Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª pasndeeda aur na pasndeeda kaam ª!ª

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Kaam per jana (apney hathon sey kama kar khaney ka apna hi mazzah hai)

    Long Drive karna (rozana 150 KM drive karta hoon)

    Ilm baantna (jo seekho ussey baant do)

    Internet ya yun kehna behtar hai Pegham (main bohat kam kisi doosri site ko visit karta hoon - waqt hi nahin milta Pegham hai ya kaam sey nisbat rakhney wali sites ya phir football ki aik do)

    baqi baad mein

    Na'pasandeedah:

    Subah ko uthna (muhaal lagta hai)

    Subah ka nashta


    Internet (bohat ziyada istimaal bhi boriyat ka sbab ban jata hai)

    Chup Chap bethey rehna
    (na music sunena, na tv dekhna bas internet )
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Originally posted by zoniash View Post
      mera fav kam hain:mm:

      books reading
      net useing
      cooking
      discussions with my aba g
      morning walk with my aba jaan

      na passand :

      ata gondhna
      372-shock

      apni london wali sis ka lambaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa sa telephone sunana kiyon k wo boaht bolti hain aur 3 gante ki call hoti hain un ki mery kaanu main dard hony lagta hain372-shock372-shock
      burii baaaaaaaaaat main london wali aapi ko fon kar k bataon ga :dance2:

      Originally posted by zoniash View Post
      abi bhai ek tip da rahi hun jeb ap ata gondhun na to jeb pani dal k peni bana laytain hain bus 3 dafa aschi terhan mix ker k us k bad pani laga k ata ko 5 sy 8 min k liya rakh dain dhanp ker us k bad ap ata gondh lain bus 1min tak gondhna pare ga itna asscha ata gondha jata hai boaht
      very good waii aaj hi azmaaon ga :wk

      Originally posted by Fairy View Post
      Me kay pasandeda kam ....tv dekhna,pegham per ana , guappain marna , tang karna logo ko:khi:, aur sab se bara kam sona:embarasse


      na pasandeda kam 372-shed kapray istari karna list mai sab se pehlay ha:pagal:dunia ka fuzol taren kam , mehmano ko serve karna jo kah mai kam hi karti ho aksar mai kah dati hon chizian rakh kar help urself372-haha, aur :hhhh: kesi kay ghar zyada diar rokna , koi bhi kam jo zabrdasti karna paray me ko woh na pasand ha372-shock
      fittay monh ab main u k ghar kabhi mehmaan ban kar naheen aaon ga

      Originally posted by Rabi View Post
      passandeda kaam
      Books
      Internet
      NApasandeeda kaam
      :-?
      na psandeeda bhi bataaao ziyada sugar bannay ki koshish mat karoo :wk

      Originally posted by Masood View Post
      Wa salaam

      "hoon aaya na khotta khuu thaley" 372-haha372-haha372-haha
      ye kon si misaal thi unat ki bajay khota aur main ki bjay thally kardiya

      Originally posted by Masood View Post
      @topic:

      Pasandeedah:

      Kaam per jana (apney hathon sey kama kar khaney ka apna hi mazzah hai)

      Long Drive karna (rozana 150 KM drive karta hoon)

      Ilm baantna (jo seekho ussey baant do)

      Internet ya yun kehna behtar hai Pegham (main bohat kam kisi doosri site ko visit karta hoon - waqt hi nahin milta Pegham hai ya kaam sey nisbat rakhney wali sites ya phir football ki aik do)

      baqi baad mein

      Na'pasandeedah:

      Subah ko uthna (muhaal lagta hai)

      Subah ka nashta

      Internet (bohat ziyada istimaal bhi boriyat ka sbab ban jata hai)

      Chup Chap bethey rehna (na music sunena, na tv dekhna bas internet )
      uncle mujhy bhi gadi chalani sikha d000000000000 :wk
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Originally posted by aabi2cool View Post
        ye dono kaam mujhy bhi sakhat na pasand hain issi liye main kabhi kisi ko na sms kiya hy na us ka jawab diya hy aaj tuk
        muje chewing gum khana b bohat achaa lagta hai aabi bhai :lpop:
        aur chaye ka ehtamaam krna b
        ​
        Ø´Ø§Û Ø­Ø³ÛŒÙ† جیÛناں سچ پچھاتا' کامل عÙشق تیÛناں دا جاتا

        Comment


        • #34
          Originally posted by aabi2cool View Post


          fittay monh ab main u k ghar kabhi mehmaan ban kar naheen aaon ga

          :wk

          ap ko bulaya kes nay372-haha

          Comment


          • #35
            Originally posted by saraah View Post
            muje chewing gum khana b bohat achaa lagta hai aabi bhai :lpop:
            aur chaye ka ehtamaam krna b
            chewngum khai naheen chabai jati hy
            Originally posted by Fairy View Post
            ap ko bulaya kes nay372-haha
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #36
              passand ke kaam

              Computer

              Painting drawing

              reading
              TV , music sunna


              naa passand


              :mm: raat ka khana
              subah late uthna
              ata goondna

              kapre press kerna
              etc

              Comment


              • #37
                Originally posted by aabi2cool View Post
                اسلام علیکم اپنے روزمرہ کہ معمول میں سے پسندیدہ اور نا پسندیدہ کام ہمارے ساتھ یہاں شئر کریں ۔ ۔ درج زیل میں ہماری پسند اور ناپسند حاضر ہے

                پسندیدہ
                teddy

                انٹر نیٹ
                کتب بینی
                کرکٹ کھیلنا
                ناپسندیدہ
                372-shed
                آٹا گوندھنا اور روٹیاں وغیرہ پکانا
                کپڑے دھونا اور استری کرنا
                کام پر جانا
                چلو ہوجاؤ شروع
                ملتے ہیں بریک کہ
                :salam::salam::salam:
                kiss duniya ke m............?

                Comment


                • #38
                  Originally posted by *ASK* View Post
                  kiss duniya ke m............?
                  is farci ka urdu main tarjuma bhi karo
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    اسلام علیکم اپنے روزمرہ کہ معمول میں سے پسندیدہ اور نا پسندیدہ کام ہمارے ساتھ یہاں شئر کریں ۔ ۔ درج زیل میں ہماری پسند اور ناپسند حاضر ہے
                    پسندیدہ
                    teddy

                    انٹر نیٹ
                    کتب بینی
                    کرکٹ کھیلنا
                    ناپسندیدہ
                    372-shed
                    آٹا گوندھنا اور روٹیاں وغیرہ پکانا
                    کپڑے دھونا اور استری کرنا
                    کام پر جانا

                    چلو ہوجاؤ شروع

                    ملتے ہیں بریک کہ
                    :salam::salam::salam:

                    Yaar mujay is baat ka afsoos he ke tujay apni begum wale kaam bhi khud he kerne perte hein, my best wishes to you :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Originally posted by senorita View Post
                      walekumsalam
                      ap ko atta ghoondhna parta he..bartan dhone parte hen jo ye kaam bure lagte hen:hehe:
                      @topic
                      mujhe net....tv par talk shows dekhna...books parhna....koi painting bnana....gym jana....cooking karna...ghar ki setting change karna ye sab kaam ache lagte hen
                      or jo kaam karne ache nahi lagte un me dish washing ...atta ghoondhna...chapati bnana....:embarasse
                      Tumhein auraton walay kaam pasand nahi to mere saath mere office aa jaya karo
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Originally posted by MSA View Post
                        Walaikum Assalam...

                        Achay Kam
                        • PC aur NET use kurna
                        • Achay mood me achi batein kurna
                        • dosto ka sath halla gulla kurna
                        • Achay mood me uni jana
                        • Achay mood me ghar walo ki kum intensity ki dant sunna
                        • Achay mood me phone pe lambi lambi batein krna:lol
                        • Aur dosto k sath bahir awara gardi kurna:lol

                        Bure Kam:
                        • Bure Mood me achi batein kurna
                        • Bure mood me uni jana
                        • Bure Mood me high level ki dant sunna
                        • Bure mood me MSN pe online ana aur phir sub ko reply kurna:
                        • Bure mood me majborun phone pe baat kurna...
                        • aur fake smile dena:fuming:
                        You got a rational approach. Good :tasali:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Originally posted by zoniash View Post
                          mera fav kam hain:mm:

                          books reading
                          net useing
                          cooking
                          discussions with my aba g
                          morning walk with my aba jaan

                          na passand :

                          ata gondhna
                          372-shock

                          apni london wali sis ka lambaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa sa telephone sunana kiyon k wo boaht bolti hain aur 3 gante ki call hoti hain un ki mery kaanu main dard hony lagta hain372-shock372-shock
                          Tum apni behan se baatein ker ke uktaa jati ho, kesi behan ho tum
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              chewngum khai naheen chabai jati hy



                              Comment


                              • #45
                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tumhein auraton walay kaam pasand nahi to mere saath mere office aa jaya karo
                                in me esa konsa kaam he jo serf mardon k karne ka he?:mm:

                                Comment

                                Working...
                                X