Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sufism

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sufism

    Originally posted by senorita View Post
    ji thanxx:)
    wese me sath me kuch help to urdu lughat se leti hon...:D:
    wesasy aap ko chaiye k aap kasful mehjoob ki sharah parheen mery pass pakistan main hy aajkal meri choti behan par rahi hy keh rahi thi kashful mehjoob parhi to samjh anahene aai ab sharah parh rahi hon to bara maza araha hy . .
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: Sufism

      Originally posted by aabi2cool View Post

      jo book ap bata rahe hen wo kis ki likhi hui he?thora is bare me bata den ta k me asaani se le sakon:mm:or kashaf-ul-mehjoob bhi mere pas do hen or dono mukhtalif logon ne translate kia he....aik molana AbdulRauf Farooqi...or doosri prof Muhammad AbdulMajeed Yazdani.....zeada behter kis ne translate ki he?:mm:

      Comment

      • #18
        Re: Sufism

        Originally posted by senorita View Post
        jo book ap bata rahe hen wo kis ki likhi hui he?thora is bare me bata den ta k me asaani se le sakon:mm:or kashaf-ul-mehjoob bhi mere pas do hen or dono mukhtalif logon ne translate kia he....aik molana AbdulRauf Farooqi...or doosri prof Muhammad AbdulMajeed Yazdani.....zeada behter kis ne translate ki he?:mm:
        is waqat to zehan main naheen . . .sister se pouch kar bataon ga . .. baqi kashful mahjoob ko bohat se logon nay tarjuma kia hy mery nazdeek behtreen tarjuma hazrat peer karam shah sahab alazhari aleh rehma nay kiya hy kionk wo khud aik soofi thy is liye taswuf ki istilahaat se bakhoobi waqif thy . . . pakistan main islami kutab ka idara zia ul quran unheen ka qaiem karda hy aap ko kisi bhi zia ul quran k maktba se un ki tarjuma shuda kitab mil sakti hy baqi jis sharah k aap pouch rahi hain us k musanaf ka naam main sister se fon per pouch kar bataon ga
        Last edited by aabi2cool; 2 April 2009, 18:05.
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Sufism

          Originally posted by Xai View Post
          justify your "nothing" ... :d
          Nothingness........Her chez fani hay..bus yehi sufiisam hay..
          simple sa jawab hay.. logon ko samaj nahi ata
          [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

          See you Real Face in here 372-shed

          Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

          Comment

          • #20
            Re: Sufism

            NAhi :-s

            Walikum salam khush rahye

            Comment

            • #21
              Re: Sufism

              Originally posted by aabi2cool View Post
              is waqat to zehan main naheen . . .sister se pouch kar bataon ga . .. baqi kashful mahjoob ko bohat se logon nay tarjuma kia hy mery nazdeek behtreen tarjuma hazrat peer karam shah sahab alazhari aleh rehma nay kiya hy kionk wo khud aik soofi thy is liye taswuf ki istilahaat se bakhoobi waqif thy . . . pakistan main islami kutab ka idara zia ul quran unheen ka qaiem karda hy aap ko kisi bhi zia ul quran k maktba se un ki tarjuma shuda kitab mil sakti hy baqi jis sharah k aap pouch rahi hain us k musanaf ka naam main sister se fon per pouch kar bataon ga
              okk yad se pooch kar btaey ga

              Comment

              • #22
                Re: Sufism

                Originally posted by senorita View Post
                okk yad se pooch kar btaey ga
                acha aaap ye batao k kashful mahjoob ka matlab kaya hota hy???????????'
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Sufism

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  acha aaap ye batao k kashful mahjoob ka matlab kaya hota hy???????????'
                  chupi hui cheez jo hijab me ho...ka ilm hona ya khulna

                  Comment

                  • #24
                    Re: Sufism

                    Originally posted by senorita View Post
                    chupi hui cheez jo hijab me ho...ka ilm hona ya khulna
                    شاباش یعنی حجابات کا اٹھ جانا یا حجابات کا کھولنا یا کھلنا
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #25
                      Re: Sufism

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....:rose

                      AAP ''SUFISM'' K BARAY ME KYA JANTAY HAIN......?

                      SUFI POETS KO PARRHA HAI AAP NE....?

                      WHATEVER U KNOW ABT THE TOPIC ... SHARE WITH US....:mm:

                      THANKSS.........:rose
                      nehi kabi be es baray main nehi parha keu k kabi es ke zaroort nehi pari aur marya khayal main es k barya main zayada janne ke zaroort be nehi hai:donno:
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Sufism

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        nehi kabi be es baray main nehi parha keu k kabi es ke zaroort nehi pari aur marya khayal main es k barya main zayada janne ke zaroort be nehi hai:donno:
                        achaaaa jee kaya main aap k is naik khial ki waja jan sakta hon k is baray main jan,nay ki zaroorat kion naheen hy?
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #27
                          Re: Sufism

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          achaaaa jee kaya main aap k is naik khial ki waja jan sakta hon k is baray main jan,nay ki zaroorat kion naheen hy?
                          nahi:lpop:
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Sufism

                            Originally posted by nomi sialkoti View Post
                            nahi:lpop:
                            :tasali:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #29
                              Re: Sufism

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              ye moaz,zaz arkaan to farmatay hi rehtay hain in k farmany ka kaya hy .. . taswuf per main kafi khuch likh chuka hon pegham aur dosray forums per bhi pegham per baqaieda behas bhi hui thi jis per mera thred taswuf tazkiya nafas (ayen e taswuf)..http://www.pegham.com/showthread.php?t=13736
                              aap parh sakti hain . .. yahaan per kisi k pas skoi dalil naheen seway suni sunai batoon k aagr koi taswuf ko gair islami kehta hy to mera challange hy us ko k aay maydaan main magar dalail k sath baat karay mery sath . . . ..
                              V GOOD.....THANKS AABI BHAI.......:thmbup:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              • #30
                                Re: Sufism

                                Originally posted by saraah View Post
                                V GOOD.....THANKS AABI BHAI.......:thmbup:
                                wo thred ghour se parhoo aur us ko parhnay k bad jo sawal zehan main aay wo yahaan karoooo
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X