Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tablets?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tablets?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    tum un effects ko side pe rakh ke kha lia karo 372-haha
    me nahi khati...meri mother bohat tablets khaya karti then....zra kuch hua...tablet kha li....ab un k kidneys buri tarah demage ho chuke hen...aik to bolkul kaam nahi karta...doosra bhi shrink ho chuka he....or un ko bohat takleef uthana parti he....to mujhe bohat dar lagta he dawaen khane se...Allah sab ko sehet de k is se piyari cheez koi nahi:)

    Comment

    • #17
      Re: Tablets?

      Originally posted by musaddaq View Post
      badi information di hai tum ne:fuming:

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam,

      Jesa ke musaddaq ne kaha, bari information de tum ne 372-haha

      mujay ser derd ki beemari he, mein 1 waqt mein 2, 3 disprine le leta hoon aur mera ser derd sahi ho jata he.

      Waise suna he ke, pain killers are actually man killers.

      Kites (Cheelon) per aik tehkeek se pata chala ke kuch cheelein kidney failure ki waja se mer rahi hein, deep study aur experiement ke baad pata chala ke actually wo cheelein mer rahi hein jinhoon ne un maray huay janwaron ka gooshta khaya jinhein kabi declofenic sodium (a pain killer compound) inject kia jata tha. Yahan se aap andaza ker saktay hein ke pain killers are also cheel killer 372-haha

      aanchal ne koi new information nahi di, balqe tum logou ki band ankhain kholi hain, jo tum log band ankhou se roz ki 10 / 12 goliya haraap lete ho aur pihr baad mai kehte ho... kaaash humarai ankhain pehle koi Khol deta
      Last edited by *Samra*; 10 April 2009, 10:53.

      Comment

      • #18
        Re: Tablets?

        Originally posted by senorita View Post
        me nahi khati...meri mother bohat tablets khaya karti then....zra kuch hua...tablet kha li....ab un k kidneys buri tarah demage ho chuke hen...aik to bolkul kaam nahi karta...doosra bhi shrink ho chuka he....or un ko bohat takleef uthana parti he....to mujhe bohat dar lagta he dawaen khane se...Allah sab ko sehet de k is se piyari cheez koi nahi:)

        Allah tallah unko sehat ata kere amin... apki ami homeopathy use ker kain dehk lain.. us me koi side effects nahi hain, aur inshallah sehat bhi hogi...

        Comment

        • #19

          Sub se pehlay tumhari mom ke liye prayers.

          Mere dad ki death kidney failure se hui. Unhein arthritis tha aur wo indocit (Pain killer) capsule use kerte thay that eventually caused the failure of kidney. Mein disprine ke ilawa aur koi pain killer use nahi kerta. Disprine stomach ke liye nuksaan de he, lekin kidneys ke liye nahi
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Tablets?

            Originally posted by *Kashish* View Post
            aanchal ne koi new information nahi di, balqe tum logou ki band ankhain kholi hain, jo tum log band ankhou se roz ki 10 / 12 goliya haraap lete ho aur pihr baad mai kehte ho... kaaash humarai ankhain pehle koi Khol deta
            Tum booti hoosheyaar na bano lasoori jai

            mujay khud he sara pata he, mein aaap bohat seyaana hoon, is liye koi bhi mujay charaag dikha ker sharminda mut ho
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Tablets?

              Originally posted by Aanchal View Post
              Asslamalikum
              kuch loog tabelts jesay pain killer tablets hoti hain khanay kay kuch zaida hi adi hotay hain ..zara sa kuch howa foran tablets lay leytay hian..or kuch loog to sooch kay hi kay ham yeh yeh kaam kar rehay hain humye yeh yeh hoo jaye ga or pehlay say tablets lay leytay hian :D:..

              yeh tabelts zaida khana sehat kay leye acha nahi hota ...yeh slow poison ki taraha kaam karti hain :rose
              لو جی ہم ایک بار پھر سے بھرپور طریقے سے مسلسل بیوقوفانہ تھریڈ لگانے پر محترمہ آنسہ آنچل کو دل کی اتھاہ گہرائیوں سے مبارک باد پیش کرتے ہیں اور امید کرتے ہیں اگر محترمہ نے اسی جزبہ اور لگن سے اپنا کام جاری رکھا تو وہ دن دور نہیں جب محترمہ اپنی معراج کو پہنچ جائیں گی ۔ ۔ یعنی مینٹل ہاسپٹل
              372-haha372-haha:kr::kr:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #22
                Re: Tablets?

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Tum booti hoosheyaar na bano lasoori jai

                mujay khud he sara pata he, mein aaap bohat seyaana hoon, is liye koi bhi mujay charaag dikha ker sharminda mut ho

                chiraag tale andheraa

                Comment

                • #23
                  Re: Tablets?

                  Originally posted by *Kashish* View Post
                  Allah tallah unko sehat ata kere amin... apki ami homeopathy use ker kain dehk lain.. us me koi side effects nahi hain, aur inshallah sehat bhi hogi...
                  ameen

                  or homeopathy bhi karwate rahe hen lekin bas jo Allah ki marzi hota to wohi he na:)

                  Comment

                  • #24
                    Re: Tablets?

                    meri ami to sakhti sy mana krti hain:lpop:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Tablets?

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Sub se pehlay tumhari mom ke liye prayers.

                      Mere dad ki death kidney failure se hui. Unhein arthritis tha aur wo indocit (Pain killer) capsule use kerte thay that eventually caused the failure of kidney. Mein disprine ke ilawa aur koi pain killer use nahi kerta. Disprine stomach ke liye nuksaan de he, lekin kidneys ke liye nahi
                      thanxx 4 ur prayers:)

                      or ap disprine bhi na khaya karen...stomach ko ager khuda nakhwasta nuksan ho ga to ye konsa koi achi baat he...ap ko apne sir dard ki waja talash karni chaey or phir us ka ilaj karna chaey....ya us baat se bachna chaey jis ki waja se sir dard hota he:mm:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Tablets?

                        mai tablets nhi lati agar bemar bhi hon tu bhi nahi aur sar dard ho tu mai bahir walk kar lati hon sahi ho jata ha sar dard warna walk ka time na ho tu 3 din tak bardasht krti ho dard

                        Comment

                        • #27
                          Re: Tablets?

                          Originally posted by Fairy View Post
                          mai tablets nhi lati agar bemar bhi hon tu bhi nahi aur sar dard ho tu mai bahir walk kar lati hon sahi ho jata ha sar dard warna walk ka time na ho tu 3 din tak bardasht krti ho dard
                          han wesay bhi teblets to i9nsan laytay hain tum to pathay khany wali makhlooq ho 372-haha
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #28
                            Re: Tablets?

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            han wesay bhi teblets to i9nsan laytay hain tum to pathay khany wali makhlooq ho 372-haha

                            maina aik mahina itni tablets li thi kah ab dekhnay ko bhi dil nahi akrta tablets ko

                            Comment

                            • #29
                              Re: Tablets?

                              Originally posted by Fairy View Post
                              maina aik mahina itni tablets li thi kah ab dekhnay ko bhi dil nahi akrta tablets ko
                              same here ......... poora saal itni medicine li hai k ab bas "NO"
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #30
                                Re: Tablets?

                                Originally posted by Xai View Post
                                same here ......... poora saal itni medicine li hai k ab bas "NO"

                                good :khi:ab hum kahay gay "No"

                                Comment

                                Working...
                                X