Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Do you share?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Do you share?

    Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
    yaani aik pagal abb dosray logo ko bhi pagal kahay ga 372-haha...nahi maanta ...main nahi maantaa...aapki baat ko :p372-haha
    deekhoo ab aap bhi pagal hoo gay , kaha tha na door rahoo abbi say :tasali:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Do you share?

      Originally posted by Xai View Post
      Salam!!

      Aap apni kahaniyaN apney friends tak kis had tak share kertey hein? Aap key khayal mey apni sochein, apni mushkilaat, apney khayalaat, apney fears, etc ko share kerna zaroori hai. Kabhi aap ney aeysey log deykhey hein jo apni koi bhi baat doosron sey nahi share kertey hien. Agar haan tau kabhi aeysa hua hai key kisi aik stage pey in logon mey "jazb kerney ki salahiat" khatam ho gai ho?
      waalikum asslam

      me kaafi hadd tak krti hoon..coz im only sis muje zaroorat parrti hai ....
      depends k aapko zaroorat mehsoos hoti hai k nae...agr hoti hai tou dfntly aapko catharsis ka moqa milna chahiye aur mehaz anaa k bayas iss moqay ko zaya nae krna chaiye..lakin agar aapko ALLAH ne itna mazboot banaya hai k zaroorat nae parti tou its ok.....wo zamanay tou hain nae k aap ALLAH se itni lou laga lou k insaan se raabtay ki zaroorat na rahay ..
      well.....ronay ko kandha muyyasar na hona bilashuba badnaseebi hai...jo log shayoori tour pe ijtinaab krtay hain unn ki shaksiat me beharhaal tawazan qayam nae rehta i think.....:mm:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #18
        Re: Do you share?

        Originally posted by Xai View Post
        Salam!!

        Aap apni kahaniyaN apney friends tak kis had tak share kertey hein? Aap key khayal mey apni sochein, apni mushkilaat, apney khayalaat, apney fears, etc ko share kerna zaroori hai. Kabhi aap ney aeysey log deykhey hein jo apni koi bhi baat doosron sey nahi share kertey hien. Agar haan tau kabhi aeysa hua hai key kisi aik stage pey in logon mey "jazb kerney ki salahiat" khatam ho gai ho?
        Walaikom Assalam
        main tu share karti hoon....buht kuch hai jo mairai samajh nahin aata ... mujhay friends say discuss kar kay samajhna parta hai.....aur ALHMADOLILLAH mairay ird gird itnay piyaaray loag ALLAH TALA nay mujhay muyassir kiye hain...jo buht piyaar say mairi baat suntay aur samajhtay hain.....mairay khayal say sick emotions ko leakout karna hi acha rrehta hai.....apnay andar rakh kar shayed insaan un takleef deh batoon ko bhol nahin pata..... aur apnay ghamgusaarooN say share karnay say light bhi feel karta hai......emotional health bhi achi rehti hai......main nay aisay loag nahin dekhay jo apni had tak hi mehdood rakhtay hain apnay khayalat ya mushkilaat......maira nahin khayal koi is had tak zabt kar sakta hai keh sari zindgi khamosh rehay... zindgi mein kuch lamhaat aisay aatay hain jab insaan kamzor per jata hai......

        agar koi waqai aisa ho tu mairay khayal mein buht riyazat buht mehnat ki zuroorat hoti hai.....
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #19
          Re: Do you share?

          Originally posted by Xai View Post
          Salam!!

          Aap apni kahaniyaN apney friends tak kis had tak share kertey hein? Aap key khayal mey apni sochein, apni mushkilaat, apney khayalaat, apney fears, etc ko share kerna zaroori hai. Kabhi aap ney aeysey log deykhey hein jo apni koi bhi baat doosron sey nahi share kertey hien. Agar haan tau kabhi aeysa hua hai key kisi aik stage pey in logon mey "jazb kerney ki salahiat" khatam ho gai ho?

          mai to share kerti hoon, lekin kabhi aisy baatain bhi hoti hain, jo share nahii kersakte... aur mere khiyal me , hum jazb kerne ki silahiat nahi rakhte , kiouke.. humari aankhain, khuli kitaab ki tarah hoti hain. :)

          Comment

          • #20
            Re: Do you share?

            Originally posted by Xai View Post
            Salam!!

            Aap apni kahaniyaN apney friends tak kis had tak share kertey hein? Aap key khayal mey apni sochein, apni mushkilaat, apney khayalaat, apney fears, etc ko share kerna zaroori hai. Kabhi aap ney aeysey log deykhey hein jo apni koi bhi baat doosron sey nahi share kertey hien. Agar haan tau kabhi aeysa hua hai key kisi aik stage pey in logon mey "jazb kerney ki salahiat" khatam ho gai ho?
            Walaikum Assalam...

            me to share kur deta..sub kuch share kur deta...share kurna zaroori to nahi hota per koi to hona chaie pakane k lie :D....suna he shar ekurne se masle hal hote he....lekin mere sath to ulta ho ta he...per phir bhi me share kure bageir nahi reh sakta....aur dosre end se jo muft ka mushwara ata he to..."2 kaan" ka bharphor istemal kurta ho:lol....

            han mein ne buhat se log dekhe he jo darte he batate hoe:lol...pg pe bhi hein kafi quantity me:lol....waisi kisi hud tuk sahi bhi he...

            aur kehte he....perfect absorber is also a perfect radiator....to jo log abosrb kurna jante he wo radiate bhi kur sakte he....i dont think so k salehiat khatam hojati ho gi...wo shayd thuk jate ho ge sirf dhukhra sun sun k

            bus yahi samjh aya mujhay

            Comment

            • #21
              Re: Do you share?

              wasalam..

              yes I do... :D

              Comment

              • #22
                Re: Do you share?

                walikumsalam..
                Main kaafi hadh tak koshish karta hon ke kissi se kuch share na karon, lekan jab androoni kefyat aisi ho jaye ke share karna zaroori ho jaye to kar deta hon , lekan sirf ussi sey jo samjhne ki ahlyat rakhta ho :)
                Last edited by Yaaram; 5 April 2009, 04:12.
                Allah

                Comment

                • #23
                  Re: Do you share?

                  Originally posted by Yaaram View Post
                  walikumsalam..
                  Main kaafi hadh tak koshish karta hon ke kissi se kuch share na karon, lekan jab androoni kefyat aisi ho jaye ke share karna zaroori ho jaye to kar deta hon , lekan sirf ussi sey jo samjhne ki ahlyat rakhta ho :)
                  you ko koi bewaqoof hi sumjhne ki ehliyaat rakh sakta hai... :D

                  Comment

                  • #24
                    Re: Do you share?

                    main ziada tar share nai krti
                    :na:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Do you share?

                      Originally posted by Xai View Post
                      Salam!!

                      Aap apni kahaniyaN apney friends tak kis had tak share kertey hein? Aap key khayal mey apni sochein, apni mushkilaat, apney khayalaat, apney fears, etc ko share kerna zaroori hai. Kabhi aap ney aeysey log deykhey hein jo apni koi bhi baat doosron sey nahi share kertey hien. Agar haan tau kabhi aeysa hua hai key kisi aik stage pey in logon mey "jazb kerney ki salahiat" khatam ho gai ho?
                      :mm:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #26
                        Re: Do you share?

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        :mm:
                        sawal mushkil hai kay jawaab : p
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27

                          w/salam
                          sab se zeda to me Pegham par hi share karti hon is se zeada or kahin nahi:D:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Do you share?

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            :mm:

                            aik latefa yaad agaiya ap kay souchnay per

                            Once there was a mirror which used to kill liers...
                            French: I think I dont smoke (killed)
                            American: I think i love Iraq (killed)

                            Sardar: I think .................................................. .....

                            (killed)372-haha

                            Comment

                            • #29
                              Re: Do you share?

                              Originally posted by Fairy View Post
                              aik latefa yaad agaiya ap kay souchnay per

                              Once there was a mirror which used to kill liers...
                              French: I think I dont smoke (killed)
                              American: I think i love Iraq (killed)

                              Sardar: I think .................................................. .....

                              (killed)372-haha
                              :lol
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • #30
                                Re: Do you share?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                sawal mushkil hai kay jawaab : p
                                aap ki yeh dost he bohot mushkil hai :donno:, aap ki sohbat maiN reh kar bhi yeh itni bari bari bataiN kar layti hai :yy:

                                wesay boss mujhay kabhi kabhi is laRki par itna ghussa aata hai, mera je karta hai kay mery hathooN maiN aap ka koi qeemti showpiece hota jo maiN kheench kay fari kay sir pay day marta :lpop:
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X