Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pakistan main deshatgardi ki waja ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • pakistan main deshatgardi ki waja ?

    assalamalikum
    pakistan maian deshatgardi kay waqeeyat kuch zaida hi hoo rehay hian is ki waja kia hai ? zimmadar koon hai ? or yeh koon loog hain jo hamlay kar rehay han ? mulki? ghair mulki ?
    pehlay to yeh tha kay musharaf hatay or jamhoori hakoomat aye pher khutem houn gay hamlay .....Musharaf kab ka gia or hamlay vohi ...jamhoori hakoomt ai pher bhi hamlay ..Sawaat main bhi aman kay leye kuch kushian hovi hain ..or Adleya bhi bahal hoo gai hai ....pher bhi hamlay ??????????

    deshatgardoo ko kia saza deeni chaye? or ab tak kitnay logoun ko deshatgardi ka mansooba bananay kay leye saza mill chuki hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

    Originally posted by Aanchal View Post

    Walaikom Assalam
    is kay peechay ghair mulki agnecies hoti hain... jo dosray mulk ka amn o amaan tabah karna chahti hain.....zimme dar bhi wohi hain....
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #3
      Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

      Pakistan mein dehshat'gardi ki sub se bari waja political destability he. Jis country ki politics gandi nahi ho gi wahan dehshat'gardi bhi nahi ho gi. Aik musharaf gaya aur doosra aa gaya.

      istehsaal doosri bari waja he.

      Aik aur waja Hamari government, dehshat'gardon ki psychology ko study nahi kerti.

      Pakistan ka America ki her jaiz'najaiz baat per Labaik kehna he.

      Pakistan ka western border achi tarah se seal nahi hein.

      I strongly believe ke ager aaj Govt. change ho jaye, aur nai aanay wali govt. America ki bajaye Pakistan ke apnay mufad mein soochna shuru kar day to dehshatgardi mein kafi kami waqeya ho jaye gi. Aur ager seyasi leader Imran Khan jesa ho to mazeed behtari aa sakti he.

      Aik fact yeh bhi hay ke Afghanistan aur Pakistan ka western area Pakistan ke liye na'soor ban chuka he. lekin mein ub is pe ziada comment nahi karon ga
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

        Pakistan jab doosre countries se "help" lena chore ga.. aur leader pakistan ko apne haathou se lootna chorain ge... to koi bhi dehshatgard himat nahhi kere ga hamla kerne ki.

        Comment

        • #5
          Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

          waalikumasalam...

          Last edited by ummid; 30 March 2009, 14:26.

          Comment

          • #6
            Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

            Originally posted by ummid View Post
            waalikumasalam...

            Secondly

            .... :rose
            bohat khoob aap ka tajzia kafi hud tuk drusat hy . . . bilkhasoos pehly dono poients halank aap nay bohat mukhtasar bayan kiye magar jameh hain . . . aur aap k tesray point se khuch ikhtilaf kiya jaskta hy magar wo ikhtilaf technical base per hy . . . baqi bohat hi khoob aur lajwab tabsra hy . . . .:thmbup::salam:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #7
              Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Pakistan mein dehshat'gardi ki sub se bari waja political destability he. Jis country ki politics gandi nahi ho gi wahan dehshat'gardi bhi nahi ho gi. Aik musharaf gaya aur doosra aa gaya.

              istehsaal doosri bari waja he.

              Aik aur waja Hamari government, dehshat'gardon ki psychology ko study nahi kerti.

              Pakistan ka America ki her jaiz'najaiz baat per Labaik kehna he.

              Pakistan ka western border achi tarah se seal nahi hein.

              I strongly believe ke ager aaj Govt. change ho jaye, aur nai aanay wali govt. America ki bajaye Pakistan ke apnay mufad mein soochna shuru kar day to dehshatgardi mein kafi kami waqeya ho jaye gi. Aur ager seyasi leader Imran Khan jesa ho to mazeed behtari aa sakti he.

              Aik fact yeh bhi hay ke Afghanistan aur Pakistan ka western area Pakistan ke liye na'soor ban chuka he. lekin mein ub is pe ziada comment nahi karon ga
              aap ka tabsra bhi jandar hy .. pak westren border k hawalay se agar aap is baat ka izafa farma lein k afghanistan main amrica KI MOJODGI HI ASAL DEHSTGARDI KA SABAB HY . . ..:salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8

                agreed:thmbup:mera bhi yehi khiyal he:mm:

                Comment

                • #9
                  Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                  Originally posted by ummid View Post
                  waalikumasalam...

                  yeh bara ajeeb tabsara kia he tum ne 372-haha

                  baki tumhari baaton se agree kerta hoon
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    aap ka tabsra bhi jandar hy .. pak westren border k hawalay se agar aap is baat ka izafa farma lein k afghanistan main amrica KI MOJODGI HI ASAL DEHSTGARDI KA SABAB HY . . ..:salam:
                    yaar teri yeh baat jandaar he jis mein tu ne kaha ke "aap ka tabsara bhi jandar he" 372-haha
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                      Originally posted by senorita View Post
                      agreed:thmbup:mera bhi yehi khiyal he:mm:
                      hamaray khayalaat to bohat miltay hein, per
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                        zaidatar replies main America ka naam aya hai ...lekan America to shuru hi say dushman bana pher raha hai yeh aaj ki baat to nahi ..or halaat pechlay chand saloun say kharab hovey hian zaida :mm:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          hamaray khayalaat to bohat miltay hein, per
                          per:mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                            Originally posted by Maharani View Post
                            zaidatar replies main America ka naam aya hai ...lekan America to shuru hi say dushman bana pher raha hai yeh aaj ki baat to nahi ..or halaat pechlay chand saloun say kharab hovey hian zaida :mm:
                            jab hamare bhooke or bey eeman hukmranon k paet dolat se bhar jaen ge or wo zati lalach or mufaad se ooper ho kar sochen ge us waqt aik chor do amrika bhi hon to hamara kuch nahi bigaar sakte

                            Comment

                            • #15
                              Re: pakistan main deshatgardi ki waja ?

                              Originally posted by senorita View Post
                              jab hamare bhooke or bey eeman hukmranon k paet dolat se bhar jaen ge or wo zati lalach or mufaad se ooper ho kar sochen ge us waqt aik chor do amrika bhi hon to hamara kuch nahi bigaar sakte
                              jab logoun ko pata hai kay hukmraan kharab hain to awaam un kay peechay kio chalti hai :mm:

                              Working...
                              X