeh safar bohat lamba ho ga aur aap jatey jatey apney liye rakht-e-safar mein kya kya saath rakhein gey?:cc: Woh kaun si cheez hai jo aap apney safar mein apney liye zaroori samajhtey hain? Aur chaltey chaltey aap ki activity kya ho gi? :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~Chaltey Chaltey~

    mobile zaroor pass hoga

    aab depend karta hai safar kis chez ka hai

    waise songs hi sune jayein ge ya agar koi movie wagera hai tu woh dekh sakte hain laptop pe ;)

    Comment

    • #3
      Re: ~Chaltey Chaltey~

      yeh safar pay depend karta hai kahan jana hai ....jahan jana hoo vohan kin cheezoun ki zarorat par sakti hai vohi sath lay jaian gay ...
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: ~Chaltey Chaltey~

        Originally posted by sheem
        mobile zaroor pass hoga

        aab depend karta hai safar kis chez ka hai

        waise songs hi sune jayein ge ya agar koi movie wagera hai tu woh dekh sakte hain laptop pe ;)
        I think you have travelled form UK to Pak - yeh to aik lamba aur some times boring safar ho sakta hai aap kya karti ho is safar mein?

        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: ~Chaltey Chaltey~

          Originally posted by Aanchal
          yeh safar pay depend karta hai kahan jana hai ....jahan jana hoo vohan kin cheezoun ki zarorat par sakti hai vohi sath lay jaian gay ...
          agar aap ko yeh na patah ho keh yeh safar kahan khatam ho ga, bas itna patah ho keh safar hi safar hai aur safar hi kartey jana hai to kya kiya jaey?

          Two weeks ago, I think it was wednesday mera boss late late in the day merey paas aaya to kehney lagar keh tum ney kal Norway jana hai, ab Norway ham sey ziyada door nahin to kuchh ziyada trouble nahin thi, agar kahin door jana parr jata to kya hota??
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: ~Chaltey Chaltey~

            Originally posted by Masood

            hmmm pata na hoo kay kitna lamba safar hai or kaha jana hai to ghar waloun ko sath lay jaoun gee takay booreyat na hoo :lol or behan baheoun ko kahoo gee cheezian bhi aap loo pack kar doo apni marzi say :D ...
            mujhay akeelay safar karna bilkul bhi nahi pasand .....akeelay safar karna par jaye (ab tak aisa hova to nahi) to main jaoun gee hi nahi :lol kisi ko sath ghaseet loun gee :D
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: ~Chaltey Chaltey~

              Originally posted by Aanchal
              hmmm pata na hoo kay kitna lamba safar hai or kaha jana hai to ghar waloun ko sath lay jaoun gee takay booreyat na hoo :lol or behan baheoun ko kahoo gee cheezian bhi aap loo pack kar doo apni marzi say :D ...
              mujhay akeelay safar karna bilkul bhi nahi pasand .....akeelay safar karna par jaye (ab tak aisa hova to nahi) to main jaoun gee hi nahi :lol kisi ko sath ghaseet loun gee :D
              :lol :lol :lol yani aap chaltey chaltey bhi doosron ko apney sath ghaseetti phiro gi. Kuchh safar to akeley hi karney parrtey hain na, un safar ka kya karo gi? Ab jis din aap dulhan ban ker rukhsat ho gi to kya apney ghar walon ko saath ley ker jao gi :lol :lol :lol
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: ~Chaltey Chaltey~

                Originally posted by Masood
                :rose :rose Pyarey dosto Assalamo allaikum :rose :rose

                Agar hamein kisi safar per jana perr jaey aur hamein maloom hai keh yeh safar bohat lamba ho ga aur aap jatey jatey apney liye rakht-e-safar mein kya kya saath rakhein gey?:cc: Woh kaun si cheez hai jo aap apney safar mein apney liye zaroori samajhtey hain? Aur chaltey chaltey aap ki activity kya ho gi? :)
                chalein farz ker lein key mey ja rahi hun apna aik exam deyney lets say kisi doosrey mulk ki uni mey.....
                to mey apni tayyari poori kar key jaon gi ta key exam acha ho....
                ye study trip ho gaya.......isi liye apney sath issi related saari cheezein hon gi...aur chaltey chaltey kaun si activity ho gi to wo hai perhai :-)
                aur sath apno du'aein aur Allah T'ala sey dher sari dua ker key jaon gi key mey kamyaab rahun inshAllah

                ab agar koi holiday trip hai to deykhun gi kaun sa mulk hai, mausam, aur
                phir aik list key mey wahan kya visit ker sakti hun, visiting guide deykhun gi ....internet per search karun gi.....
                apney sath jo samaan ho ga wo phir inhi related hai
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: ~Chaltey Chaltey~

                  Originally posted by Masood
                  :lol :lol :lol yani aap chaltey chaltey bhi doosron ko apney sath ghaseetti phiro gi. Kuchh safar to akeley hi karney parrtey hain na, un safar ka kya karo gi? Ab jis din aap dulhan ban ker rukhsat ho gi to kya apney ghar walon ko saath ley ker jao gi :lol :lol :lol
                  lol
                  koi haal nahi Aanchal ka .... lol
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~Chaltey Chaltey~

                    haha.....pehele to koi hum safar ho ga sath main :lol keunke hum safar ke bagair safar adhoora hay:lol us ke baad pese sath lejana nahi bhooloN ga :lol aur phir kaam ki zaroori cheezaein :p
                    Main aksar karachi jaya karta hOn Train se takreeban 15 hours ka hota hay safar...... to isi asna main so ke guzarta hoN time :D
                    Allah

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~Chaltey Chaltey~

                      mein tu sports car hee rakhon ga.... yuun gaya aur yuun aaya....
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~Chaltey Chaltey~

                        Originally posted by Masood
                        :rose :rose Pyarey dosto Assalamo allaikum :rose :rose

                        Agar hamein kisi safar per jana perr jaey aur hamein maloom hai keh yeh safar bohat lamba ho ga aur aap jatey jatey apney liye rakht-e-safar mein kya kya saath rakhein gey?:cc: Woh kaun si cheez hai jo aap apney safar mein apney liye zaroori samajhtey hain? Aur chaltey chaltey aap ki activity kya ho gi? :)
                        Sab duayen... aur safar ki dua laazmi... per kahan jana hai... mera nahen dil chah raha tumhen kahin janey doon... plz... na jao... plz... :(
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~Chaltey Chaltey~

                          Train ka hota to khana pina, bister bed, pillow saath le kar chalney ko kahta, lekin Copenhagen se Pakistan ja rahey hain.

                          By plane 6.5 hours ka safar shuru ke ek ghantey to yu hin guzar jayenge, then agar aap tired hain to saamney ke chair mein mein se walkman ka earplug dal kar koi dheemi dheemi (apne watan ki) aankhen band kar ke songs suney, jab ek ghantey baad relief mil jaye to airhostess ko bulaney ke call button pe push kar ke garma garm koi beverege mange, either coffee, milk, tea, green tea, herbal tea, black tea, waise herbal tea achha rahega, yeh body ko relief deta hai aur bhook bhi lagati hai, phir itni der mein toilet ki zaroorat padegi, toilet jayenge, phir toda face aur balon ko sanware toilet mein, phir aa kar chhotey screen tv pe koi film dekhen 4 ghanta beet gaya, ek ghantey Pegham ke baarey mein sochen, members ke POSTS ke baarey mein socheyn kuchh hansney ki chiz to uss per hanss len, phir Pakistan ke baarey mein socheyn, wo din yaad karen jab wahan thay, logon se milna julna, doston, rishteydaron se milna julna yaad karen, thoda kam yaad karen...warna roney lagenge. 5 ghanta beet gaya ab adha ghanta baaqi hai Pakistan ke uper se aap ka plane hover kar raha hai, window se apne pakistan ko dekhen...aaan....heart beating....uss gaon-pind, shahar, sadkon pe chalti huwi gadiyan...dekhen...heart beating....phir hover kartey kartey you'll listen 'Take In ' anouncement...bus phir kya hai 6.5 hours beet gaya, 1 ghanta emmigration mein, bahar aayen dekhen to kitney aziz 'Hai Masoodey...kah kah ke galey milney ke liye khade hain.
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~Chaltey Chaltey~

                            Originally posted by Masood
                            :lol :lol :lol yani aap chaltey chaltey bhi doosron ko apney sath ghaseetti phiro gi. Kuchh safar to akeley hi karney parrtey hain na, un safar ka kya karo gi? Ab jis din aap dulhan ban ker rukhsat ho gi to kya apney ghar walon ko saath ley ker jao gi :lol :lol :lol
                            :zuban:
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~Chaltey Chaltey~

                              Originally posted by Spy009
                              Train ka hota to khana pina, bister bed, pillow saath le kar chalney ko kahta, lekin Copenhagen se Pakistan ja rahey hain.

                              By plane 6.5 hours ka safar shuru ke ek ghantey to yu hin guzar jayenge, then agar aap tired hain to saamney ke chair mein mein se walkman ka earplug dal kar koi dheemi dheemi (apne watan ki) aankhen band kar ke songs suney, jab ek ghantey baad relief mil jaye to airhostess ko bulaney ke call button pe push kar ke garma garm koi beverege mange, either coffee, milk, tea, green tea, herbal tea, black tea, waise herbal tea achha rahega, yeh body ko relief deta hai aur bhook bhi lagati hai, phir itni der mein toilet ki zaroorat padegi, toilet jayenge, phir toda face aur balon ko sanware toilet mein, phir aa kar chhotey screen tv pe koi film dekhen 4 ghanta beet gaya, ek ghantey Pegham ke baarey mein sochen, members ke POSTS ke baarey mein socheyn kuchh hansney ki chiz to uss per hanss len, phir Pakistan ke baarey mein socheyn, wo din yaad karen jab wahan thay, logon se milna julna, doston, rishteydaron se milna julna yaad karen, thoda kam yaad karen...warna roney lagenge. 5 ghanta beet gaya ab adha ghanta baaqi hai Pakistan ke uper se aap ka plane hover kar raha hai, window se apne pakistan ko dekhen...aaan....heart beating....uss gaon-pind, shahar, sadkon pe chalti huwi gadiyan...dekhen...heart beating....phir hover kartey kartey you'll listen 'Take In ' anouncement...bus phir kya hai 6.5 hours beet gaya, 1 ghanta emmigration mein, bahar aayen dekhen to kitney aziz 'Hai Masoodey...kah kah ke galey milney ke liye khade hain.
                              Bohat umdah.....acha tareeka bataya hay ./////////zabardast :)
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X