Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humare Parents

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Humare Parents

    Salam friends :rose

    Humare maa baap humare liye iss dunia me sab se pyare wajood hian. Allah miya ki saab se baari nemat hain.

    Her insaan ke liye uskai waaldin uskai IDEAL hote hain:salam:

    humare waaldin... me koi na koi aisy khoobi hoti he...jo humai bohat pyari lagti hai... jo unki poori zindagi me Nazar ati he...

    aur ussi khoobi ko hum bhi apnaana chahte hain...

    mujhe apne barou ki Khoobiya jaanna bohat acha lagta he, aur meri koshish hoti he... ke mere ander bhi yeh Khoobi ajaay.

    Aaap sab se request he ke aap apne Parents ki yaa apne baarou ki koi aisi Khoobi yaha share kerain... jisko hum bhi apnaa sakain. :rose
    Last edited by *Samra*; 30 March 2009, 16:59.

  • #2
    Re: Humare Parents

    Originally posted by *Kashish* View Post
    Salam friends :rose

    Humare maa baap humare liye iss dunia me sab se pyare wajood hian. Allah miya ki saab se baari nemat hain.

    :rose
    bayshuk hamary waldeen ALLAh paak ki bohat bari naimat aur rehmat hain magar ALLAH paak sab se bari rehmat hamary PAYARAY AQA KAREEM saw hain ji k sarapa rehmat hain . . un per hamary maan baap bhi qurban . . . .:salam:
    Last edited by aabi2cool; 30 March 2009, 17:46.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Humare Parents

      na g khubiaan apnay apnoo ke kesi ke chori nehi karne chaheya:khi:
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Humare Parents

        Originally posted by aabi2cool View Post
        bayshuk hamary waldeen ALLAh paak ki bohat bari naimat aur rehmat hain magar ALLAH paak sab se bari rehmat hamary PAYARAY AQA KAREEM saw hain ji k sarapa rehmat hain . . un per hamary maan baap bhi qurban . . . .:salam:
        bilkul.... :rose

        Comment

        • #5
          Re: Humare Parents

          Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
          na g khubiaan apnay apnoo ke kesi ke chori nehi karne chaheya:khi:

          KIouu ?

          Comment

          • #6
            Re: Humare Parents

            Originally posted by *Kashish* View Post
            Salam friends :rose

            Humare maa baap humare liye iss dunia me sab se pyare wajood hian. Allah miya ki saab se baari nemat hain.

            Her insaan ke liye uskai waaldin uskai IDEAL hote hain:salam:

            humare waaldin... me koi na koi aisy khoobi hoti he...jo humai bohat pyari lagti hai... jo unki poori zindagi me Nazar ati he...

            aur ussi khoobi ko hum bhi apnaana chahte hain...

            mujhe apne barou ki Khoobiya jaanna bohat acha lagta he, aur meri koshish hoti he... ke mere ander bhi yeh Khoobi ajaay.

            Aaap sab se request he ke aap apne Parents ki yaa apne baarou ki koi aisi Khoobi yaha share kerain... jisko hum bhi apnaa sakain. :rose
            hmmmm..... sahi kaha app ney janab baroon ke too behoot se asi batain hoti hain jin ko app apnana chatay hain yeh kah saktay hain k takrebun un k jasa he banna chatay hain..:) too koi aik khoobi bayaan karna marya khayal main monasib nehi hai:)
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Humare Parents

              Originally posted by *Kashish* View Post
              KIouu ?
              keu k main ne kaha hai:lpop:
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Humare Parents

                what I like most about my parent is ke they like and accept me the way I am.... :rose..... humari her ghaltiyon ko maof karna, her acche bure waqt mein humare saath khare rehna, woh hume yeh ehsaas dilate hain ke what I mean to them and to the world... I really love ma family.... :hug:

                Comment

                • #9
                  Re: Humare Parents

                  Originally posted by ummid View Post

                  and if they dont accept u the way u are thennnnnnnnn ?:mm:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Humare Parents

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    and if they dont accept u the way u are thennnnnnnnn ?:mm:
                    me ghair zaroori sawalo ke jawab dena qatai zaroori nahi sumjhti...

                    Comment

                    • #11
                      Re: Humare Parents

                      Originally posted by ummid View Post
                      me ghair zaroori sawalo ke jawab dena qatai zaroori nahi sumjhti...
                      ye gair zaroori sawal naheen tha .. . laikin aap nay jis tarz se thred stater k sawal ka jawab diya to uss e to yehi zahir hota hy k asal main aap ko khud se payar hy na k aap k waldeen se .. . .???? :donno:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Humare Parents

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        ye gair zaroori sawal naheen tha .. . laikin aap nay jis tarz se thred stater k sawal ka jawab diya to uss e to yehi zahir hota hy k asal main aap ko khud se payar hy na k aap k waldeen se .. . .???? :donno:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Humare Parents

                          :salam:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Humare Parents

                            Originally posted by *Kashish* View Post
                            Salam friends :rose

                            Humare maa baap humare liye iss dunia me sab se pyare wajood hian. Allah miya ki saab se baari nemat hain.

                            Her insaan ke liye uskai waaldin uskai IDEAL hote hain:salam:

                            humare waaldin... me koi na koi aisy khoobi hoti he...jo humai bohat pyari lagti hai... jo unki poori zindagi me Nazar ati he...

                            aur ussi khoobi ko hum bhi apnaana chahte hain...

                            mujhe apne barou ki Khoobiya jaanna bohat acha lagta he, aur meri koshish hoti he... ke mere ander bhi yeh Khoobi ajaay.

                            Aaap sab se request he ke aap apne Parents ki yaa apne baarou ki koi aisi Khoobi yaha share kerain... jisko hum bhi apnaa sakain. :rose
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Topic acha he. Parents buchon ke ideal he hotay hein, lekin mere parents in true sense mere ideal hein. Us ki kuch wajoohat hein. Awal meri mom hamari maternal family mein sub se ziada perhi likhi thein, jub ke mere dad meri paternal family mein sub se ziada perhay likhay thay, mere mom dad ki competibility bohat achi thi, is liye wo sub relatives mein aik ideal jori bani. But fate didn't allow my dad to live long and he met his Lord when he was only 42 years old.

                            Mere dad ki death 1997 mein hui, mein ne apni life mein apni mom aur dad mein koi larai nahi dekhi.

                            Meri maan aik bohat he zumadaar maa he, Allah unhein lambi zindagi day. Unhoon ne hamari taleem'o'tarbiyat mein koi kasar nahi choori.

                            Phir bhi male honay ke naatay mein apnay dad se ziada inspire hoon. Mere dad aik self-made person thay. 6th class se paiting start ki, sign boards banaye, cinema posters paint kiye, rickshaw chalaya, derzi banay, home tuitions perhaein, apni study continue ki. Passport office mein kaam kia, private jobs kein and during this period he thorougly updated himself in his studies. even wo House Building Finance ki Sialkot Branch ke Manager banay. Then he settled in England and did more progress in business. Story is long. In short my dad was a genius man. Unhoon ne apni thoori si zindagi mein bohat naam kamaya. Mein unhein follow kerne ki bohat kooshish kerta hoon
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Humare Parents

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              :salam:
                              hun sai reya wein 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X